Haan Maine Pyaar Kiya "Khwaish"

by khwaish on April 30, 2011, 09:54:57 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4220 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Saari Duniya Ke sitam Ek Taraf RakhKar Bhi,
Har Haal Mein Tujhe maine Sirf Pyaar Kiya

Kaun Kehta Hai Ke Mohabbat Dam Tod Deti Hai!!!
Har Kadam par khud Ko,Tujhpar Vaar Kiya

Sabne Hungama-e-Mehfil ke Maze Loote!!
Maine To Teri Tanhai Ka Bhi Satkaar Kiya

Kisi Manzil Ki Mujhe Koi Tamanna Kabhi Thi Bhi Nahi!!!
Saath Chalna Hi Zindagi hai,Yehi Maine Humesha Mere Yaar Kiya

Ruthne-manaane Ke Daur Se UbharKar Bhi Ab Yeh Naraazgi Kaisi!!!
 humne To Apni Zindagi hi Tujhpar Nisaar Kiya..

Chaand-Taare Tod Laana To Mere Bas Mein Nahi!!!
maine To Kharch Tumpar Sirf Apna Aitbaar Kiya

suna Hai Log Mohabbat mein Aaj Bhi Saboot Mangte Hai!!!
Sochta Hoon Maine Mohabbat Ki Yaa Koi Karobaar Kiya

Yaar "Khwaish" Dabi Awaaz mein Kyon Kehte Ho!!!
Ba-Buland kaho Naa Ke "HaaN Maine Pyaar Kiya..."
 
                   ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: April 30, 2011, 09:58:47 AM »

Ba-Buland kaho Ke "HaaN Maine Pyaar Kiya..."
 
                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut Umdaa Khayaalaat ..... Khwaish Ji !

dil se daad ... !!!
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #2 on: April 30, 2011, 10:21:57 AM »
Reply with quote

Dear Khwaish

Aapki ghazal padhkar achchh laga
 
Bahut achchhe khayal hain bharpoor koshish kee hai
kaafee had taq safal bhee hain thoda aur koshish
karen...manzil kareeb hi hai...

Raqeeb Lucknowi
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: April 30, 2011, 10:26:46 AM »
Reply with quote
Saari Duniya Ke sitam Ek Taraf RakhKar Bhi,
Har Haal Mein Tujhe maine Sirf Pyaar Kiya

Kaun Kehta Hai Ke Mohabbat Dam Tod Deti Hai!!!
Har Kadam par khud Ko,Tujhpar Vaar Kiya

Sabne Hungama-e-Mehfil ke Maze Loote!!
Maine To Teri Tanhai Ka Bhi Satkaar Kiya

Kisi Manzil Ki Mujhe Koi Tamanna Kabhi Thi Bhi Nahi!!!
Saath Chalna Hi Zindagi hai,Yehi Maine Humesha Mere Yaar Kiya

Ruthne-manaane Ke Daur Se UbharKar Bhi Ab Yeh Naraazgi Kaisi!!!
 humne To Apni Zindagi hi Tujhpar Nisaar Kiya..

Chaand-Taare Tod Laana To Mere Bas Mein Nahi!!!
maine To Kharch Tumpar Sirf Apna Aitbaar Kiya

suna Hai Log Mohabbat mein Aaj Bhi Saboot Mangte Hai!!!
Sochta Hoon Maine Mohabbat Ki Yaa Koi Karobaar Kiya

Yaar "Khwaish" Dabi Awaaz mein Kyon Kehte Ho!!!
Ba-Buland kaho Naa Ke "HaaN Maine Pyaar Kiya..."
 
                   ~~~~~Khwaish~~~~~

maine to teri tanhai ka satkar....bahut khoob khawaish ji

ek asar dar tehreer jo aapki mehbooba sunn le to behaal ho jaaye.

bahut hi khoob
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #4 on: April 30, 2011, 11:19:02 AM »
Reply with quote
Bahut Umdaa Khayaalaat ..... Khwaish Ji !

dil se daad ... !!!

Aapka Bahut Bahut Shukriya Nareshji..

Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #5 on: April 30, 2011, 11:20:12 AM »
Reply with quote
Dear Khwaish

Aapki ghazal padhkar achchh laga
 
Bahut achchhe khayal hain bharpoor koshish kee hai
kaafee had taq safal bhee hain thoda aur koshish
karen...manzil kareeb hi hai...

Raqeeb Lucknowi

Ji Shukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: April 30, 2011, 12:11:27 PM »
Reply with quote
maine to teri tanhai ka satkar....bahut khoob khawaish ji

ek asar dar tehreer jo aapki mehbooba sunn le to behaal ho jaaye.

bahut hi khoob

Bahut Bahut Shukriya Shebaji..

hahaha..Aaj Kal Mehaz Lafzon Se Kaun Behaal Hota Hai Sheba Ji tongue3

Aapka Teh dil se shukriya Jo Aapne Apna waqt diya icon_flower

Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: April 30, 2011, 01:11:09 PM »
Reply with quote
"Tanhai ka bhi satkar kiya"

"Mohobat ki ya koi karobar kiya"

"Tujhpe kharch sirf apna aetabaar kiya"

Dost, bahaut umda likha hai apne hamesha ki tarha..
Quoted lines toh behad dil kay kareeb rahi..
Jaise mere dil ki awaz ko sunkar kisi ne kagaz par utaar diya..
Dil dil se daad..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #8 on: April 30, 2011, 03:24:55 PM »
Reply with quote
Bahut hi wadiya likheya hai khwaish ji..bahut hi wadiya...
Logged
Imdad
Guest
«Reply #9 on: May 01, 2011, 09:04:57 AM »
Reply with quote
bahot khoob
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: May 01, 2011, 09:18:57 AM »
Reply with quote
Saari Duniya Ke sitam Ek Taraf RakhKar Bhi,
Har Haal Mein Tujhe maine Sirf Pyaar Kiya

Kaun Kehta Hai Ke Mohabbat Dam Tod Deti Hai!!!
Har Kadam par khud Ko,Tujhpar Vaar Kiya

Sabne Hungama-e-Mehfil ke Maze Loote!!
Maine To Teri Tanhai Ka Bhi Satkaar Kiya

Kisi Manzil Ki Mujhe Koi Tamanna Kabhi Thi Bhi Nahi!!!
Saath Chalna Hi Zindagi hai,Yehi Maine Humesha Mere Yaar Kiya

Ruthne-manaane Ke Daur Se UbharKar Bhi Ab Yeh Naraazgi Kaisi!!!
 humne To Apni Zindagi hi Tujhpar Nisaar Kiya..

Chaand-Taare Tod Laana To Mere Bas Mein Nahi!!!
maine To Kharch Tumpar Sirf Apna Aitbaar Kiya

suna Hai Log Mohabbat mein Aaj Bhi Saboot Mangte Hai!!!
Sochta Hoon Maine Mohabbat Ki Yaa Koi Karobaar Kiya

Yaar "Khwaish" Dabi Awaaz mein Kyon Kehte Ho!!!
Ba-Buland kaho Naa Ke "HaaN Maine Pyaar Kiya..."
 
                   ~~~~~Khwaish~~~~~

gud work.!
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #11 on: May 01, 2011, 11:07:22 AM »
Reply with quote
bht bht khoob khwaish ji....
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #12 on: May 01, 2011, 12:42:42 PM »
Reply with quote
bahot khoob khwaish ji.........

maja aa gaya padkar.........kitne ehsaas bhar diye is ek kalaam me apne......thts really cool...........

ese hi likhtey rahiye .one of ur best creation khwaish ji......
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: May 04, 2011, 02:28:13 PM »
Reply with quote
"Tanhai ka bhi satkar kiya"

"Mohobat ki ya koi karobar kiya"

"Tujhpe kharch sirf apna aetabaar kiya"

Dost, bahaut umda likha hai apne hamesha ki tarha..
Quoted lines toh behad dil kay kareeb rahi..
Jaise mere dil ki awaz ko sunkar kisi ne kagaz par utaar diya..
Dil dil se daad..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!

Aapka bahut bahut Shukriya Bhai Rahim..Ek Bhai Hi Dusre Ke Dil Ki baat Likh sakta Hai..Yuhi Saath Rahiyega icon_flower

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #14 on: May 04, 2011, 02:43:17 PM »
Reply with quote
boht khoob likha hai khawaish ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:57:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer