hai kaash...nazar aajaaye tu

by anitha on December 28, 2005, 02:16:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1275 times)
anitha
Guest
Reply with quote
Usual Smile
aaye teri yaad aaj kal
jo bahut sataaye muje aajkal

karti thi deedar tera jab bhi
tab-tab tujse rukhsat se darthi thi

kitna pyaara hoga jo kare pyaar mujse jitna
najaane kyon woh hai door mujse itna

shikwaah na gila ab muje koi, kissise
par hai intezaar muje ki miljaaye woh kahin se

na jaane pyaar kis chidiyaa ka naam hai
har koi kuch na kuch paaye, dard ya pyaar iss mein

jo bhi hai, naahe qwaaish paayein sab kuch
par hai sirf aarzoo-ye-dilka, ye kaash...ki nazar aajaaye woh...to dil kush Usual Smile


Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #1 on: December 28, 2005, 04:22:39 PM »
Reply with quote
very nice wording anitha..........keep writing....... tongue3
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #2 on: December 28, 2005, 10:48:01 PM »
Reply with quote
Excellent and very good work anithajii. Just dont stop writing.... I am happy you have started your own thread...
Okay, lets write something from the girls perpective....This is wot a girl thinks when she is in love with the dream guy...


Dil mein rehta hain, magar nazar na aye,
Dard deta hain, ab chain bhi na aye??...

Kuch kehta hain mujhse, aankhon ki zabaani,
zindagi lagne lagi hain roomani....

Kyun woh chipa hain duniya main kahin,
Mohabbat karte ho humse, yeh kaho to sahin....
[/color]
Logged
anitha
Guest
«Reply #3 on: December 29, 2005, 03:06:03 AM »
Reply with quote
thanx a lot badnaam shaayar ji...it was very nice to see a reply for my post so soon
Logged
anitha
Guest
«Reply #4 on: December 29, 2005, 03:20:05 AM »
Reply with quote
shayar dildaar ji...thanx alot for ur appreciation
 
aur kya taareef karein aapke likhne ki
kuch labz nahi milrahe hain isspe kehne ki

maine pehle bhi apne postings lagaaya hai...this is not my first posting....shaayad aapne unhe dekhe nahi abtak

lo kuch arz karte hain is section ke liye
................................................. ................................................. .............

dil mein rehne ki baat kahaan se aayi
aur usmein samaaane ki baat kahaan se aayi
jab hum hi aapka dil bangaye the

waqt ka liyaaz na karti tho,
hum ab tak aapke saamne hote
kahe bina hi sab kuch kehte, aur aapko samjaate

aankon ka ishaara na jaroorat rehti
mohobbat karthe aur sab ko yeh kehti
haan maine hai pyaar kiya tujse, hai kaash mein kehsakti
................................................. ................................................. .............

in search of him and waiting for him

anitha
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #5 on: December 29, 2005, 08:06:35 AM »
Reply with quote
Very good stuff. keep writing...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #6 on: January 05, 2006, 12:37:39 AM »
Reply with quote
Anithajiii u must write......
Neways, this is wot a girl sitting in her house, dreaming and romanticising about the dream guy (she has seen him college, nd she is still unsure if he likes her, becoz he hesitates and avoids her) has to say...Hope its right...

Dil mein woh rehta hain, magar nazar na aye,
Mohabbat unse karte hain, ab tak doond na paye..

Bechaini badh rahi hain, unka koi thikana nahin,
E-khudha, mere aashique jaisa koi deewana nahin...

Dard deta hain, rulata bhi hain,
Unse mohabbat, ab meri zindagi hain...
[/color]
Logged
mahesh_4u_im
Guest
«Reply #7 on: January 06, 2006, 02:44:22 PM »
Reply with quote
Agar tapakta Ashkon ki jagah Lahoo aankhon se...
 Koi kisi ko phir shayed hi rulaata...
Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz...
   Too tumhein mere dard ka andaza ho paata...


   Yaadein jo na aati yun khamoshi se chupke chupke...
   To mere ghar ki Rounaq hoti teri mehfil se bhi zyada...

Na hota agar chaand mein daag...
Teri khubsoorti ka mujhe tod mil jata...


Agar karta na koi kisi se bhi wafaai...
    To shayron mein mera naam kahan se aata...
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #8 on: January 06, 2006, 03:04:04 PM »
Reply with quote
ishq ki kashti me baithe hai hum bhi baithe hai wo bhi.....

sitam kerte hai wo humper kerte hai sitam hum bhi ......

kabhi kerte hai ishq ki bate do char palo k dairo me......hum dono.....

kabhi ruth jate hai pyar ki hadd tak pahuchne tak hum bhi wo bhi.....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: January 06, 2006, 05:53:52 PM »
Reply with quote
very  nice work..... Anitha.....Shayar Dildar....Mahesh....Tushar...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #10 on: January 06, 2006, 06:05:45 PM »
Reply with quote
Mahesh _dildar _tushar and anitha!!!!!bohat khoob likha

Appko dhoond tu lia tha
par dil ki baat keh na sake
appko dil mein uthar tu lia tha
par appna haal suna na sake
appni dholi bi saja li thi
par baithe na sake
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #11 on: January 07, 2006, 04:44:13 AM »
Reply with quote
wow fantastic mahesh bhai..........or bahoot khoob tushar bhai.....and anjani ji...........

yoon To Guzar Raha Hai Har Ek Pal Khushi K Saath
Phir Bhi Koi Kami Si Hai Kiyoon Zindgi K Saath.......
Rishte, Waffaien, Dosti Sab Kuch To Paas Hai
kiya Baat Hai Pata Nahin Dil Kiyoon Udaas Hai
Har Lamha Hai Haseen Nayee Dil-Kashi K Saath
Phir Bhi Koi Kamo Si Hai Kiyoon Zindgi K Saath.................
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:21:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer