~~Hum Deewane Ho Gaye~~

by badnaam_shayar on December 22, 2006, 05:45:06 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2330 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #15 on: December 25, 2006, 06:11:51 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob anjani and gauarv ......behad khubsuart  likha hai aap dono ne .... Usual Smile


Thnx Ranjana ji....gareeb ki Mehfil me aapka SWaagat hai.......!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Deewane ka ghar... by sharmaarunkumar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
*~~Deewane~~* by Sairah in Shayri-E-Dard
*dard ke deewane ~ by Affluent in Shayri-E-Dard
Deewane Ho Gaye Ham Jinki Yaad Me by ashishjdhiman in Shayri for Khumar -e- Ishq
<>*Deewane bht hain*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri-E-Dard
Talat
Guest
«Reply #16 on: December 25, 2006, 08:29:34 PM »
Reply with quote
Phir se bohot khoob Gaurav....!! :D
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: December 25, 2006, 11:41:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Deewane hoke jab Do Dil mil jaate hai....
Toh hum AShiQue uss Rishte ko Mohabbat ke Naam Sajate hai.....

Khata nahi isme kisi aur na hee yeh koi Jurm hai......
Bas hota hai yeh TaQdeer me yahi uss Khuda ka Hukm hai......

Anjuman me uski Deewane jeete hai......
Mehboob ki hee Aankhon se Jaam hum AshiQue peete hai......

Adaa hai uski kuch iss tarah Nishili......
Ke Harr Shayar Badnaam ho jaye......

Guzar jaye WaQt yoon ke.......
Ke Lamha bhi beet ke Shabaab ho jaye.......!!!!!


Wooow bahut khoob ji..

Wo jo meri aankhon ki chamak tha
Jo meri honton ki tabassum tha
Jo meri dil ki darkhan ki manand tha
Jo meri wajood main ruh ki tarah tha
Jo mere chehre ka noor tha
Wo toh shayad samaj hii nahi paya
Ke sab kuch toh ussee ki badaulat tha
Khata tha aisa hii dekhna chahe
Mera dil tumko hameishaan
Phir kyu chord gaye wo mujhe?
Kyu chamakte aankhon ko band kar gaya?
Kyu muskurate honton ko see gaya?
Kyu dil ki darkhan cheen le gaya?
Kyu is jism ko be-ruh kar gaya?
Kyu is chehre ko be-noor kar gaya?

Wo toh shayad samaj hii nahi paya
Ke sab kuch toh ussee ki badaulat tha...!!
[/color]
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #18 on: December 25, 2006, 11:56:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Deewane hoke jab Do Dil mil jaate hai....
Toh hum AShiQue uss Rishte ko Mohabbat ke Naam Sajate hai.....

Khata nahi isme kisi aur na hee yeh koi Jurm hai......
Bas hota hai yeh TaQdeer me yahi uss Khuda ka Hukm hai......

Anjuman me uski Deewane jeete hai......
Mehboob ki hee Aankhon se Jaam hum AshiQue peete hai......

Adaa hai uski kuch iss tarah Nishili......
Ke Harr Shayar Badnaam ho jaye......

Guzar jaye WaQt yoon ke.......
Ke Lamha bhi beet ke Shabaab ho jaye.......!!!!!


humari adhaon ka nahi....
yeh tu nazar hai uski...jo humhe nishili pati hai...

humari ankhoin ka jaam nahi
yeh tu woh sharab hai uski mohabbat ki jo humhe sharbai kar jati hai...

humari yeh mohabbat nahi...
yeh tu naseebon ke khel hain...jo humhe unse milati hai....

innh kismatoon ki wajah se hum dono akh hogaye...
isse ishq ki gali mein hum bhi badnaam hogaye :D:D:D:D:D:D
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #19 on: December 27, 2006, 03:28:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Quote from: "badnaam_shayar"
Deewane hoke jab Do Dil mil jaate hai....
Toh hum AShiQue uss Rishte ko Mohabbat ke Naam Sajate hai.....

Khata nahi isme kisi aur na hee yeh koi Jurm hai......
Bas hota hai yeh TaQdeer me yahi uss Khuda ka Hukm hai......

Anjuman me uski Deewane jeete hai......
Mehboob ki hee Aankhon se Jaam hum AshiQue peete hai......

Adaa hai uski kuch iss tarah Nishili......
Ke Harr Shayar Badnaam ho jaye......

Guzar jaye WaQt yoon ke.......
Ke Lamha bhi beet ke Shabaab ho jaye.......!!!!!


Wooow bahut khoob ji..

Wo jo meri aankhon ki chamak tha
Jo meri honton ki tabassum tha
Jo meri dil ki darkhan ki manand tha
Jo meri wajood main ruh ki tarah tha
Jo mere chehre ka noor tha
Wo toh shayad samaj hii nahi paya
Ke sab kuch toh ussee ki badaulat tha
Khata tha aisa hii dekhna chahe
Mera dil tumko hameishaan
Phir kyu chord gaye wo mujhe?
Kyu chamakte aankhon ko band kar gaya?
Kyu muskurate honton ko see gaya?
Kyu dil ki darkhan cheen le gaya?
Kyu is jism ko be-ruh kar gaya?
Kyu is chehre ko be-noor kar gaya?

Wo toh shayad samaj hii nahi paya
Ke sab kuch toh ussee ki badaulat tha...!!
[/color]


Thnx Roja ji.....Fikar na kariye insaan jaata hee aane ke liye hai......Wonderfull Job by you......!!!!!!!

Noor na churaya hota......
Toh aaj hum kaise jee paate......

Tadapte rehte inn andhere saaye me......
Aur tum bin ghut ghut ke mar jaate.......

Ek yaad hai tumhari......
Jisme Hoton ki Gustakhiyan yaad hai......

Tumse milna ho dubara.......
Deewane ki yahi ek FAriyaad hai.......

Keh na pao jo kuch Lafz......
To Dil pe likh lena......

Salaam bheja hai humne Mahobbat ka......
Ise sirf ek Martaba padd lena.......!!!!!!!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #20 on: December 27, 2006, 05:27:36 PM »
Reply with quote
bahut achche badnaam bhai....kya khoob alfaz hai
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:14:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer