DhavalRami
Guest
|
|
|
Mere Pyaare dostoN:
Namaskaar aur Aadaab...!
baRe dinoN baad kuch liKhane kii koShiSh kii.. kal raat baiThe huye ..aasamaa.N meiN sitaaro ki chamak ko deKhte huye... aik Premi ke ehsaas ko soch rahaa thaa.. tou kuch lafzoN ne dil par dastak dee.. uN lafzoN ko sitaaro ko deKhte huye.. uss Premi ke ehsaas ko mehsoos karte huye aik gungunaane ki koShiSh kar rahaa thaa... uss koShiSh ko fir maine kaaGaz par uthaaraa.. liKhate huye Tech.baatoN par Gaur nahiiN farmaayaa! ees koShiSh ko aap sab ke saath baaNT rahaa huuN... ummid kartaa huuN aapka pyaar aur saath haMeShaa ki taraH Zaruur mileNgaa..!
***************************
ey sitaaro! kuch to bataa do kismat meree tuM sajaa do
ke uNse muHabbat haii itnii... ke wahii meraa aasamaa.N ke wahii to merii zameeN uNse hii saarii KhuShii
sapneN sach kar diKhaa do uNse mujh ko milaa do ey sitaaro! kuch to bataa do kismat meree tuM sajaa do
ke uNse muHabbat hai itnii... ke wahii haii meraa Khudaa ke wahii to merii ha.nsii uNse hii saarii KhuShii
sapneN sach kar diKhaa do uNse mujh ko milaa do
mujh ko milaa do..milaa do.. ey sitaaro... mujh ko milaa do... bas milaa do..!
***************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 09, 2010, 05:54:07 AM » |
|
Wah wah dhawal ji bahut achha geet likha hai aapne. Iski wordings khas taur par bahut achhi hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gua Talk Blog
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 09, 2010, 06:39:42 AM » |
|
Очень интересно! Судя по некоторым откликам ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waquif ansari
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 09, 2010, 06:46:18 AM » |
|
Mere Pyaare dostoN:
Namaskaar aur Aadaab...!
baRe dinoN baad kuch liKhane kii koShiSh kii.. kal raat baiThe huye ..aasamaa.N meiN sitaaro ki chamak ko deKhte huye... aik Premi ke ehsaas ko soch rahaa thaa.. tou kuch lafzoN ne dil par dastak dee.. uN lafzoN ko sitaaro ko deKhte huye.. uss Premi ke ehsaas ko mehsoos karte huye aik gungunaane ki koShiSh kar rahaa thaa... uss koShiSh ko fir maine kaaGaz par uthaaraa.. liKhate huye Tech.baatoN par Gaur nahiiN farmaayaa! ees koShiSh ko aap sab ke saath baaNT rahaa huuN... ummid kartaa huuN aapka pyaar aur saath haMeShaa ki taraH Zaruur mileNgaa..!
***************************
ey sitaaro! kuch to bataa do kismat meree tuM sajaa do
ke uNse muHabbat haii itnii... ke wahii meraa aasamaa.N ke wahii to merii zameeN uNse hii saarii KhuShii
sapneN sach kar diKhaa do uNse mujh ko milaa do ey sitaaro! kuch to bataa do kismat meree tuM sajaa do
ke uNse muHabbat hai itnii... ke wahii haii meraa Khudaa ke wahii to merii ha.nsii uNse hii saarii KhuShii
sapneN sach kar diKhaa do uNse mujh ko milaa do
mujh ko milaa do..milaa do.. ey sitaaro... mujh ko milaa do... bas milaa do..!
***************************
Wah wah wah Dhaval Ji. Khoobsurat alfaazoN ka ye mujassima hai ye aapki nazm. HazaaroN daad qubul kijiye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 09, 2010, 07:09:11 AM » |
|
Dhawal-ji achhi poem hai aapki..... Sitaaron se baat-chit...jo jagade kismat k sitaare... Mere Pyaare dostoN:
Namaskaar aur Aadaab...!
baRe dinoN baad kuch liKhane kii koShiSh kii.. kal raat baiThe huye ..aasamaa.N meiN sitaaro ki chamak ko deKhte huye... aik Premi ke ehsaas ko soch rahaa thaa.. tou kuch lafzoN ne dil par dastak dee.. uN lafzoN ko sitaaro ko deKhte huye.. uss Premi ke ehsaas ko mehsoos karte huye aik gungunaane ki koShiSh kar rahaa thaa... uss koShiSh ko fir maine kaaGaz par uthaaraa.. liKhate huye Tech.baatoN par Gaur nahiiN farmaayaa! ees koShiSh ko aap sab ke saath baaNT rahaa huuN... ummid kartaa huuN aapka pyaar aur saath haMeShaa ki taraH Zaruur mileNgaa..!
***************************
ey sitaaro! kuch to bataa do kismat meree tuM sajaa do
ke uNse muHabbat haii itnii... ke wahii meraa aasamaa.N ke wahii to merii zameeN uNse hii saarii KhuShii
sapneN sach kar diKhaa do uNse mujh ko milaa do ey sitaaro! kuch to bataa do kismat meree tuM sajaa do
ke uNse muHabbat hai itnii... ke wahii haii meraa Khudaa ke wahii to merii ha.nsii uNse hii saarii KhuShii
sapneN sach kar diKhaa do uNse mujh ko milaa do
mujh ko milaa do..milaa do.. ey sitaaro... mujh ko milaa do... bas milaa do..!
***************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 09, 2010, 07:55:18 AM » |
|
Wah Dhaval ji apne ehsaaso ko bahut khoobsurti se kagaz pe utara aapne,mujhe bahut pasand aayi aapke kavita.great work keep it up.hats off to you.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 09, 2010, 10:03:15 AM » |
|
Ab sab already Inti tareef kar chuke.. Mare pass kuch bolne ko bacha hi nahi ... But seriously its really beautiful , well written, impressive Song... Bahoot Bahoot Khoob Dhaval ji... Aap achanak aate ho aur century maar ke chale jaate ho...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nishika
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 09, 2010, 11:20:19 AM » |
|
Dhwal ji geet ka andaz-e-vayan to achha tha hi sath hi hum dua karte hai ki wo do jald hi dil se mil jaye jisse khushi or bad jae kyonki likhne wala hamesha dil se likhta hai yakinan ye bahut bada sach hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 09, 2010, 12:51:02 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanchit
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 10, 2010, 02:13:36 PM » |
|
wah dhaval ji kya khoob likha hai aapne wakai padh kar maja aa gaya waakai kabile daad hai ye poem aapki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
DhavalRami
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 11, 2010, 06:29:46 AM » |
|
Wah wah dhawal ji bahut achha geet likha hai aapne. Iski wordings khas taur par bahut achhi hai.
riyaaz jee:
salaaam!
geet kii pasaNdagee ke liye maiN aapka be-Had ShuKraGuzaar huuN paRhte raheN aage bhee!
KhUSh raheN... apnaa Khayaal raKheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
DhavalRami
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 12, 2010, 06:34:00 PM » |
|
Очень интересно! Судя по некоторым откликам ....
ShuKriyaaH saaHeb! aapka ~ Dhaval
|
|
|
Logged
|
|
|
|
DhavalRami
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 12, 2010, 06:35:37 PM » |
|
Wah wah wah Dhaval Ji. Khoobsurat alfaazoN ka ye mujassima hai ye aapki nazm. HazaaroN daad qubul kijiye.
ansari saaHeb:
salaam!
aapki daad sar'aaNKhoN par.. koShiSh ko paRhne ke liye ShuKriyaah!
KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 12, 2010, 07:51:35 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|