Hum Aapko Beyhud Chaahte Hain......(AD)

by anjaan dharkan on April 21, 2009, 01:53:37 PM
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3574 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
Reply with quote
Sawaal hum aapse karaen, jawaab khud mein miljaate hain,
      Baat sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Raaton mein neend na aaye jub jub, aapko sapnon mein bulaate hain,
      Waja sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Chaen karaar ki c karwat na paaen hum jub, tub khayaalon mein aap aatay hain,
      Dil ka kasoor sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Aksar tanhaee mein deewaaron se dhuk baant k hum adhoore dil ko behlaate hain,
      Khushee sirf isse hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Nigah padray jahaan jahaan humaari, har taraf aapka wajood paate hain,
      Nazron kee dhoke ka khulasaa sirf itna hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Ye gila hai meri chahat ka, k kitna aapkee na mojudgee mein bitaye pal muhje satataye hain,
      Sabuth sirf itna hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!

Haan “Azeem,” hum aapko beyhud chaahte hain!
Sachchi, hum aapko beyhud chaahte hain!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jaaanaa Chaahte ho............? by Friend_4uall in Chit - Chat & General Discussion
(¨`v´¨)Kyun Aapko Hum Bhool Nahin Paa Rahe Hain(¨`v´¨) by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard
Chaahte Hain by Sapna Pandit in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Taish- aapko chaahte bas yahi BAAT hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
chaahte hai.........(ambu) by ambalika sharma in Shayri-E-Dard
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: April 21, 2009, 04:24:51 PM »
Reply with quote
Lovely!  So beutifuly expressed ur feelings.Well written!

GOd bless U both!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 21, 2009, 04:57:19 PM »
Reply with quote
Sawaal hum aapse karaen, jawaab khud mein miljaate hain,
      Baat sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Raaton mein neend na aaye jub jub, aapko sapnon mein bulaate hain,
      Waja sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Chaen karaar ki c karwat na paaen hum jub, tub khayaalon mein aap aatay hain,
      Dil ka kasoor sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Aksar tanhaee mein deewaaron se dhuk baant k hum adhoore dil ko behlaate hain,
      Khushee sirf isse hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Nigah padray jahaan jahaan humaari, har taraf aapka wajood paate hain,
      Nazron kee dhoke ka khulasaa sirf itna hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Ye gila hai meri chahat ka, k kitna aapkee na mojudgee mein bitaye pal muhje satataye hain,
      Sabuth sirf itna hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!

Haan “Azeem,” hum aapko beyhud chaahte hain!
Sachchi, hum aapko beyhud chaahte hain!


Subhan Allah, Subhan Allah,.
May Allah Bless You Sidraah,.

Main To Hosh i Kho Diye, Pardhkar Ye Kalaam Tumhaara,.
BOhat Hi Pyaar Aa Raha Hai,.

Bohat Achche Sidraah, Bohat Achche,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 21, 2009, 04:57:51 PM »
Reply with quote
Lovely!  So beutifuly expressed ur feelings.Well written!

GOd bless U both!

Shukriya Aameen,.
Logged
sanya310
Guest
«Reply #4 on: April 21, 2009, 05:02:36 PM »
Reply with quote
Mashallah bohot hi khoobsurat likha hai Sidrah ji..May Allah bless you both :o)
xX
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 21, 2009, 05:03:38 PM »
Reply with quote
Mashallah bohot hi khoobsurat likha hai Sidrah ji..May Allah bless you both :o)
xX
Shukriya Sanya ji,.
Aameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 21, 2009, 05:16:56 PM »
Reply with quote

Teri Mohabbat Paakar Main Aasmaan Mein Hoon,.
Kho Diya Khud Ko, Bhool Gaya Ke Insaan Mein Hoon,.

Naaz Hai Mujhe, Ke Tu Meri Zindagi Hai Meri Talab Hai,.
Aur Khushi Hai "Sidraah, Ke Main Tere Armaan Mein Hoon,.

Teri Hi Chahat Hai Mujhe, Teri Hi Ab Zaroorat Hai,.
Tujhe Paane Ki Hasrat Liye, Is Jahaan Mein Hoon,.

Hum Bhi Aapko Behad Chahte Hain Sidraah,.

_______________________-Jaanasheen-






Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: April 21, 2009, 07:21:22 PM »
Reply with quote
shukriya sophi and sanya!

azeem ji, kya kehna!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #8 on: April 21, 2009, 07:21:43 PM »
Reply with quote

Teri Mohabbat Paakar Main Aasmaan Mein Hoon,.
Kho Diya Khud Ko, Bhool Gaya Ke Insaan Mein Hoon,.

Naaz Hai Mujhe, Ke Tu Meri Zindagi Hai Meri Talab Hai,.
Aur Khushi Hai "Sidraah, Ke Main Tere Armaan Mein Hoon,.

Teri Hi Chahat Hai Mujhe, Teri Hi Ab Zaroorat Hai,.
Tujhe Paane Ki Hasrat Liye, Is Jahaan Mein Hoon,.

Hum Bhi Aapko Behad Chahte Hain Sidraah,.

_______________________-Jaanasheen-








hum bhi koh chuke hain....
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #9 on: April 22, 2009, 02:03:28 AM »
Reply with quote
Wah wah Anjaan Ji Good.
SARVESH RASTOGI
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: April 22, 2009, 05:09:31 AM »
Reply with quote


  BADAA KHSHNASEEB HAI JISEY AAP ISS QADAR CHAHTEY HAIN.....NICE KALAAM


 K_A
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: April 22, 2009, 06:09:48 AM »
Reply with quote
bhut hi khoob anjaan nd azeem sahab kya baat hai aap dono ne hi bhut acha likha hai............Allah paak aap dono ko you.n hi khoobsurat ehsaaso.n se nawaazta rhe aameen
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2009, 07:09:52 AM »
Reply with quote
Wah! Anjaan Ji Bahut achchhi Darkan Hai
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #13 on: April 22, 2009, 07:46:51 AM »
Reply with quote
bohat bohat khoobsoorat anjaan ji.......

bohat bohat pyaara azeem ji.....

bas uNhi hume lutf dete raheiN aaplog.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: April 22, 2009, 08:25:33 AM »
Reply with quote
Sawaal hum aapse karaen, jawaab khud mein miljaate hain,
      Baat sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Raaton mein neend na aaye jub jub, aapko sapnon mein bulaate hain,
      Waja sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Chaen karaar ki c karwat na paaen hum jub, tub khayaalon mein aap aatay hain,
      Dil ka kasoor sirf itni hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Aksar tanhaee mein deewaaron se dhuk baant k hum adhoore dil ko behlaate hain,
      Khushee sirf isse hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Nigah padray jahaan jahaan humaari, har taraf aapka wajood paate hain,
      Nazron kee dhoke ka khulasaa sirf itna hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!
Ye gila hai meri chahat ka, k kitna aapkee na mojudgee mein bitaye pal muhje satataye hain,
      Sabuth sirf itna hai “Azeem,” k hum aapko beyhud chaahte hain!

Haan “Azeem,” hum aapko beyhud chaahte hain!
Sachchi, hum aapko beyhud chaahte hain!


Teri Mohabbat Paakar Main Aasmaan Mein Hoon,.
Kho Diya Khud Ko, Bhool Gaya Ke Insaan Mein Hoon,.

Naaz Hai Mujhe, Ke Tu Meri Zindagi Hai Meri Talab Hai,.
Aur Khushi Hai "Sidraah, Ke Main Tere Armaan Mein Hoon,.

Teri Hi Chahat Hai Mujhe, Teri Hi Ab Zaroorat Hai,.
Tujhe Paane Ki Hasrat Liye, Is Jahaan Mein Hoon,.

Hum Bhi Aapko Behad Chahte Hain Sidraah,.

_______________________-Jaanasheen-


LOVE NOT EXPRESSED IS LOVE DENIED!!!Always express ur love and all of us must learn from Sidraah di...Awesome Sidraah jee aur Azeem bhaijan...God bless both of you...
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:54:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer