majid
Guest
|
<<<HASTA CHEHRA>>>
Hasta chehra gulaan hojayee
Too meri hi kitaab hojayee
Choo kay teray haseen hontoon ko
Sadah paani sharab hojayee
Too meri hi kitaab ho jayee
Hansta chehra gulaab hojayee..!!
Umer bhar ka khumaar mil jayee
Palkoon say jo aadaab hojayee
Too meri hi kitaab ho jayee
Hasta chera gulaab hojayee...!!
Chorh di mainay sonch kar dunya
Saath tera janab hojayee
Too meri hi kitaab hojayee
Hasta chehra gulaab hojayee..!!
n/m
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sangy
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 03, 2006, 03:52:51 PM » |
|
wah wah!! khoob likha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 16, 2006, 09:46:02 AM » |
|
very nice Majid ..........
patjhar ke mosam mein phoolo ki khusboo ban ke kaun chhaaya hai dekhiye aaj chand ne fir se kya apna ghooghat hataya hai.. shabado se aa rahi hai aaj fir se gulaabo.n ki mehak yeh aaj fir se kisne apna haale- dil hamko sunayaa hai.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 16, 2006, 10:02:53 AM » |
|
shukriya N gud one.......
abhi dil mein ek gumaan rehne de karta hai tu bhi mujhse mohabbat abhi jindagi mein yeh sawaal rehne de abhi toh shuru hui hai daastaan -A- mohabbat abhi mere meherbaa.n ise daastaan hi rehne de
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 16, 2006, 10:20:36 AM » |
|
Bahut Khoob Majid.... =D> =D> =D> &
Good Replies Ranju.... =D> =D> =D>
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 16, 2006, 10:52:09 AM » |
|
shukriya Shikha ............nice majid
iqarar hum teri wafa ka kaise karte tum aaye bhi nahi hamse vada karke pata puchte rahe bahar mehfilo mein mera aaya na tumhe pyaar nibhana hamse karke
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 16, 2006, 03:14:46 PM » |
|
wah kay abaat hai Majid, bahoot hi acha likha hai, pahli kavita apki dil chu gai,,, bahoot khoob Good reply Ranju.. app to her jagah kamal ka likhati hai....
wo hansta chehra muje khil khilla jaata hai jab bhi atta hai pass mere mujko mujse chura jaata hai kahta hai kuch nahi khamosh sab samjha jaata hai ek wo hansta hua chehra her pal sath mere atta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 16, 2006, 05:12:33 PM » |
|
shukriya Pooja ........aapne bahut sunder likha.....
jab bhi zikar hua mehfil mein tera aankh meri kyu sharmane lagi sittaro ne jab faliya apna aanchal toh yaad teri mere jahen mein bhi chhane lagi raat ko jab chera isaq ke fasaane ko hamne toh tere rukhsaaro per bhi fiza phool khilane lagi.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #8 on: June 18, 2006, 02:34:50 AM » |
|
wo hansta chehra muje khil khilla jaata hai jab bhi atta hai pass mere mujko mujse chura jaata hai kahta hai kuch nahi khamosh sab samjha jaata hai ek wo hansta hua chehra her pal sath mere atta hai
wo hasta hua chehra her pal mere saath aata hai. nahi deta sone kabhi neende chura ker jaata hai. us haste hue chehre mein khumar ke rang hai. isiliye wo chehra humko yaad bahut aata hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pankhuri2
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 18, 2006, 04:23:44 AM » |
|
thanks Ranju, Majid and Dost Kavi!!!! wo chehra jaise darpan ban gaya mere her pal ka sathi ban gaya khayalo aor khawabo per ab bas uska haq hai her pal karta rahta wo dil ke sung bak bak hai kabhi gudgudata sa ahsaas, to kabhi uska khumar bas her pal ek wo chehra, jis se hai Pooja ko payaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #10 on: June 25, 2006, 09:34:51 AM » |
|
wo chehra jaise darpan ban gaya mere her pal ka sathi ban gaya khayalo aor khawabo per ab bas uska haq hai her pal karta rahta wo dil ke sung bak bak hai kabhi gudgudata sa ahsaas, to kabhi uska khumar bas her pal ek wo chehra, jis se hai Pooja ko payaar wo ek chera jisko dekhe bina chain nhi aata tha. wo ek chera jiske siwa kuch naa bhata tha. wo ek chehra jisse bhondu ka khuda wo gaya. pata nhi kiski nazar lagi aur.. wo mujhse juda ho gaya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #11 on: June 28, 2006, 02:54:57 PM » |
|
GOOD JOB POOJA AND BONDHU JI thanz majjid per luch likha karo to aacha lagta hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 28, 2006, 06:53:55 PM » |
|
wo chehra jaise darpan ban gaya mere her pal ka sathi ban gaya khayalo aor khawabo per ab bas uska haq hai her pal karta rahta wo dil ke sung bak bak hai kabhi gudgudata sa ahsaas, to kabhi uska khumar bas her pal ek wo chehra, jis se hai Pooja ko payaar wo ek chera jisko dekhe bina chain nhi aata tha. wo ek chera jiske siwa kuch naa bhata tha. wo ek chehra jisse bhondu ka khuda wo gaya. pata nhi kiski nazar lagi aur.. wo mujhse juda ho gaya. ekh chehra hai...meri nazar se hath tha nahi mera dilse kabhi juda hota nahi chorgaya woh mujhko akele parh maine ajj bhi uska chehra bholayi nahi :D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #13 on: June 30, 2006, 03:05:53 PM » |
|
main usay kabhi yaad aaya nhi main usay kabhi bhool paya nhi yadoon mein uski he pal mara main, usney kaha tumne kabhi dil lagaya nhi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #14 on: July 22, 2006, 11:50:27 AM » |
|
Dil ke armaan jaag uthe; chehra jo tera dikh gaya; Dil ke armaan khatm ho gaye; chehra jo tera dikh gaya; gud one majid ji......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|