Ghum

by Ravi_Dave on January 13, 2006, 05:50:22 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1075 times)
Ravi_Dave
Guest
Reply with quote
Phir mulaqaat huvi unse to nain bheeg gaye,
mile the zameen par woh swarg baana gaye,

gul-e-badan aise khila unka ke hum mahek mein khogaye,
socha tha aaj unse judaa hone par anskhon ko nahi tadpa yenge,
lekin meri tamashai jaate waqt shadi ka nauhta thama gaye,

Phir ek baar sooru huwa silsila roone ka,
sapne joote to ghumo ka sawaan aaya.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khoshi ka Ghum hai,na Ghum ki koi Khoshi ab To by timy in Ghazals
ghum her khushi ke baad. by rshmakeraqeeb in Share Poetry You Like
Ghum-E-Yaar by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
le liye ghum by reofior in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Luft-E-Ghum by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
anjani_si
Guest
«Reply #1 on: January 13, 2006, 06:03:09 PM »
Reply with quote
ravijiiiiiii mind-blowing...fantastic,,wonderful
Usse khona chahte tha
Usse rolana nahi chahte tha
Usse juda hona nahi chahte tha
Ye tu waqt ka dosh tha
ke humhe woh pehla izhar kar di tha
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2006, 09:38:21 AM »
Reply with quote
Aaj khushio ki koi duhai dega,
Nikla hai chand to dikhai dega.

 Ae Mohabbat karne walo zara dekh ke Mohabbat karma ,
Ek Aansoo bhi gira to sunai dega
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #3 on: January 14, 2006, 12:07:46 PM »
Reply with quote
Gum-e judayi ki daastan kya kahiye,
Unse hamari ladayi kya kahiye,
Paas rehkar bhi unka humse juda rehna kya kahiye,
Hum dono ke darmiyaan ye faasla kya kahiye....

gesu's gum!!!!!!!!!!
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #4 on: January 14, 2006, 12:10:19 PM »
Reply with quote
Shukriya Anjani_si and burniing_desiires!

Wah dosto dikha diya ke koi toote dil ki faryaad sunne wala to hai,
saaza-e-ishq guzaar rahe the hum akele me,
to apne haal to puccha ghumo ko mita ne ke liye!

Ek baar phir shukriya doston!
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #5 on: January 14, 2006, 12:22:58 PM »
Reply with quote
Shukriya Gesuji!

Pyar hote huve faasle bud gaye,
roolate the dil ko lekin ankhon se bayaan kar gaye,
ek baar bhi unhe hamaara khayal naa aaya (2)
janat sajaaya tha unke liye woh bewaafa janoom baata gaye,

Ab to yehi dua karte hain woh salamat rahe,
itne ghumo ke baad bhi woh agle janam mein hamare hi rahe,
chahenge unhe itna (2)
ke woh phir hume dil-e-dard naa de sake!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #6 on: January 14, 2006, 12:26:51 PM »
Reply with quote
bahut khoob Dave ji!!!!!! gr8 words...
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #7 on: January 14, 2006, 12:43:11 PM »
Reply with quote
Thank You Gesuji!

kadar dano ki kumi nahi hain,
dil waalo ki bhi kumi nahi hain,
lekin hume jinka intezaar hain (2)
unhi parchai hi naseeb me nahi hain!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #8 on: January 14, 2006, 03:34:06 PM »
Reply with quote
Be-Aetebaar waqt pe Jhunjla ke ro parey
Kho ke kabhi ussey tou kabhi Paa ke ro parey
Kab tak kissi ke soug mein rouein gey umer bhur
Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #9 on: January 14, 2006, 04:11:45 PM »
Reply with quote
Bohat khoob burniing_desiiresji!

Kyun bahate ho anskh unke liye jo inki kadar nahi karta,
kyun tadapte ho nain ko unke liye jo tum pe nahi kisi aur pe hai marta,
kabhi hum bhi is raah se guzare the,
ke aaj sirf beeti huvi yaado main takleef hain,
jeena chahte the khushi se unke saath,
lekin woh zaalim har ada se maar gaye hume!

Doston kabhi dil-e-dard apnaya hain,
judaai ke ghum mein kya apne anskh bahaya hain,
kyun na aaj vaada kare,
har janam mein sirf us mehboob ke liye khuda hume banaye!

Doston batana vaada raha??? Please answer my dil-e-daastan question!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:42:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer