Faasle kam bhi kiye main ne....

by Aryaan on April 02, 2005, 03:49:03 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2129 times)
Aryaan
Guest
Reply with quote
Faasle Kam Bhi Kiye Main ne Faasle Mitaane Ke Liye
Door Tum Kyun Chale Gaye Yaad Aane Ke Liye
Woh Waade, Woh Qasmein, Woh Iraade, Bhool Jane Ke Baad
Phir Kyun Tum Chale Aaye Khwaabon Mein Mujhe Sataane Ke Liye
Saath Teri Tarha Choar Rahi Hain Saansein Meri
Lo Koi Chala Aaya Hai Mujhe Le Jaane Ke Liye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
FAASLE by Dilwala_jatt in Shayri for Dard -e- Judai
Faasle by sarafz in Shayri-E-Dard
faasle by majid in Shayri-E-Dard
Dooriyan... faasle... by Blue_angel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Faasle by afrozpasha in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Princess21
Guest
«Reply #1 on: April 02, 2005, 04:54:44 AM »
Reply with quote
Wow Aryaan BUhat NICe....KAhan the tum inte dinon se?
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #2 on: April 02, 2005, 05:06:17 AM »
Reply with quote
Excellent Aryan
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: April 02, 2005, 11:38:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Faasle Kam Bhi Kiye Main ne Faasle Mitaane Ke Liye
Door Tum Kyun Chale Gaye Yaad Aane Ke Liye
Woh Waade, Woh Qasmein, Woh Iraade, Bhool Jane Ke Baad
Phir Kyun Tum Chale Aaye Khwaabon Mein Mujhe Sataane Ke Liye
Saath Teri Tarha Choar Rahi Hain Saansein Meri
Lo Koi Chala Aaya Hai Mujhe Le Jaane Ke Liye


aryaan ji apki  nazm ki jitni tareef ki jaye woh kam hai. its just extra super duper!!!!!!!!!!!!!! par i think yeh shayari-e-dard me zada suit karti!

 :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #4 on: April 02, 2005, 12:05:20 PM »
Reply with quote
Thanks alot Princess, Dhadkan & Meena......Usual Smile

Princess Main bohat door thori rest karne gaya tha, Holland aur Germany ki khoob sair ki..Usual Smile

Meena.. :oops:  sach kaha aap ne, iss nazm ko shayri-e-dard  mein hi hona chahiye tha.... thaka huwa tha shayed... Usual Smile
Logged
jalpari
Guest
«Reply #5 on: April 02, 2005, 07:40:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Faasle Kam Bhi Kiye Main ne Faasle Mitaane Ke Liye
Door Tum Kyun Chale Gaye Yaad Aane Ke Liye
Woh Waade, Woh Qasmein, Woh Iraade, Bhool Jane Ke Baad
Phir Kyun Tum Chale Aaye Khwaabon Mein Mujhe Sataane Ke Liye
Saath Teri Tarha Choar Rahi Hain Saansein Meri
Lo Koi Chala Aaya Hai Mujhe Le Jaane Ke Liye

bohat acha likha Aryaan!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #6 on: April 03, 2005, 12:17:01 AM »
Reply with quote
Shukriya Jalpari....
Logged
jalpari
Guest
«Reply #7 on: April 03, 2005, 11:49:04 AM »
Reply with quote
ur welcome Aryaan ji.. Usual Smile

Hamen apne dil men basaye rakhna,
Hamari yadon ke chiragh jalaye rakhna
Bahut lamba hai safar zindagi ka mere dost,
Ek hissa hamen bhi banaye rakhna!
Logged
laparwah
Guest
«Reply #8 on: April 03, 2005, 11:59:05 AM »
Reply with quote
good one
u r wonderful
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #9 on: April 03, 2005, 03:47:55 PM »
Reply with quote
shukriya Laparwah..... n Nice One Jalpari...

jab se para hai teri nigaahon se waasta
Kat-ti nahi raat, sitaaron se pooch lo...
Logged
jalpari
Guest
«Reply #10 on: April 03, 2005, 10:30:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
shukriya Laparwah..... n Nice One Jalpari...

jab se para hai teri nigaahon se waasta
Kat-ti nahi raat, sitaaron se pooch lo...

thanku Aryaan ji.. and nice1....Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #11 on: April 04, 2005, 09:22:16 PM »
Reply with quote
Thanks Jalpari.....

Dil tau kehta hai zamaane se chupa loon tujhko
Dil ki dharkan ki tarha dil mein basa loon tujhko
Koi ehsaas judai ka na rehne paye
Iss tarha khud mein meri jaan sama loon tujhko
Tu jo roothe kabhi mujhse mere dil ki malika
Saari duniya se khafa hoke mana loon tujhko
Jab bhi dekhoon tere chehre pe udaasi ka sama
Yehi chahta hoon ke kisi tarha hasa loon tujhko
Tu jo thak haar ke lauti tau yehi khwahish hai
Keh in palkon mein chupa loon tujhko....
Logged
jalpari
Guest
«Reply #12 on: April 05, 2005, 08:42:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Thanks Jalpari.....

Dil tau kehta hai zamaane se chupa loon tujhko
Dil ki dharkan ki tarha dil mein basa loon tujhko
Koi ehsaas judai ka na rehne paye
Iss tarha khud mein meri jaan sama loon tujhko
Tu jo roothe kabhi mujhse mere dil ki malika
Saari duniya se khafa hoke mana loon tujhko
Jab bhi dekhoon tere chehre pe udaasi ka sama
Yehi chahta hoon ke kisi tarha hasa loon tujhko
Tu jo thak haar ke lauti tau yehi khwahish hai
Keh in palkon mein chupa loon tujhko....

ur welcome Aryaan Winking or yeh bhi lajawaab hai.. beautiful!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #13 on: April 06, 2005, 08:57:07 AM »
Reply with quote
Thank you so much Jalpari.......................................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #14 on: April 06, 2005, 10:17:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "jalpari"
Quote from: "Aryaan"
Thanks Jalpari.....

Dil tau kehta hai zamaane se chupa loon tujhko
Dil ki dharkan ki tarha dil mein basa loon tujhko
Koi ehsaas judai ka na rehne paye
Iss tarha khud mein meri jaan sama loon tujhko
Tu jo roothe kabhi mujhse mere dil ki malika
Saari duniya se khafa hoke mana loon tujhko
Jab bhi dekhoon tere chehre pe udaasi ka sama
Yehi chahta hoon ke kisi tarha hasa loon tujhko
Tu jo thak haar ke lauti tau yehi khwahish hai
Keh in palkon mein chupa loon tujhko....

ur welcome Aryaan Winking or yeh bhi lajawaab hai.. beautiful!


lolzzzzzzzzzz   aryan.........bahot  khoob......... excellent words.....
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:41:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer