**Few Lines - Ishiq par ** RH (NM)

by Rajesh Harish on June 27, 2009, 05:44:55 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 5682 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: June 27, 2009, 07:35:10 PM »
Reply with quote
Thanks Kaash Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
LINES by unicorn_girl in Quotable Phrase and Quotes
ishiq main tere by jitendra kumar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: June 27, 2009, 07:40:27 PM »
Reply with quote
Ishq diivaanaa husn bhii ghaayal dono.n taraf ik dard-e-jigar hai
Dil kii ta.dap kaa haal na puuchho jitnii idhar hai utnii udhar hai

Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #17 on: June 28, 2009, 04:12:11 AM »
Reply with quote
Very nice and beautiful sharing Rajesh ji, Applause Applause Applause
beautiful lines by Mann ji.


Shukriya Madhu Ji & Rajesh Ji.. Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**
Logged
shab
Guest
«Reply #18 on: June 28, 2009, 04:15:45 AM »
Reply with quote
bahut achche rajesh ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #19 on: June 28, 2009, 05:13:52 AM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat thread hai, Rajesh Ji!  Bahut achhi sharing ki hai aapne! Applause Applause

Nice to see you after long time! Usual Smile


Mohabbat jise kahte hain woh ek dhadkan puraani hai,
Yeh kissa har nazar kaa hai, har dil ki kahaani hai.

Kabhi tou gareebon ke bhi sar pe taaj dharti hai,
Kabhi yeh baadshaahon ke dilon pe raaj karti hai,
Usi ke dam pe duniya hai, issi se zindgaani hai.

Kabhi yeh ek bijali hai, kabhi shabnam kaa moti hai,
Kabhi honthon pe hansti hai, kabhi aankhon mein roti hai,
Kabhi yeh aag sholaa hai, kabhi yeh aag paani hai. 

NM
Logged
Sonu
Guest
«Reply #20 on: June 28, 2009, 05:15:55 AM »
Reply with quote
eajesh ji bahut khoob bahut acha likha hia apne thanks for shairing with us...

Ishq aayaa merii duniyaa mein to aise aayaa
Ik jhalak deke chhupaa chaand andheraa chhaayaa

Logged
Deepati
Guest
«Reply #21 on: June 28, 2009, 05:16:16 AM »
Reply with quote
Very Nice Thread Rajesh Bhai.. aur bahut Accha likha aapne Har Sher..  Applause Applause


Lo Phir Din Dhal Gaya, Lo Phir Raat Aa Gai,
Phir Tanhaai Me Jane Ki Baat Aa Gai........

Abhi To Taaron Ki Panaahon Me Baithe Hi The,
Ki Chaand ko dekha to Unki Yaad Aa gai...!! {NM}


**~** Mann **~**


Bahut he khoobsurat alfaaz hain, Mann Ji!  Very nice sharing! Applause Applause
Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: June 28, 2009, 05:16:32 AM »
Reply with quote
bahut khoob rajes ji...

Ishq aur pyaar kaa mazaa leejiye
tho.Daa intazaar kaa mazaa leejiye
Dil-e-bekaraar kaa mazaa leejiye
tho.Daa intazaar kaa mazaa leejiye

Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: June 28, 2009, 05:17:48 AM »
Reply with quote
deepati ji nice reply even its not your but still thanks for shair with us ... keep up the wonderful work

Bahut khoobsurat thread hai, Rajesh Ji!  Bahut achhi sharing ki hai aapne! Applause Applause

Nice to see you after long time! Usual Smile


Mohabbat jise kahte hain woh ek dhadkan puraani hai,
Yeh kissa har nazar kaa hai, har dil ki kahaani hai.

Kabhi tou gareebon ke bhi sar pe taaj dharti hai,
Kabhi yeh baadshaahon ke dilon pe raaj karti hai,
Usi ke dam pe duniya hai, issi se zindgaani hai.

Kabhi yeh ek bijali hai, kabhi shabnam kaa moti hai,
Kabhi honthon pe hansti hai, kabhi aankhon mein roti hai,
Kabhi yeh aag sholaa hai, kabhi yeh aag paani hai. 

NM
Logged
Deepati
Guest
«Reply #24 on: June 28, 2009, 05:27:03 AM »
Reply with quote
deepati ji nice reply even its not your but still thanks for shair with us ... keep up the wonderful work


Thanks, Sonu JI! Usual Smile
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #25 on: June 28, 2009, 06:29:18 AM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat thread hai, Rajesh Ji!  Bahut achhi sharing ki hai aapne! Applause Applause

Nice to see you after long time! Usual Smile


Mohabbat jise kahte hain woh ek dhadkan puraani hai,
Yeh kissa har nazar kaa hai, har dil ki kahaani hai.

Kabhi tou gareebon ke bhi sar pe taaj dharti hai,
Kabhi yeh baadshaahon ke dilon pe raaj karti hai,
Usi ke dam pe duniya hai, issi se zindgaani hai.

Kabhi yeh ek bijali hai, kabhi shabnam kaa moti hai,
Kabhi honthon pe hansti hai, kabhi aankhon mein roti hai,
Kabhi yeh aag sholaa hai, kabhi yeh aag paani hai. 

NM

Bahut Hi Khubsoorat aur Dil ko chhoo jane wali Sharing Hai Deepati..!! Applause

Meri Sharing pasand karne Ke liye Bhi Shukriya.. Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**
Logged
punam
Guest
«Reply #26 on: June 28, 2009, 06:35:51 AM »
Reply with quote
sab ne bahut acha share kiye yehan...

Sanmbhale na sanmbhle hai aarzoo
Ek tere milne ki aas bahut

Machalti saanson ke taqaze kayee
Ek tere lims kaa ehasaas bahut

Hasraton ki aji baat kya poochiye
Sadiyon tak rahi inki pyaas bahut

Mil jaati agar mangne se humein
Who mohabbat na aati raas bahut

Tohfa gulabon ka kis kis se mila
Mehakta raha yeh ehsaas bahut

Ruke they labon par fasane kayi
Khamushi ki aada thi khaas bahut

Mohabbat adibon ka atiya sahi
Chaand hum ne kiya iska paas bahut ...NM...
Logged
Deepati
Guest
«Reply #27 on: June 28, 2009, 10:41:01 PM »
Reply with quote
Bahut Hi Khubsoorat aur Dil ko chhoo jane wali Sharing Hai Deepati..!! Applause

Meri Sharing pasand karne Ke liye Bhi Shukriya.. Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**

You are most welcome, Mann Ji! Shukriya! Usual Smile
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #28 on: June 30, 2009, 11:30:14 AM »
Reply with quote
bahut achche rajesh ji
Bahut khoobsurat thread hai, Rajesh Ji!  Bahut achhi sharing ki hai aapne! Applause Applause

Nice to see you after long time! Usual Smile


Mohabbat jise kahte hain woh ek dhadkan puraani hai,
Yeh kissa har nazar kaa hai, har dil ki kahaani hai.

Kabhi tou gareebon ke bhi sar pe taaj dharti hai,
Kabhi yeh baadshaahon ke dilon pe raaj karti hai,
Usi ke dam pe duniya hai, issi se zindgaani hai.

Kabhi yeh ek bijali hai, kabhi shabnam kaa moti hai,
Kabhi honthon pe hansti hai, kabhi aankhon mein roti hai,
Kabhi yeh aag sholaa hai, kabhi yeh aag paani hai. 

NM
bahut khoob rajes ji...

Thanks Shab, Deepa N Sonu
Aap log bhi kisi sekam nahi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #29 on: June 30, 2009, 11:31:06 AM »
Reply with quote
sab ne bahut acha share kiye yehan...

Sanmbhale na sanmbhle hai aarzoo
Ek tere milne ki aas bahut

Machalti saanson ke taqaze kayee
Ek tere lims kaa ehasaas bahut

Hasraton ki aji baat kya poochiye
Sadiyon tak rahi inki pyaas bahut

Mil jaati agar mangne se humein
Who mohabbat na aati raas bahut

Tohfa gulabon ka kis kis se mila
Mehakta raha yeh ehsaas bahut

Ruke they labon par fasane kayi
Khamushi ki aada thi khaas bahut

Mohabbat adibon ka atiya sahi
Chaand hum ne kiya iska paas bahut ...NM...

Nice sharing Punam Ji
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 06:31:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer