Ek Haseen Shaam Ke Liye..!! Shireen Hakani

by Shireen Hakani on May 22, 2012, 09:28:15 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3335 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Do Apne Saath Ka Tofha Ek Haseen Shaam Ke Liye,
Kar Loongi Us Pal Mein Pyar Umar Bhar Ke Liye..!!
Do Woh Nazar Jo Dekhe Sirf Mujhi Ko,
Kiye Hai Solah-Shingar Maine Apne Yaar Ke Liye..!!
Mere Paas Baith Jana Sari Duniya Bhool Ke,
Maut Bhi Aayegi Toh Rok Loongi Ek Raat Ke Liye...!!
Muskura Kar Mere Khawabo Ko Mukammal Karna,
Hai Woh Jamanat Meri Shab-E-Furqat Ke Liye..!!
Tumhari Aagosh Mein Samayi Khushiya Do Jahan Ki,
Mera Aachal Na Chota Pad Jaye Samaitne Ke Liye..!!
Lab Tumhare Milenge Mujse Jis Lamha Jaan-E-Man,
Kahin Saanse Na Kam Pad Jaye Mujhe Jeene Ke Liye..!!

My Own
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: May 22, 2012, 09:36:19 AM »
Reply with quote
boht khub shirin ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: May 22, 2012, 09:39:12 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 22, 2012, 09:42:36 AM »
Reply with quote
Do Apne Saath Ka Tofha Ek Haseen Shaam Ke Liye,
Kar Loongi Us Pal Mein Pyar Umar Bhar Ke Liye..!!
Do Woh Nazar Jo Dekhe Sirf Mujhi Ko,
Kiye Hai Solah-Shingar Maine Apne Yaar Ke Liye..!!
Mere Paas Baith Jana Sari Duniya Bhool Ke,
Maut Bhi Aayegi Toh Rok Loongi Ek Raat Ke Liye...!!
Muskura Kar Mere Khawabo Ko Mukammal Karna,
Hai Woh Jamanat Meri Furqat-E-Shaam Ke Liye..!!
Tumhari Aagosh Mein Samayi Khushiya Do Jahan Ki,
Mera Aachal Na Chota Pad Jaye Samaitne Ke Liye..!!
Lab Tumhare Milenge Mujse Jis Lamha Jaan-E-Man,
Kahin Saanse Na Kam Pad Jaye Mujhe Jeene Ke Liye..!!

Bahut Khoob Shireen Ji..

Bahut Hi Khoobsurat Ehsaas  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
RAAJA1234
Guest
«Reply #4 on: May 22, 2012, 01:13:07 PM »
Reply with quote
Do Apne Saath Ka Tofha Ek Haseen Shaam Ke Liye,
Kar Loongi Us Pal Mein Pyar Umar Bhar Ke Liye..!!
Do Woh Nazar Jo Dekhe Sirf Mujhi Ko,
Kiye Hai Solah-Shingar Maine Apne Yaar Ke Liye..!!
Mere Paas Baith Jana Sari Duniya Bhool Ke,
Maut Bhi Aayegi Toh Rok Loongi Ek Raat Ke Liye...!!
Muskura Kar Mere Khawabo Ko Mukammal Karna,
Hai Woh Jamanat Meri Shab-E-Furqat Ke Liye..!!
Tumhari Aagosh Mein Samayi Khushiya Do Jahan Ki,
Mera Aachal Na Chota Pad Jaye Samaitne Ke Liye..!!
Lab Tumhare Milenge Mujse Jis Lamha Jaan-E-Man,
Kahin Saanse Na Kam Pad Jaye Mujhe Jeene Ke Liye..!!

My Own
laaaaaaaaajavaaaaaab shireen jeeee     dil lootne vali peshkash.. Kya kahna aapki is ghajal kr. 
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: May 22, 2012, 02:06:40 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob likha hai aapne Shireen ji... ek dum massssttttt.....!!!!!!

aajao meri baahon me ki tumse thoda pyaar kar loon,
doob ke tumhaari aankhon me tumpe aetbaar kar loon,
main aashiq tumhaari adaaon ka hoon jaan-e-jana,
chaahat me khudko deewaanaa main har baar kar loon...
Logged
dolly
Guest
«Reply #6 on: May 22, 2012, 02:27:36 PM »
Reply with quote
beautiful...

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Logged
dolly
Guest
«Reply #7 on: May 22, 2012, 02:31:30 PM »
Reply with quote
urs also good hridayji....Applause
Logged
Anahita
Guest
«Reply #8 on: May 22, 2012, 03:10:25 PM »
Reply with quote

Bahut Khoob Shireen Jee. Aapne Bahut Khoobsoorti Se Apne Lafz Piroye Hain. Meri Dili Daad Kubool Kijiye.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: May 22, 2012, 03:51:23 PM »
Reply with quote
thanks a lot Dolly ji....!!!

urs also good hridayji....Applause
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #10 on: May 22, 2012, 05:14:08 PM »
Reply with quote
Hriday Jee Aap Ka Sher Lajawab Hai!!! Jawab Mein yeh sher kaisa rahega?


Soch Liya Hai Maine Is Baar Na Unhe Kahin Jane Dongi,
Baho Ke Gehre Mein Le Kar Chup Ke Se Aachal Se Bandh Longi,
Na Ja Payenge Woh Daman Chhuda Kar Yeh Yakeen Hai Hume,
Meri Aankhon Se Chalkte Pyar Ke Nashe Ka Unhe Aadi Kar Dongi..!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: May 22, 2012, 05:30:57 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Shireen ji... and thank you sooooooooooo much for the sweet reply... bahut khoobsurat jawaab diya hai aapne....!!!

meri mohabbat me main tumhe mashoor kar dunga,
duniya ke har ek ghum se tumhe duur kar dunga,
reh na sakoge tum mujhse juda ho ke ek pal bhi,
chaahat me meri tumhe main itna majboor kar dunga...
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #12 on: May 22, 2012, 05:36:37 PM »
Reply with quote
Hum Majboor honge par aap ki toh koi umeed hi nahi!!! Usual Smile

Aankhon Se Chalkte Hai Paimane, Mere Deewane,
Is Muskurahat Ke Ghayal Bohat Hai Mere Mastane,
Mere Husn Ki Aag Mein Jal Haye Bohat Parwane,
Aap Ki Bachne Ki Bhi Koi Umeed Nahi Mere Anjane..!!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #13 on: May 22, 2012, 05:49:55 PM »
Reply with quote
Do Apne Saath Ka Tofha Ek Haseen Shaam Ke Liye,
Kar Loongi Us Pal Mein Pyar Umar Bhar Ke Liye..!!
Do Woh Nazar Jo Dekhe Sirf Mujhi Ko,
Kiye Hai Solah-Shingar Maine Apne Yaar Ke Liye..!!
Mere Paas Baith Jana Sari Duniya Bhool Ke,
Maut Bhi Aayegi Toh Rok Loongi Ek Raat Ke Liye...!!
Muskura Kar Mere Khawabo Ko Mukammal Karna,
Hai Woh Jamanat Meri Shab-E-Furqat Ke Liye..!!
Tumhari Aagosh Mein Samayi Khushiya Do Jahan Ki,
Mera Aachal Na Chota Pad Jaye Samaitne Ke Liye..!!
Lab Tumhare Milenge Mujse Jis Lamha Jaan-E-Man,
Kahin Saanse Na Kam Pad Jaye Mujhe Jeene Ke Liye..!!

My Own

naaaaaaaice
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: May 22, 2012, 05:56:16 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob ji.... hum to yunhi mar chuke hain ab aur kya marenge ...Usual Smile

shamaa se mil jaane ko hi parwaane aayaa karte hain,
ishq wo aag hai jisme aashiq jal jaayaa karte hain,
dekhte rahe duur se aur darte rahe mohabbat se, hum
aise aashiq nahi jo  maut se dar jaayaaa karte hain...

Hum Majboor honge par aap ki toh koi umeed hi nahi!!! Usual Smile

Aankhon Se Chalkte Hai Paimane, Mere Deewane,
Is Muskurahat Ke Ghayal Bohat Hai Mere Mastane,
Mere Husn Ki Aag Mein Jal Haye Bohat Parwane,
Aap Ki Bachne Ki Bhi Koi Umeed Nahi Mere Anjane..!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:32:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer