ehsaas

by roushan on December 10, 2011, 04:34:20 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 833 times)
roushan
Guest
Reply with quote

Koi bhi iss zamane me.n tumsa nahin
Ab tumhare siwa kuchh tamanna nahin

Jaan le legi ek din teri ye ada
Be-sabab roothhna tera achha nahin

Muddaton baad jab aaj usse mile
Iss tarah ha.ss diya jaise roothha nahin

Rang-o nikhat, nezakat ko pahchaan le
Dekh le phool hu.n, koi kaanta nahin

Zulmaton me.n tera saath kyun chhorunga
Tera deewana hu.n, tera saaya nahin

Dil se jiska ta-alluq, wo sookhe nahin
Ashk mere hain, Chashma ya Darya nahin

Baad marne ke hi jaye gi ye chubhan
Ishq ka Dard hai, kuchh tamasha nahin

Ji liya Zindagi hamne Ji bhar ke
Zindagi tumse ab koi shikwa nahin !!



NM
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ehsaas by Sonu in Shayri-E-Dard
**EHSAAS** by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Ehsaas by archana_gudia2k2 in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3  All »
saare ehsaas ehsaas-e-watan ke baad hain by @kaash in Shairy-E-Watan
ehsaas, sirf ehsaas by anandjaiswal in Shayri-E-Dard
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: December 10, 2011, 06:01:41 AM »
Reply with quote
boht khoob
Logged
ADIK
Guest
«Reply #2 on: December 10, 2011, 07:01:53 AM »
Reply with quote
kissi ka ehaas toh mujhe hamesha se hota tha, par yeh tum hogi ye mujhe pata nahi tha.
Chahata toh kabse main tumhe tha, par tum bhi mujhe chahati ho yeh pata nahi tha...

By Anil R Bhardwaj www.anilrbhardwaj.shutterfly.com
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: December 10, 2011, 10:33:20 AM »
Reply with quote

Koi bhi iss zamane me.n tumsa nahin
Ab tumhare siwa kuchh tamanna nahin

Jaan le legi ek din teri ye ada
Be-sabab roothhna tera achha nahin

Muddaton baad jab aaj usse mile
Iss tarah ha.ss diya jaise roothha nahin

Rang-o nikhat, nezakat ko pahchaan le
Dekh le phool hu.n, koi kaanta nahin

Zulmaton me.n tera saath kyun chhorunga
Tera deewana hu.n, tera saaya nahin

Dil se jiska ta-alluq, wo sookhe nahin
Ashk mere hain, Chashma ya Darya nahin

Baad marne ke hi jaye gi ye chubhan
Ishq ka Dard hai, kuchh tamasha nahin

Ji liya Zindagi hamne Ji bhar ke
Zindagi tumse ab koi shikwa nahin !!



NM


nice sharing roushan ji bahut khoob
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: December 10, 2011, 01:57:58 PM »
Reply with quote

Koi bhi iss zamane me.n tumsa nahin
Ab tumhare siwa kuchh tamanna nahin

Jaan le legi ek din teri ye ada
Be-sabab roothhna tera achha nahin

Muddaton baad jab aaj usse mile
Iss tarah ha.ss diya jaise roothha nahin

Rang-o nikhat, nezakat ko pahchaan le
Dekh le phool hu.n, koi kaanta nahin

Zulmaton me.n tera saath kyun chhorunga
Tera deewana hu.n, tera saaya nahin

Dil se jiska ta-alluq, wo sookhe nahin
Ashk mere hain, Chashma ya Darya nahin

Baad marne ke hi jaye gi ye chubhan
Ishq ka Dard hai, kuchh tamasha nahin

Ji liya Zindagi hamne Ji bhar ke
Zindagi tumse ab koi shikwa nahin !!



NM

nice sharing
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:05:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.172 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer