ehsaas

by @kaash on February 24, 2009, 03:24:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 786 times)
@kaash
Guest
Reply with quote


ye kaisa ehsaas hai
ek akela main aur vo tamaam alam me rahti hai
jab bhi unhe sochta hun ek hausla sa mil jata hai
vo saath hai, nahi,is soch se dil ubar jata hai
pukaarne ki koshish phir hum nahi karte
unke ujaalon ki baat hain sun lete
usi se dil me jagmagahat si phir hai ho jati
ek unke aane se ujdi zindagi bahaar si hai ho jati

ye kaisa ehsaas hai
ki jazbaat bhi is tarah unhe sochte hain
hum kahna kuch chahte hain harf banne kuch lagte hain
ye kaisa ehsaas hai
justaju ka har lahza jiska behad khaas hai
khamoshi ka dayra hi bujhata pyaas hai
ye kaisa ehsaas hai...



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ehsaas... by dev_omu in Shayri-E-Dard
....~~Ehsaas~~.... by HumTum in Shayri-E-Dard
EK EHSAAS... by azeemssj in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ehsaas by Nino in Shayri-E-Dard
ehsaas by Pooja in Shairi - E - Zindagi
chitralsony
Guest
«Reply #1 on: February 24, 2009, 04:37:40 PM »
Reply with quote

ye kaisa ehsaas hai
ek akela main aur vo tamaam alam me rahti hai
jab bhi unhe sochta hun ek hausla sa mil jata hai
vo saath hai, nahi,is soch se dil ubar jata hai
pukaarne ki koshish phir hum nahi karte
unke ujaalon ki baat hain sun lete
usi se dil me jagmagahat si phir hai ho jati
ek unke aane se ujdi zindagi bahaar si hai ho jati

ye kaisa ehsaas hai
ki jazbaat bhi is tarah unhe sochte hain
hum kahna kuch chahte hain harf banne kuch lagte hain
ye kaisa ehsaas hai
justaju ka har lahza jiska behad khaas hai
khamoshi ka dayra hi bujhata pyaas hai
ye kaisa ehsaas hai...



nice akash ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: February 24, 2009, 05:35:32 PM »
Reply with quote
Bahut khoob kaash ji  Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #3 on: February 25, 2009, 11:13:54 AM »
Reply with quote
Bahot khub Kaash ji Applause
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #4 on: February 25, 2009, 11:14:51 AM »
Reply with quote
@kaashji achha lika hai aapne... Applause




ye kaisa ehsaas hai
ek akela main aur vo tamaam alam me rahti hai
jab bhi unhe sochta hun ek hausla sa mil jata hai
vo saath hai, nahi,is soch se dil ubar jata hai
pukaarne ki koshish phir hum nahi karte
unke ujaalon ki baat hain sun lete
usi se dil me jagmagahat si phir hai ho jati
ek unke aane se ujdi zindagi bahaar si hai ho jati

ye kaisa ehsaas hai
ki jazbaat bhi is tarah unhe sochte hain
hum kahna kuch chahte hain harf banne kuch lagte hain
ye kaisa ehsaas hai
justaju ka har lahza jiska behad khaas hai
khamoshi ka dayra hi bujhata pyaas hai
ye kaisa ehsaas hai...



Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: February 26, 2009, 12:36:57 PM »
Reply with quote
Good work Kaash.....
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: February 26, 2009, 12:45:49 PM »
Reply with quote

ye kaisa ehsaas hai
ek akela main aur vo tamaam alam me rahti hai
jab bhi unhe sochta hun ek hausla sa mil jata hai
vo saath hai, nahi,is soch se dil ubar jata hai
pukaarne ki koshish phir hum nahi karte
unke ujaalon ki baat hain sun lete
usi se dil me jagmagahat si phir hai ho jati
ek unke aane se ujdi zindagi bahaar si hai ho jati

ye kaisa ehsaas hai
ki jazbaat bhi is tarah unhe sochte hain
hum kahna kuch chahte hain harf banne kuch lagte hain
ye kaisa ehsaas hai
justaju ka har lahza jiska behad khaas hai
khamoshi ka dayra hi bujhata pyaas hai
ye kaisa ehsaas hai...




Bohot achcha likha hai aapne, Kaash Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:43:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer