Ham un se aaj iZhaar e tamanna kar ke chhoReNge.

by Ghulam Haider on August 30, 2013, 05:46:33 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1566 times)
Ghulam Haider
Guest
«Reply #15 on: September 06, 2013, 04:01:55 AM »
Reply with quote
Aadaab Haider Saheb
bahut badhiya..nihayat umda ghazal padhne ko mili .
ye ashaar dil ko kaafi bhaaye..

NahiN ye fikr apni jo  bhi hoga dekha jaaye ga,
Hamari fikr ye hai jo bhi hoga kar ke chhoReNge.
-----------------------------------------------------------

Na bakhsheNge unheN ham ye jahaN kya us jahaN tak bhi,
HaiN khud bhi be khabar ham aur kya kya kar ke chhoReNge.






"mkv" ji yaqeenan ye kalaam junoon ke rang se rangeen hai, shiddat pasandi ke saath saath  jazbaat ka bhi acar milta hai jin se insaan dil hi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**** IZHAAR ***** by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
IZHAAR...(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
hai dil main tamanna to izhaar-e-tamanna kare koi by nazar ghouri in Shayri for Khumar -e- Ishq
izhaar by saahill in Share:Love Poetry
izhaar by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ghulam Haider
Guest
«Reply #16 on: September 06, 2013, 04:14:12 AM »
Reply with quote
Aadaab Haider Saheb
bahut badhiya..nihayat umda ghazal padhne ko mili .
ye ashaar dil ko kaafi bhaaye..

NahiN ye fikr apni jo  bhi hoga dekha jaaye ga,
Hamari fikr ye hai jo bhi hoga kar ke chhoReNge.
-----------------------------------------------------------

Na bakhsheNge unheN ham ye jahaN kya us jahaN tak bhi,
HaiN khud bhi be khabar ham aur kya kya kar ke chhoReNge.






"mkv" ji yaqeenan ye kalaam junoon ke rang se rangeen hai, shiddat pasandi ke saath saath aise jazbaat ka bhi acar o rusookh milta hai jin se insaan luTf andoz ho kar dil hi dil muskura uThe.
Jo asha'ar aap ne quote kiye haiN wo HaaSil e ghazal haiN. Aap ki daad aur dili moHabbat ke liye be Had shukriya.
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #17 on: September 06, 2013, 04:20:49 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Haider saheb .
Har sher mein pakke iraade jhalak rahe hain .
Mubarakbaad pesh hai.
MoHtaram "F.H.SIDDIQUI" Sb. Aap ki daad aur mubaarakbaad mere liye giraan bahaa toHfa hai. Allah aap ka daaman hamesha khushyoN se bharaa rakhe.
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #18 on: September 06, 2013, 06:48:04 AM »
Reply with quote
WAH JANAAB WAAH KYA GAZAL KAHI HAI AAPNE.... BEHAD BEHAD PASAND AAI BAHUT HEE ZORDAR QALAAM RAHA AAPKA.... DHERON DAAD O MUBARAKBAAD QABOOL FARMAYEIN



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Janab "soudagar" ji aap ki daad ne mujhe ye eHsaas dila diya ke aap mere kalam se khoob luTf andoz huve.Khuda ka shukr ke aap ko mera kalaam pasand aaya aur aap ko khushi huie yehi mere liye sab se ziyadah khushi ki baat hai. Allah aap ko hamesha khush, shaad o aabaad rakhe.
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #19 on: September 06, 2013, 06:52:59 AM »
Reply with quote
bahut achhe gulam haider bhai shubhkaamnayen--ghanshamdas ahuja
MoHtaram "ahujagd " ji aap ne mere naa cheez se kalaam ko apni dili moHabbat se nawaza, aur mubaarakbaad bhi pesh ki, bohot bohot dhanyevaad aap ka.
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #20 on: September 06, 2013, 06:57:49 AM »
Reply with quote
ek rau to ham dekar hee chhodenge haider bhai
MoHtaram "sksaini4" ji aap ne meri aawaaz meN khoob aawaaz milaayi. Aap khoob "karma" se karam farma huve. Aap ka shukriya adaa karna meri sab se ahmm zimmedaari hai. boho 2 shkriya is nawaazish ke liye. Allah aap ko sadaa khush rakhe
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #21 on: September 06, 2013, 07:00:07 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob.... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Be Had shukriya "Bishwajeet 'Musaahib'" ji ke aap ne daad de kar himmat afzaayi ki.hamesha khush raheN
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #22 on: September 06, 2013, 07:05:39 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaah haider ji bahut bahut khooob... maza aaya padhke... dheron dheron daad..
MoHtarama "aqsh" ji aap ki daad aur sitaaish aur ye iZhaar e khayaal is baat ki daleel hai ke mera kalaam kis qaabil hai. Allah aap ke zauq e a'ali ko barqaraar rakhe. Hamesha khush raheN
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 13, 2025, 11:01:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer