HAR RAAT EK NAYI DASTAN HO..... SOUDAGAR

by soudagar on August 11, 2012, 07:15:59 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1903 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
chal main tujhe le chalun wahan jahan khula aasaman ho
ek main rahun ek tum raho,aur mohabat hamri jawan ho

sehar ho meri teri bahon mein, shaam bhi guzre teri panaho mein
bas hum dono hi sang ho, aur koi na hamare darmayaan ho

sirf pyar ka ehsaas ho, har waqt tum mere paas raho
tere sang jo beete, har us raat ki ek nayi dastaan ho

lab thirkane lage tumhre jab chhuu loon tumhe pyar se
palkein jhuk jayein tmhari, is qadar hya tum par meharban ho

har taraf mehak ho phulon ki, un se bhi jyada mehko tum
jab bhi kreeb aaon tumhre mehak tumhari meri sanso se byan ho

hamesha labon par muskraht rahe hr khushi qadmo mein bichha doon
k kabhi gum aur aansuon ka na aakhon mein tumhari nishan ho

panchi nadiya chand sitare, inke siwa koi pas na ho hamare
ye hi hamari chaht ke rajdan ye hi hamari chahat ke qadrdan ho



Soudagar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nayi nayi shadi by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
raat bhar barish hotee rahi..... soudagar by soudagar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
MILAN KI RAAT HAI.........................SOUDAGAR by soudagar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
SARDI KI HASEEN RAAT THI....SOUDAGAR by soudagar in Shayri for Khumar -e- Ishq
ABHI RAAT BAQI HAI...SOUDAGAR by soudagar in Miscellaneous Shayri
Asif samani jaunpuri
Guest
«Reply #1 on: August 11, 2012, 07:29:47 AM »
Reply with quote
Niceeee..,saudaga ji apse tawako ki darkast h
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 11, 2012, 08:27:04 AM »
Reply with quote
chal main tujhe le chalun wahan jahan khula aasaman ho
ek main rahun ek tum raho,aur mohabat hamri jawan ho

sehar ho meri teri bahon mein, shaam bhi guzre teri panaho mein
bas hum dono hi sang ho, aur koi na hamare darmayaan ho

sirf pyar ka ehsaas ho, har waqt tum mere paas raho
tere sang jo beete, har us raat ki ek nayi dastaan ho

lab thirkane lage tumhre jab chhuu loon tumhe pyar se
palkein jhuk jayein tmhari, is qadar hya tum par meharban ho

har taraf mehak ho phulon ki, un se bhi jyada mehko tum
jab bhi kreeb aaon tumhre mehak tumhari meri sanso se byan ho

hamesha labon par muskraht rahe
hr khushi qadmo mein bichha doon
k kabhi gum aur aansuon ka na aakhon mein tumhari nishan ho

panchi nadiya chand sitare, inke siwa koi pas na ho hamare
ye hi hamari chaht ke rajdan ye hi hamari chahat ke qadrdan ho














Bahut Bahut Khoob Saudagarji

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #3 on: August 11, 2012, 08:27:32 AM »
Reply with quote
very Romantic!!! Last 6 lines thode alag se ho gaye!!! But first 8 lines are awesome!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: August 11, 2012, 09:48:15 AM »
Reply with quote
wah lajawab saudagarji
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #5 on: August 11, 2012, 10:14:52 AM »
Reply with quote
waah...Soudagar Ji, kya khoobsurat peshkash hai, romance se labrez, dheron daad
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: August 11, 2012, 11:04:37 AM »
Reply with quote
bahut khoob saudagar jee
kya baat hai.
wah wah wah
Applause Applause
Logged
Aarish
Guest
«Reply #7 on: August 11, 2012, 01:12:49 PM »
Reply with quote
saudagar jee bohut khoob , daad qubool kijiye
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #8 on: August 11, 2012, 02:15:55 PM »
Reply with quote
saudagar ji bahut khoob  Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: August 11, 2012, 03:06:54 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob Soudagar ji.... bahut achcha likha hai apne....!!!
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: August 11, 2012, 04:58:58 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya asif ji......
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: August 11, 2012, 05:15:55 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya khawahish ji
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #12 on: August 11, 2012, 07:08:22 PM »
Reply with quote
chal main tujhe le chalun wahan jahan khula aasaman ho
ek main rahun ek tum raho,aur mohabat hamri jawan ho

sehar ho meri teri bahon mein, shaam bhi guzre teri panaho mein
bas hum dono hi sang ho, aur koi na hamare darmayaan ho

sirf pyar ka ehsaas ho, har waqt tum mere paas raho
tere sang jo beete, har us raat ki ek nayi dastaan ho

lab thirkane lage tumhre jab chhuu loon tumhe pyar se
palkein jhuk jayein tmhari, is qadar hya tum par meharban ho

har taraf mehak ho phulon ki, un se bhi jyada mehko tum
jab bhi kreeb aaon tumhre mehak tumhari meri sanso se byan ho

hamesha labon par muskraht rahe hr khushi qadmo mein bichha doon
k kabhi gum aur aansuon ka na aakhon mein tumhari nishan ho

panchi nadiya chand sitare, inke siwa koi pas na ho hamare
ye hi hamari chaht ke rajdan ye hi hamari chahat ke qadrdan ho



Soudagar

verii gudssss
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #13 on: August 12, 2012, 12:20:45 AM »
Reply with quote
 :hello2:khoob kaha.badhai.
Logged
soudagar
Guest
«Reply #14 on: August 12, 2012, 03:13:30 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya shireen hakani ji.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 05:02:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer