gesu's Kwaab!!!!!!

by Gesu on December 29, 2005, 06:51:09 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 44
ReplyPrint
Author  (Read 25626 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #60 on: January 07, 2006, 08:22:45 AM »
Reply with quote
bahoot khoob gesu ji........Dua aapki jald hee kubool hogi..........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~***((( KWAAB SAREY BIKHAR CHUKAY HAIN)))***~~~ by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kal shab aik ajeeb kwaab dekha tha! by mazHur in Ghazals
kwaab by tamanna1 in Share:Love Poetry
shayar_dildaar
Guest
«Reply #61 on: January 08, 2006, 01:48:04 AM »
Reply with quote

Khash sunaa pata ek nagma-e-jaan(song of Life);
Khushboo se bhar deta, mohabbat e-gulistaan (garden of love)…

Kahani lambi hain, waqt hain kam,
Sitam they hazaron, nahin koi gum…

Hass kar sehta, judaai ka alam,
Dard ko chupata, meherbani e-kalam(pen),

Khwabo mein, unse zaroor milta,
Pyaar bhare baatein woh bhi karta,

Zindagi aise hi guzarta gaya,
Khwab ki duniya, gulfaam(fragrant like flowers) sa banta gaya…

Kahani lambi hain, waqt hain kam,
Mohabbat k liye manzoor sau janam…..
[/color]
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #62 on: January 09, 2006, 06:45:27 AM »
Reply with quote
kya baat hai dildar ji bahut hi khoob!!!!!!!!!!!!!!sher padkar maza aa gaya!!!!!!!!!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #63 on: January 09, 2006, 08:46:43 AM »
Reply with quote
Raat ki kahani kahein khwaabon ko,
Ke armaano ka guldasta kahein khwaabon ko,
Isi uljhan mein hai aaj yeh dil Ki kya kahein in khwaabon ko,
Zindagi se to nahi per kuch alag si khushi mili hai in khwabon se,
Kal jo mile na mile per woh aaj  mila hai hamein in khwaabon se,
Tabhi  dil ne kaha chupke se,
 gesu kyon na  "KHUDA" kahien in khwaabon ko....

Gesu ka khuda "KHWAAB"...............
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #64 on: January 09, 2006, 03:22:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "gesu_kapoor"
Raat ki kahani kahein khwaabon ko,
Ke armaano ka guldasta kahein khwaabon ko,
Isi uljhan mein hai aaj yeh dil Ki kya kahein in khwaabon ko,
Zindagi se to nahi per kuch alag si khushi mili hai in khwabon se,
Kal jo mile na mile per woh aaj  mila hai hamein in khwaabon se,
Tabhi  dil ne kaha chupke se,
 gesu kyon na  "KHUDA" kahien in khwaabon ko....

Gesu ka khuda "KHWAAB"...............



khawab hi nahi haqiqat ye hai k hum tujhe hi chahte hai ,.......

tujhe khawabo me hi nahi haqiqat me hi aapna bana chahte hai .....

magar kaise dilao tujhe vishwas ye khawab jo tujh per havi hai .......

khawabo me mili thi zindgi humari per haqiqat me bhi milna baki hai........
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #65 on: January 09, 2006, 06:00:56 PM »
Reply with quote
gesu mind-blowing!!!!

Tumse pyar karte hain rozana
intezaar karte hain rozana
appko yaadkarte hain rozana
Dil udhaas rehta hai rozana
Appke lia dua karte haar rozana
Appko dil hi dil maine appna banate hain rozana
Khawab mein appko dekhte hain rozana
Appse milne ki dua karte hain rozana
Appke lia sajha karte rozana
Appke naam ki mehndi laghate hain rozana
appke naam ka kajal sajhate hain rozana
appko apna banathe hain rozana
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #66 on: January 10, 2006, 03:58:44 AM »
Reply with quote
Designer shayari..anjani_si..Very good going..
Gesujii is always too good...

Khwab aaj dekhna nahin chahta,
Iss dil ko aur tadpana nahin chahta...

Unke begair din suna rehta hain,
Khwabo ki duniya se khush hona nahin chahta...
[/color]
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #67 on: January 10, 2006, 03:59:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "gesu_kapoor"
Raat ki kahani kahein khwaabon ko,
Ke armaano ka guldasta kahein khwaabon ko,
Isi uljhan mein hai aaj yeh dil Ki kya kahein in khwaabon ko,
Zindagi se to nahi per kuch alag si khushi mili hai in khwabon se,
Kal jo mile na mile per woh aaj  mila hai hamein in khwaabon se,
Tabhi  dil ne kaha chupke se,
 gesu kyon na  "KHUDA" kahien in khwaabon ko....

Gesu ka khuda "KHWAAB"...............


wow gesu very nice and tushar bhai gud reply...................

Hume toh aajkal  Din mein bhi khawab nazar aate hain,
Kyunki aaaj kal hum aapke deewane kehlate hain,
Deewangi ki hadh ab gujarne lagi hai,
Tumhe apna banane ki ek tadap see lagi hai,
Jo kuch paya hai tumne Khwabon mein,
Dila dunga mein woh khushian haqiqat mein.......................

Badnaam ka khuda khud Badnaam...............or Khudayi  Aaap..........
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #68 on: January 10, 2006, 05:16:19 AM »
Reply with quote
palkon tale base hai in aankho me jo khawab....on khawabo ki kasam....

tujhe chaha hai humne aashiqo ki tarah mahubbat ki kasam......

manga hai tujhe rub se duao ki tarah...........

sameta hai in hawao se maine tujhe aapni sanso ki tarah.........
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #69 on: January 10, 2006, 06:47:22 AM »
Reply with quote
very nice written all of u!!!!!!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #70 on: January 10, 2006, 06:37:23 PM »
Reply with quote
bahoot khoob tushar bhai............................ tongue3
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #71 on: January 12, 2006, 10:44:10 AM »
Reply with quote
bahut khoob tushar ji!!!!!!!!!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #72 on: January 12, 2006, 10:56:13 AM »
Reply with quote
Tujhse milne ko dil bekaraar rehta hai,
Raat din aankhon mein ikk tera pata rehta hai,
Tu door sahi fir bhi pass mere rehta hai,
Piya kuch bhi nahi fir bhi halka sa nasha rehta hai,
Aks nahi dekha fir bhi rooh ka asar rehta hai
Kaise kahoon tu kis tarah har pal mujhmein rehta hai.....
Khuli aankhon ke ho ya band aankhon ke ,
Har khwab mein bus tu hi tu sanam rehta hai.....

Gesu ke khwab bekarar...gesu khud bekarar...
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #73 on: January 12, 2006, 08:24:27 PM »
Reply with quote
wah gesu ji apke khwaab or aap dono hee bekarar............kiske liye :wink:
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #74 on: January 12, 2006, 09:00:40 PM »
Reply with quote
Ab toh khawab dekhne ki aadat see pad gayi hai,
Jaagte sote tumhe hee dekhne ki aadat see pad gayi hai,
Kya akela hoon mein is pyar ki raah mein,
Haan ! Shayad ab mujhe tadpane ki tujhe aadat se ho gayi hai.............
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 44
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 11:57:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer