DOOR TAK JATI HAI NIGAH....

by mohsin akhter on November 01, 2010, 05:12:36 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1002 times)
mohsin akhter
Guest
Reply with quote
DOOR TAK NIGAH TO JATI HAI MERI
MAGAR DOOR TAK DIKHTA KYA HAI

JISKE KHAUF SE TANHA SOTA NAHI KABHI
SIWA MERE,
DUNIYA JANTI HAI WO SAYA MERA HAI……

EK BIMARI LAILAZ MILI HAI MUJHKO
LOG KAHTE HAI WO TAMASHA TERA HAI

YAKKEN MUJHKO BHI NAHI
YAKEEN USKO BHI NAHI……..
USNE BHARI MAHFIL MAIN JO PUKARA
KISMAT THI HAMARI
WO NAAM MERA HAI………….

BAHUT ARSE KE BAAD
BADLO NE ASMAAN KO GHERA HAI
LOG KAHTE HAI WAQT RAAT KA HAI
MAGAR MERI ZINDAGI MAIN
PUR NOOR SAVERA HAI……

DOOR TAK NIGAH TO JATI HAI MERI
MAGAR DOOR TAK DIKHTA KYA HAI

JISKE KHAUF SE TANHA SOTA NAHI KABHI
SIWA MERE,
DUNIYA JANTI HAI WO SAYA MERA HAI……
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
saqi ki har nigah by aziz hijazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
NIGAH by confident in Shayri for Khumar -e- Ishq
wo door jati meri manzil by qayda in Ghazals
Teri Nigah Ke Sadqe... by majid in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
nigah-baan by harinderbhasin in Shayari-e-Parastish
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #1 on: November 01, 2010, 07:12:59 AM »
Reply with quote
bahut badhya mohsin jii..  dher saaari daad~
Logged
zarra
Guest
«Reply #2 on: November 02, 2010, 02:08:08 PM »
Reply with quote
bahaut khoob ...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: November 02, 2010, 02:31:42 PM »
Reply with quote

 Applause Applause Applause Applause Applause.........

Khud apne saaye se darrte hain, ye kya gajab karte hain
Aaasma ki oorr nigaah karo,angin taare hain sitare hain

Har taare mai ek nai duniya hai,har sitaare mai ek naya jahaan
Mann ki aankhon se dekh koyal kitne khoobsurat nazaare hain



DOOR TAK NIGAH TO JATI HAI MERI
MAGAR DOOR TAK DIKHTA KYA HAI

JISKE KHAUF SE TANHA SOTA NAHI KABHI
SIWA MERE,
DUNIYA JANTI HAI WO SAYA MERA HAI……

EK BIMARI LAILAZ MILI HAI MUJHKO
LOG KAHTE HAI WO TAMASHA TERA HAI

YAKKEN MUJHKO BHI NAHI
YAKEEN USKO BHI NAHI……..
USNE BHARI MAHFIL MAIN JO PUKARA
KISMAT THI HAMARI
WO NAAM MERA HAI………….

BAHUT ARSE KE BAAD
BADLO NE ASMAAN KO GHERA HAI
LOG KAHTE HAI WAQT RAAT KA HAI
MAGAR MERI ZINDAGI MAIN
PUR NOOR SAVERA HAI……

DOOR TAK NIGAH TO JATI HAI MERI
MAGAR DOOR TAK DIKHTA KYA HAI

JISKE KHAUF SE TANHA SOTA NAHI KABHI
SIWA MERE,
DUNIYA JANTI HAI WO SAYA MERA HAI……

Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #4 on: November 13, 2010, 05:47:05 AM »
Reply with quote
bahut bahut sukriya aap sabka
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #5 on: November 13, 2010, 05:51:04 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause.........

Khud apne saaye se darrte hain, ye kya gajab karte hain
Aaasma ki oorr nigaah karo,angin taare hain sitare hain

Har taare mai ek nai duniya hai,har sitaare mai ek naya jahaan
Mann ki aankhon se dekh koyal kitne khoobsurat nazaare hain




saya tabhi dikhta hai jab ankhe band karte hai
daal se toot kar phool bhi bikharte hai

kuch wajah hai jo khauf khate hai sayon se
wo nadan hai jo sochte hai hum gajab karte hai
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #6 on: November 13, 2010, 12:48:48 PM »
Reply with quote

Apni kamjoriyon ko nadaan keh ke yu na chhupaao
Darr he wajah hai khauf khate ho apne saayon se

Roshni ke aage khade ho tou saaya nazar aata hai
Nadaan Band aankhon se kya khaakh nazar aata hai


saya tabhi dikhta hai jab ankhe band karte hai
daal se toot kar phool bhi bikharte hai

kuch wajah hai jo khauf khate hai sayon se
wo nadan hai jo sochte hai hum gajab karte hai
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #7 on: November 29, 2010, 11:19:24 AM »
Reply with quote
Apni kamjoriyon ko nadaan keh ke yu na chhupaao
Darr he wajah hai khauf khate ho apne saayon se

Roshni ke aage khade ho tou saaya nazar aata hai
Nadaan Band aankhon se kya khaakh nazar aata hai



bahut achche
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #8 on: November 29, 2010, 11:24:27 AM »
Reply with quote
ghar jala hui roshni saya bana deewar per
katl hua lahoo baha nishaan bana deewar per
wo kahte rahe hum per yakeen rakho
poora mera karwa lut gaya aitbaar per
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #9 on: November 29, 2010, 11:53:00 AM »
Reply with quote
Yu gairon pe bina soche tu aitbaar na kar
Jaagta reh yu tu ghode bechke soya na kar
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:51:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer