EK BAAR KAR KEY AITBAR LIKH DOH .................. (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on January 24, 2009, 07:03:34 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1306 times)
dead heart
Guest
«Reply #15 on: January 26, 2009, 05:55:56 PM »
Reply with quote
wah wah wah wah Jasbir jee..kamal ka likha hai...Madhu apne bhi acha likha hai...


apne dil se teri tasveer chupa lia kartey hai,
kahin uski nazar na lagjaye,
apni mohobat ki dastaan rooh main dafan karke raktey hai,
mere marne ke bad mujse pyaar karne ke jurm main tujhe saza na hojaye...
{shaer ka maqsad dekhiyega...shayad ek galti hai par maafi chahta hoon uske liye}



Logged
dead heart
Guest
«Reply #16 on: January 26, 2009, 06:05:28 PM »
Reply with quote
Quote
Hum bhi toh yahin hai, paas mein tumhare,
humein kehne se pehle,apne dill mein jhank kar toh dekho,
Abb din mein na chain hota hai, sirf raaton ka intezaar rehta hai,
Kyunki khwabon mein toh bass tumhara hi ana hota hai..


mat bulao mujhe apne sapne main;kahin apka sapna napak na hojaye,
mat kaho duniya walon se apni mohobat ki dastaan;kahin mohobat nilam na hojaye,
tumhi toh chodd gayi mujhe tanha inn kanton ki duniya main,
mat apna mujhe wapid;kahin mera sacha dil tujhe tabah na kar jaye...


Logged
dead heart
Guest
«Reply #17 on: January 26, 2009, 06:10:00 PM »
Reply with quote

tere liye apna dil kurban karjaunga,
mitgaya par tujhe mohobat karna sikhajaunga,
aaj bhi intezar karta hoon tera par tune mujhe bhoola dia hai,
marte marte tujhe mere ghar ka pata yaad dilajaunga...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: January 26, 2009, 07:02:09 PM »
Reply with quote
wah wah wah wah Jasbir jee..kamal ka likha hai...Madhu apne bhi acha likha hai...


apne dil se teri tasveer chupa lia kartey hai,
kahin uski nazar na lagjaye,
apni mohobat ki dastaan rooh main dafan karke raktey hai,
mere marne ke bad mujse pyaar karne ke jurm main tujhe saza na hojaye...
{shaer ka maqsad dekhiyega...shayad ek galti hai par maafi chahta hoon uske liye}





THanks DH and wah kya baat kahi hai aap ney.. wah

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: January 26, 2009, 07:02:59 PM »
Reply with quote

tere liye apna dil kurban karjaunga,
mitgaya par tujhe mohobat karna sikhajaunga,
aaj bhi intezar karta hoon tera par tune mujhe bhoola dia hai,
marte marte tujhe mere ghar ka pata yaad dilajaunga...

wah DH bahut hi khoob .....

Jasbir Singh
Logged
dead heart
Guest
«Reply #20 on: January 27, 2009, 04:33:56 AM »
Reply with quote
shukriya Jasbir jee...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #21 on: January 27, 2009, 08:41:34 AM »
Reply with quote
Bohat khoob jasbir ji.... Applause Applause

Na jaane kyun hamein aansu dikhana nahi aata
Na jane kyun hale-e-tanhai jatana nahi aata
Kyun aapno se bichhad jate hain 
Shayad hamen unka saath nibhana nahi aata 

**HR**
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: January 27, 2009, 09:02:01 AM »
Reply with quote
Bohat khoob jasbir ji.... Applause Applause

Na jaane kyun hamein aansu dikhana nahi aata
Na jane kyun hale-e-tanhai jatana nahi aata
Kyun aapno se bichhad jate hain 
Shayad hamen unka saath nibhana nahi aata 

**HR**





Thanks Honey Partner and kya khoob kaha aap ney


PYAR JAB AAP KA HADD SEY GUJAR JAYEGA
CHAIN NA JAB RATOH MEH TUMHEY AAYEGA
SAATH NIBHANA KHUDD HI SEEKH JAO GEY
JAB DIL NA KAHI AUR LAG PAYEGA


JASBIR SINGH







Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: February 01, 2009, 03:02:38 AM »
Reply with quote



Thanks Madhu and bahut khoob kaha aap ney bhi


IZHAAAR AAP NEY KABHI KIA HI NAHI
NAZROH SEY WAAR KABHI KIA HI NAHI
DIL MEH HI PYAR LIYE BAITHEY HO
HOTOH SEY NAAM KABHI LIYA HI NAHI

JINDAGI HAMAREY NAAM SEY KAAT RAHEY HO
MOHABBAT DIL-OH-JAAN SEY KAR RAHEY HO
FURSAT SEY NAAM HAMARA PUKARA HI NAHI
HAMEY BANAYA KABHI APNA SAHARA HI NAHI

IZHAAAR AAP NEY KABHI KIA HI NAHI
NAZROH SEY WAAR KABHI KIA HI NAHI


JASBIR SINGH



Good one Jasbir Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: February 04, 2009, 04:13:56 PM »
Reply with quote
Good one Jasbir Ji

Thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:55:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer