sjid hadayat
Guest
|
Faslay ko samjho tum Fasla haqiqat hay baqi sub faani hay.......
Yaqeen kay nager mien bhi vasvasay he peltay hien derd ki khlijon ko waqat paat deita hay bohat si salibon ko saber kaat deitahay Titlion kayhonton pey mosmon kay nagmay bhi querbaton aur manzilon aur qeqahon kay peechay bhi aik he kahani hay aankh he ka pani hay....
Aanay aur jaany kay faslay mien rehtay ho tum apni aankh say bay-sabub he behtay ho Faslay ko samjho tum Fasla haqiqat hay baqi sub faani hay...
Poet: Sajid Hadayat (+92 333 4123 685)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #1 on: November 10, 2008, 10:09:47 PM » |
|
nice lines sajid ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anandjaiswal
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 20, 2009, 02:32:53 AM » |
|
Bichartay Wakt Us Ne Kaha Tha,
Na Sawal Krna Na Jawab Milay Ga,
Mujhe Bhol Jana Qrar Milay Ga,
Hum Us Mukam Pr Thay
Na Sawal Kia Na Jawab Mila.
Na Bhool Sakay Na krar Mila
(Not Mine)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 20, 2009, 08:13:32 AM » |
|
Bahut hi khoob
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 20, 2009, 10:10:54 AM » |
|
Faslay ko samjho tum Fasla haqiqat hay baqi sub faani hay.......
Yaqeen kay nager mien bhi vasvasay he peltay hien derd ki khlijon ko waqat paat deita hay bohat si salibon ko saber kaat deitahay Titlion kayhonton pey mosmon kay nagmay bhi querbaton aur manzilon aur qeqahon kay peechay bhi aik he kahani hay aankh he ka pani hay....
Aanay aur jaany kay faslay mien rehtay ho tum apni aankh say bay-sabub he behtay ho Faslay ko samjho tum Fasla haqiqat hay baqi sub faani hay...
Poet: Sajid Hadayat (+92 333 4123 685)
Bohot Khoob Sajid Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 20, 2009, 11:24:33 AM » |
|
wah wah Sajidji kya gehra soch hai.... kamaal ka kalaam hai aapka... Faslon me he umra kat gai N wo ek kadam aage badhe N hum he kadam bdha paye Nadi k do kinaron se hum Waqt ki daud me bus behgye........ Faslay ko samjho tum Fasla haqiqat hay baqi sub faani hay.......
Yaqeen kay nager mien bhi vasvasay he peltay hien derd ki khlijon ko waqat paat deita hay bohat si salibon ko saber kaat deitahay Titlion kayhonton pey mosmon kay nagmay bhi querbaton aur manzilon aur qeqahon kay peechay bhi aik he kahani hay aankh he ka pani hay....
Aanay aur jaany kay faslay mien rehtay ho tum apni aankh say bay-sabub he behtay ho Faslay ko samjho tum Fasla haqiqat hay baqi sub faani hay...
Poet: Sajid Hadayat (+92 333 4123 685)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sjid hadayat
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 24, 2009, 05:34:34 PM » |
|
Bahut hi khoob
javed
Bohat nawazish hay Javed ji aap ki... shukria Aadab Erz hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sjid hadayat
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 24, 2009, 05:35:58 PM » |
|
Bohot Khoob Sajid Ji
Celmira ji meray kalam ko pasand kernay aur sarahnay kay liay mien aap ka mamnoon hon.. Aadab Erz hay Sajid Hadayat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 24, 2009, 05:37:44 PM » |
|
Wah.. Bahut khoob Sjid ji. Kahan Gayab Ho Gaye they?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sjid hadayat
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 24, 2009, 05:39:48 PM » |
|
wah wah Sajidji kya gehra soch hai.... kamaal ka kalaam hai aapka... Annam ji, Meri poetry ko pasand kernay aur sarahnay kay liay mien aap ka teh dil say shukria aada kerta hon... Aadab Erz hay Sajid Hadayat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sjid hadayat
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 24, 2009, 05:42:39 PM » |
|
Wah.. Bahut khoob Sjid ji. Kahan Gayab Ho Gaye they?
Roja Ji nawazish hay aap ki aap nay meri poetry ko saraha... Kahien nahi Tha yahien aap doston ki mohabat aur duaaon ki bheer mien gum tha... Niazmund Sajid Hadayat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sjid hadayat
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 24, 2009, 05:44:54 PM » |
|
Bichartay Wakt Us Ne Kaha Tha,
Na Sawal Krna Na Jawab Milay Ga,
Mujhe Bhol Jana Qrar Milay Ga,
Hum Us Mukam Pr Thay
Na Sawal Kia Na Jawab Mila.
Na Bhool Sakay Na krar Mila
(Not Mine)
Anand ji, Shukria aap nay mera bohat porana thread live ker dia... Sada khuch rahien.. Niazmund Sajid Hadayat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 26, 2009, 12:42:24 PM » |
|
Bohat khoob Sajid Bhai Kitni khoobsurti se aapne lafzo ka istemaal kiya hai Subhan_allah......... Titliyon ke hotho pe.....Wahhhhhhhhhhh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sjid hadayat
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 26, 2009, 05:07:20 PM » |
|
Bohat khoob Sajid Bhai Kitni khoobsurti se aapne lafzo ka istemaal kiya hai Subhan_allah......... Titliyon ke hotho pe.....Wahhhhhhhhhhh Bohat shukriya Sajid Ghayel Bro.. Nawazish hay app ki Adab erz hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 26, 2009, 09:32:44 PM » |
|
Kasam khuda ki Sajid bhai jis tarah se aapne yeh kaha hai Titliyon ke hothon par................Na ghayel puri zindagi shayri karta tab bhi uski majaal nahi hoti ke aisa kuch itni khoobsurti se keh jaye koi samjhe ya na sanjhe Ghayel ne samjha aapke hunar aur himmat ko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|