hota nahi us par ...(nam)

by poonamA on September 21, 2011, 03:29:42 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1000 times)
poonamA
Guest
Reply with quote
hota nahi us par meri mohabaat ka asar
karta nahi hai vo mere pyar ki kadar
rota hai raat din bas uske liye
jisne kabhi na li uski khabar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
...nahi hota.... by roshni246 in Shayri for Khumar -e- Ishq
*~*Nahi Hota*~* by Ravinder in Shayri for Dard -e- Judai
intzar nahi hota by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
hota nahi asar (nam) by poonamA in Shayri for Dard -e- Judai
ab bhram hota hai to khud galat to nahi? by pawan16 in Miscellaneous Shayri
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: September 21, 2011, 03:33:58 AM »
Reply with quote
Pyar to main bhi karta tha tumko nazar nahi aaya.

Raat din tere liye tadpa tha tumko taras nahi aaya .

Jinda laash ka saaya hoon ab jab tumne pyar ke ehsas ko paya
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: September 21, 2011, 05:25:39 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Saahil ji

Ijajat de

jab suna tum bhi mujhe yaad kiya karte ho
kya kahu, had na rahi kuch meri hairani ki

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #3 on: September 21, 2011, 07:49:09 AM »
Reply with quote
haiRaan hoon yeh dekhkar ke pyar ka izhaar kar rahe hain .

Aakhri saans pe meri ab woh humse jeene ki baat kar rahe hain
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: September 21, 2011, 10:54:49 AM »
Reply with quote
Bahut khoob saahil bhai

haiRaan hoon yeh dekhkar ke pyar ka izhaar kar rahe hain .

Aakhri saans pe meri ab woh humse jeene ki baat kar rahe hain

tamam jindgi ki khushiya girvi rakh le taqdeere
mere mahboob ki muhabbat, na cheenna mujhse
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: September 21, 2011, 11:40:12 AM »
Reply with quote
hota nahi us par meri mohabaat ka asar
karta nahi hai vo mere pyar ki kadar
rota hai raat din bas uske liye
jisne kabhi na li uski khabar

gud

 Applause Applause Applause
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #6 on: September 21, 2011, 12:34:12 PM »
Reply with quote
poonam ji aadab behat khubsurat ,,,,khayalat hain ,,,,bahut gahri soch ka natiza hain apke ,,,lafz ,,
 
 kyon har kisi ko apne mukaddar se gila hota hai
 jise hum pa nahi sakte ussi se piar kyon hota hai
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #7 on: September 21, 2011, 01:28:27 PM »
Reply with quote
muqadar to sab ka ek jaisa hota hai .

Karta hai jo pyar uska naseeb aisa hota hai
Logged
poonamA
Guest
«Reply #8 on: September 22, 2011, 02:53:49 AM »
Reply with quote
thanx sunilji
poonam ji aadab behat khubsurat ,,,,khayalat hain ,,,,bahut gahri soch ka natiza hain apke ,,,lafz ,,
 
 kyon har kisi ko apne mukaddar se gila hota hai
 jise hum pa nahi sakte ussi se piar kyon hota hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:43:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer