HUM LOG YE KAR KYA RAHE HAIN

by arifuddin on May 21, 2010, 03:42:42 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1053 times)
arifuddin
Guest
Reply with quote
mare jazbaat dil me rehkar sadh rahe hain
wo  meri dil_e_band kitaab badh rahe hain

Roz nayi Qabr chapti hai Aqbaar me meri
koi Aashiqi se pagal koi Gum se marrahe hain

Ma paab sare rishte daar be Maani hogaye
samjhte hain wo Hum biwi k Gulaam banrahe hain

sabto sunte hain kisi na kisi ki yaro
hum apne dil ki sunke bas Aaram kar rahe hain

wo roothe to mana na bhi meraa hi kaam hogaya
Qus ho hoto ha ha ha rulane ka intzaam kar rahe hain

hum apni Zindgi me kyun ye kaam kar rahe hain
Qama Qaa k apni image ko bad naam kar rahe hain

              read2       BangHead
       

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyar kiye jaa rahe hain by sanya310 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
***sab dei rahe hain saath fir bhi*** by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
"ulajh rahe hain sambhal rhe hain" by aaina in Ghazals « 1 2  All »
Bujh Rahin Hain Saansein Jal Rahe Hain Hum by ehsaas chahat ka in Shayri for Dard -e- Judai
Ve Chale Jaa Rahe Hain........nm by ANAAM in Share:Miscellaneous Shayari
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: May 21, 2010, 04:21:42 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Arif Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: May 21, 2010, 05:48:20 AM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))Wah wah Arif jibahut khoob,ek alag andaaz mein likha aapne,keep it up.excellent.aise hi araam karte raho,zindagi bhi araam se katt jayega. icon_salut Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: May 21, 2010, 05:53:51 AM »
Reply with quote
wah wah Arifuddin ji.mazaa aa gaya aapki likhi nazm padhkar. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Gar zazbaaton mein hum thoda preservative mila dein.
Sach hamesha ke liye taaza zazbaaton ki khaan bana dein.



fir
mare jazbaat dil me rehkar sadh rahe hain
wo  meri dil_e_band kitaab badh rahe hain

Roz nayi Qabr chapti hai Aqbaar me meri
koi Aashiqi se pagal koi Gum se marrahe hain

Ma paab sare rishte daar be Maani hogaye
samjhte hain wo Hum biwi k Gulaam banrahe hain

sabto sunte hain kisi na kisi ki yaro
hum apne dil ki sunke bas Aaram kar rahe hain

wo roothe to mana na bhi meraa hi kaam hogaya
Qus ho hoto ha ha ha rulane ka intzaam kar rahe hain

hum apni Zindgi me kyun ye kaam kar rahe hain
Qama Qaa k apni image ko bad naam kar rahe hain

              read2       BangHead
       


Logged
mdarif
Guest
«Reply #4 on: May 21, 2010, 05:59:21 AM »
Reply with quote
Shukriya madhuwesh ji aur sab kaa is daad k liye
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:04:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer