Ghazal: Shab-e-hijr shama ki lo ko bhi , mai.N ne aah-e-gham se bujha diya

by khalidrawat on April 07, 2011, 08:24:49 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1731 times)
khalidrawat
Guest
Reply with quote
Shab-e-hijr shama ki lo ko bhi , mai.N ne aah-e-gham se bujha diya
meri hamsafer the ye chandni, so isi se ghar ko saja diya

yehi raat moonis-e-hijr the, isi chand mai.N koi shakl the
teri yaad mai.N mujhe chaa.Nd ne mere dil dewana bana diya

kabhi dekhna tujhe roo baro, kabhi dho.Ndna tujhe ko bako
teri deed ki talab ne doost, mujhe aath aanso rula diya

kisi aag mai.N wo tapish nahi.N , jo he ishq mai.N wo khalish nahi.N
Tere wasl mai.N bhi na ho ga wo, tere hijr ne jo maza diya

nahin fikr ham ko jaha.N ki, nahi.N khoof ham ko muaash ka
hamai.N jis hunar ki talaash the, wo tawangri ne sikha diya

Ghazal

Khalid Jamil Rawat
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
main jal raha thha kisi ne bujha diya mujhko by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Kisi Ne Bujha Diya Mujhko..... by sharmaarunkumar in Ghazals
Dil Ki Pehli Arzoo Ki Shama Ko Bujha Kar ......... by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Shama ko koi bujha na de............ by Raj_tanha in Shayri-E-Dard
ik diya dil main jalana bhi bujha bhi dena by Zamir Ka Qaidi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2011, 04:25:32 AM »
Reply with quote
Shab-e-hijr shama ki lo ko bhi , mai.N ne aah-e-gham se bujha diya
meri hamsafer the ye chandni, so isi se ghar ko saja diya

yehi raat moonis-e-hijr the, isi chand mai.N koi shakl the
teri yaad mai.N mujhe chaa.Nd ne mere dil dewana bana diya

kabhi dekhna tujhe roo baro, kabhi dho.Ndna tujhe ko bako
teri deed ki talab ne doost, mujhe aath aanso rula diya

kisi aag mai.N wo tapish nahi.N , jo he ishq mai.N wo khalish nahi.N
Tere wasl mai.N bhi na ho ga wo, tere hijr ne jo maza diya

nahin fikr ham ko jaha.N ki, nahi.N khoof ham ko muaash ka
hamai.N jis hunar ki talaash the, wo tawangri ne sikha diya

Ghazal

Khalid Jamil Rawat


Very Nice Creation ... khalidrawat Ji !
Logged
manjum
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2011, 09:24:14 AM »
Reply with quote
bahut khub khalidji..........
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #3 on: April 08, 2011, 01:03:46 PM »
Reply with quote
bht khoob khalid ji....
sply 2nd last...
very very nice..
Logged
lLubna Mirza
Guest
«Reply #4 on: March 28, 2013, 01:15:27 PM »
Reply with quote
Applause Applause
hello2 sleepy2 blob9 Huh? blob9 blob9 blob9 angry5 confused2
bahut khub khalidji..........
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:37:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer