Ek Prem Kahaani................(AD)

by anjaan dharkan on February 04, 2009, 01:40:38 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1144 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
Reply with quote
This Is A Tribute To Love: A Sentiment That Gives New Birth! And The Only One That Is Eternal...

dehko meree nazron mein nazraen mila k, kya upna aks dihktha hai tumko?
kya koi choree chuhpe andhaeron mein, chaand kee zara see roshnee mein, pyaar k paeghaam lihkta hai tumko?
Haan, ye paeghaam hai unkaha, isse sunn k sunno ahatt dil kee faryaad kee,
kahaani hai ek raj kumar kee, ek malika aur uss k yaar kee.
Muhabbat huwee unhe, ek dusre se beyshumar,
chadra saayon pe unnke, ishq ka khumar.
waday karleeyay ek dusre se, saath marnay, saath jeenay k;
undar basa leeya dono ne ek dusray ko upne seenay k.
chalta agar ek, tho dusra sayaa ban k raha saath,
raja k haath mein malika ka, aur malika k haath mein sada raha raja ka haath.
dheeray dheeray misal ban gaye dono dunya kee aankhon mein,
na millay wo muhabbat se pehlay, na baat theeh kee, aashique banay tho banay wo khwaabon mein.
phir bhi iss qadar AZEEM unnkee kahaani hai,
wo tho akshar k alfaaz ban gaye, ub ye kahaani agay ummat ne hee badra nee hai.
Udro yun badlon mein, aur phir bhi rahay payron k neechay zameen,
Pyaar karo, ae dunya waalon, ye zindagee hai bahot haseen,
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Prem che fakt prem maan by swati_teena in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jhooti Afwaah Jhooti Kahaani (Shikha) by Shikha12 in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
haan meri bhi prem kahaani thi ~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
ApNi tO bAS ItNi KAhaaNI hAI ( PRËM ) by the soul shaker in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
MeRi KahAani by prëm by the soul shaker in Shayri-E-Dard
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: February 04, 2009, 07:00:18 AM »
Reply with quote
hmmm. lovely story.. nice one.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: February 04, 2009, 08:24:15 AM »
Reply with quote
This Is A Tribute To Love: A Sentiment That Gives New Birth! And The Only One That Is Eternal...

dehko meree nazron mein nazraen mila k, kya upna aks dihktha hai tumko?
kya koi choree chuhpe andhaeron mein, chaand kee zara see roshnee mein, pyaar k paeghaam lihkta hai tumko?
Haan, ye paeghaam hai unkaha, isse sunn k sunno ahatt dil kee faryaad kee,
kahaani hai ek raj kumar kee, ek malika aur uss k yaar kee.
Muhabbat huwee unhe, ek dusre se beyshumar,
chadra saayon pe unnke, ishq ka khumar.
waday karleeyay ek dusre se, saath marnay, saath jeenay k;
undar basa leeya dono ne ek dusray ko upne seenay k.
chalta agar ek, tho dusra sayaa ban k raha saath,
raja k haath mein malika ka, aur malika k haath mein sada raha raja ka haath.
dheeray dheeray misal ban gaye dono dunya kee aankhon mein,
na millay wo muhabbat se pehlay, na baat theeh kee, aashique banay tho banay wo khwaabon mein.
phir bhi iss qadar AZEEM unnkee kahaani hai,
wo tho akshar k alfaaz ban gaye, ub ye kahaani agay ummat ne hee badra nee hai.
Udro yun badlon mein, aur phir bhi rahay payron k neechay zameen,
Pyaar karo, ae dunya waalon, ye zindagee hai bahot haseen,

Bahoth ache bahen !! likhte raho yunhi !! Allah tumhe khush rakhe aur har chiz ata kare jisse tumhe mahobbath hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 04, 2009, 08:39:24 AM »
Reply with quote
This Is A Tribute To Love: A Sentiment That Gives New Birth! And The Only One That Is Eternal...

dehko meree nazron mein nazraen mila k, kya upna aks dihktha hai tumko?
kya koi choree chuhpe andhaeron mein, chaand kee zara see roshnee mein, pyaar k paeghaam lihkta hai tumko?
Haan, ye paeghaam hai unkaha, isse sunn k sunno ahatt dil kee faryaad kee,
kahaani hai ek raj kumar kee, ek malika aur uss k yaar kee.
Muhabbat huwee unhe, ek dusre se beyshumar,
chadra saayon pe unnke, ishq ka khumar.
waday karleeyay ek dusre se, saath marnay, saath jeenay k;
undar basa leeya dono ne ek dusray ko upne seenay k.
chalta agar ek, tho dusra sayaa ban k raha saath,
raja k haath mein malika ka, aur malika k haath mein sada raha raja ka haath.
dheeray dheeray misal ban gaye dono dunya kee aankhon mein,
na millay wo muhabbat se pehlay, na baat theeh kee, aashique banay tho banay wo khwaabon mein.
phir bhi iss qadar AZEEM unnkee kahaani hai,
wo tho akshar k alfaaz ban gaye, ub ye kahaani agay ummat ne hee badra nee hai.
Udro yun badlon mein, aur phir bhi rahay payron k neechay zameen,
Pyaar karo, ae dunya waalon, ye zindagee hai bahot haseen,

Subhan Allah Subhan Allah, Bohat Achcha Laga Jaan, Ye Pardhkar, Thank U Yaara,.
May Allah Blesss You, Aur Aapki Har Khwaaish Poori Kare,.

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: February 04, 2009, 12:33:13 PM »
Reply with quote
Bahoth ache bahen !! likhte raho yunhi !! Allah tumhe khush rakhe aur har chiz ata kare jisse tumhe mahobbath hai !!

Qadeer Toopchi

Qadeer bhaiyya, humaree duwam, humaaree khuwaaish ka naam azeem hai, wo miljaen, dunya meri hogee IA, aap buss duwa kartay rahaen, allah hum dono ko upne maqsad mein kamyaab rahkkay... Ameen
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: February 04, 2009, 12:34:18 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah, Bohat Achcha Laga Jaan, Ye Pardhkar, Thank U Yaara,.
May Allah Blesss You, Aur Aapki Har Khwaaish Poori Kare,.



ub tho khuwaaish bhi aap, duwa bhi aap, hasrat bhi aap. meray saath saath khud k leeyaen bhi duwa kiya karaen!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:38:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer