Ek Khayaal...... (Shikha)

by Shikha12 on August 03, 2006, 06:59:52 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6465 times)
mohsin akhter
Guest
«Reply #30 on: August 05, 2006, 08:50:00 AM »
Reply with quote
bahut hi umda hai

very nice
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yeh kya khayaal hai by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
..~~Ik khayaal~~.. by HumTum is back in Miscellaneous Shayri
Be-Mausam se Khayaal !!! (Shikha) by Shikha12 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
khayaal?? by rawattanha in Shayri for Dard -e- Judai
_Vicky_
Guest
«Reply #31 on: August 05, 2006, 09:39:00 AM »
Reply with quote
WAH WAH kya baat hai RANJANA aur MOHSIN BHAI.... bahut khoob.....

ANJANI and MAJID BHAI u too good......
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #32 on: August 14, 2006, 09:22:29 AM »
Reply with quote
Thanks a lot... Rajbir ji, Ranju di, Neer, Majid, Anjani, and Mohsin....

Very nice work...Ranju di, Majid, Neer, Anjani, Mohsin.... =D> =D> =D>
[/b]
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #33 on: August 14, 2006, 09:26:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
Har kisi say zyada, bus khuda se kum
Humein itni mohabbat hai tumse sanam
Ab chaahay parain ishq main jitnay sitam
tumhain paana hai chaahey jitnay ho gham
Labon nay na bola per is jahan ki kasam
Agar hota jayaz, pujtey tum ko hum....

POETRY DELETED BY SHIKHA....
[/b]
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #34 on: August 14, 2006, 09:32:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Iss dil se tera khayal na jaaye to main kya karun
Bhool bhool ke bhi aaye tera khayal to main kya karun
Reh Reh kar sataye mujhe tera khayal, main kya karun
Harr sawaal se faa'ez hota hai tera khayal...
Tere Khayalon se Sajj gaya hai Guncha mera
Tohfa lene ke tum nahi ho kayaal, mein mere haal-e-dil ka kya karun

Tohfa leney ke naa they kaayal hum kabhie bhi,
Dil ka tohfa magar hum aakhir thukraatey kaisey...

Haath thaam kar mera tum ley aaye muhabbat mey,
Haath tumsey hum chuddha kar chaley jaatey kaisey...

Kehtey hai ki deewaro ke bhi kaan hotey hai,
Haal-e-dil apna hum tumko bhala batatey kaisey....

Du'r thi manzil tumhaari, raah tumhari takti hui,
Manzilon sey tumko wapas hum bulaatey kaisey...

Hai guman ki ab bhi khayaalon mey bastey hai terey,
Khayal phir tera hum dil sey apney bhulaatey kaisey....

[/b]
Logged
bhambra
Guest
«Reply #35 on: August 14, 2006, 11:23:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"

Oh! Sikha ji u r gr8...Really tuching words...Mujhe bahot accha laga...Plz carry on ur good works..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #36 on: August 14, 2006, 11:52:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Quote from: "nirbhay"
Iss dil se tera khayal na jaaye to main kya karun
Bhool bhool ke bhi aaye tera khayal to main kya karun
Reh Reh kar sataye mujhe tera khayal, main kya karun
Harr sawaal se faa'ez hota hai tera khayal...
Tere Khayalon se Sajj gaya hai Guncha mera
Tohfa lene ke tum nahi ho kayaal, mein mere haal-e-dil ka kya karun

Tohfa leney ke naa they kaayal hum kabhie bhi,
Dil ka tohfa magar hum aakhir thukraatey kaisey...

Haath thaam kar mera tum ley aaye muhabbat mey,
Haath tumsey hum chuddha kar chaley jaatey kaisey...

Kehtey hai ki deewaro ke bhi kaan hotey hai,
Haal-e-dil apna hum tumko bhala batatey kaisey....

Du'r thi manzil tumhaari, raah tumhari takti hui,
Manzilon sey tumko wapas hum bulaatey kaisey...

Hai guman ki ab bhi khayaalon mey bastey hai terey,
Khayal phir tera hum dil sey apney bhulaatey kaisey....

[/b]

bahut khoob shikha ............. :D too good .. =D>
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #37 on: August 14, 2006, 12:13:47 PM »
Reply with quote
ek khayal ek sawal dil ko bada akherta hai .....
tu sirf mere liye kyu itna sawarta hai ......
tu jaisa bhi hai tu mujhko pasand hai .......
dekh khol ker aapna pehlu mera dil usme nazarband hai.....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #38 on: August 15, 2006, 07:06:28 AM »
Reply with quote
Thanks a lot Souvanik, Ranju di and
Very nice one Tushar.... =D> =D>
[/b]
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #39 on: August 15, 2006, 07:21:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "mohsin akhter"
kisi ka naam mahfil me aye to kya hoga
jab tak wo dil me na aye to kya hoga
kisi manjar se dil lag jaye to kya hoga
jab kudh hi manjar ban jaye to kya hoga
shaam ke waqt s dosti ho jaye to kya hoga
jab khud ka sooraj hi doob jaye to kya hoga
kisi ka khayal jab sataye to kya hoga
jab koi bichada yaad aye to kya hoga
bebasi ka aalam you gujar jaye to kya hoga
meri chahat kisi ko na najar aye to kya hoga
ab umr khatm hone ko hai e mere dost
ab bhi koi na bulaye to kya hoga

Kyon bhala ab soche hum ki
aagey jaaney kya hoga....
Ek kadam badha diya hai
ab peechey ja kar kya hoga....
Umeed dil sey laga chukey hai
Anjaam iska jaaney kya hoga....
Kabool muhabbat kar lo meri
Ab dil ko dhukha kar kya hoga....
Jo naa mano mera kaha to
Socho naa ki kya hoga....
Dil to royega pehron phir,
Labon ko hasa kar kya hoga....
[/b]
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #40 on: August 15, 2006, 07:37:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
ek khayal ek sawal dil ko bada akherta hai .....
tu sirf mere liye kyu itna sawarta hai ......
tu jaisa bhi hai tu mujhko pasand hai .......
dekh khol ker aapna pehlu mera dil usme nazarband hai.....

Sajney ki humko jarurat hai kya,
Muhabbat sey teri sawarney lagey hai,
Teri yaad apney dil mey basa kar,
Din raat hum to nikharney lagey hai...
Muskuratey hai tumko khayalon mey pa kar,
Labon par kai phool khilney lagey hai...
Thaam ke dil aaj bethey hai hum yu,
Ki do phool aapas mey milney lagey hai...
[/b]
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #41 on: August 15, 2006, 12:30:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Quote from: "nirbhay"
Iss dil se tera khayal na jaaye to main kya karun
Bhool bhool ke bhi aaye tera khayal to main kya karun
Reh Reh kar sataye mujhe tera khayal, main kya karun
Harr sawaal se faa'ez hota hai tera khayal...
Tere Khayalon se Sajj gaya hai Guncha mera
Tohfa lene ke tum nahi ho kayaal, mein mere haal-e-dil ka kya karun

Tohfa leney ke naa they kaayal hum kabhie bhi,
Dil ka tohfa magar hum aakhir thukraatey kaisey...

Haath thaam kar mera tum ley aaye muhabbat mey,
Haath tumsey hum chuddha kar chaley jaatey kaisey...

Kehtey hai ki deewaro ke bhi kaan hotey hai,
Haal-e-dil apna hum tumko bhala batatey kaisey....

Du'r thi manzil tumhaari, raah tumhari takti hui,
Manzilon sey tumko wapas hum bulaatey kaisey...

Hai guman ki ab bhi khayaalon mey bastey hai terey,
Khayal phir tera hum dil sey apney bhulaatey kaisey....

[/b]

Smart reply shikha!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #42 on: August 15, 2006, 05:56:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Quote from: "tushar_4u_im"
ek khayal ek sawal dil ko bada akherta hai .....
tu sirf mere liye kyu itna sawarta hai ......
tu jaisa bhi hai tu mujhko pasand hai .......
dekh khol ker aapna pehlu mera dil usme nazarband hai.....

Sajney ki humko jarurat hai kya,
Muhabbat sey teri sawarney lagey hai,
Teri yaad apney dil mey basa kar,
Din raat hum to nikharney lagey hai...
Muskuratey hai tumko khayalon mey pa kar,
Labon par kai phool khilney lagey hai...
Thaam ke dil aaj bethey hai hum yu,
Ki do phool aapas mey milney lagey hai...
[/b]

sach kehti ho tumhe sajney ki zaroor nahi .....
tum ho hasi itni k tumse koi khubsoorat nahi....
dil loot ker mera chal diye the kaha tum.....
hath reh gaya thi bus mere teri khoi rate......
do pal jo jee thi zindgi tum sang jo beeti thi tum sang barsate....
aab aaye ho tum to kabhi door na jana .....
hu mai tum bin aadhura mujhe bhool na jana .....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #43 on: August 17, 2006, 05:17:01 AM »
Reply with quote

Thanks Neer... Usual Smile Usual Smile
and
Nice one Tushar... =D> =D>
[/b]
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #44 on: August 18, 2006, 02:35:30 PM »
Reply with quote

Dekho gulaab ke phool par us ons ki boond ko,
Kaise damak rahi hai woh sang apney sajan ke..

Kuch socho jara khwab woh jo bantey hai dil mey,
Kisi Nayi Naveli sii sharmaii sakuchaii dulhan ke..

Woh khushi jo chaand mehsoos karta hai har raat,
Jab miltey hai us sey sitarey saarey gagan ke...

Aur woh muskurahat kisi maali ke labon par,
Dekh kar khiltey hue phool apney chaman ke...

Aaisey hi kuch khyaal hai dil mey samaaya mere,
Sapney dinn mey dekhtey hai hum unke milan ke...  :oops:
[/b]
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:24:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer