Hum Mohabbat Kareinge

by CoolGirl on December 11, 2006, 12:19:51 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 7283 times)
CoolGirl
Guest
«Reply #15 on: December 19, 2006, 09:11:28 AM »
Reply with quote
ishq hai be khudi hai kia bas teri arzoo hai jaan
poocho na zindagi hai kia bas teri arzoo hai jaan

phulon ki taazgi hai kia chand ki chandni hai kia
rang hai roshni hai kia bas teri arzoo hai jaan

meri har ek soch ki hai teri zaat tak uraan
our meri shayari hai kia bas teri arzoo hai jaan

mere shaam-e-fikar mein hai tere pyaar ki mehek
phool hai kia kali hai kia bas teri arzoo hai jaan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat by mnajmi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
mohabbat by sabreena in Shayri-E-Dard
mohabbat by VIKRANT in Shayri for Dard -e- Judai
mohabbat by nishita in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 13 14 »
Mohabbat Ki Keemat Adaa Hum Kareinge,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
CoolGirl
Guest
«Reply #16 on: December 19, 2006, 09:12:09 AM »
Reply with quote
kuchh udas kuchh khamosh

kuchh bebas si lakeerien mere

haath ki

Dhundti rehti hun aksar in lakeeron main

Ek lakeer tere nam ki

Kuchh malum bhi hey

Kuchh dil bhi janta hey

Ke in lakeeron me koi lakeer nahi tere naam ki

Phir bhi naa jane keyon dhundti Rehti hun

Aksar ek lakeer tere naam ki

Ek lakeer

tere naam ki....

TereNaam
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #17 on: December 19, 2006, 09:12:44 AM »
Reply with quote
kuchh udas kuchh khamosh

kuchh bebas si lakeerien mere

haath ki

Dhundti rehti hun aksar in lakeeron main

Ek lakeer tere nam ki

Kuchh malum bhi hey

Kuchh dil bhi janta hey

Ke in lakeeron me koi lakeer nahi tere naam ki

Phir bhi naa jane keyon dhundti Rehti hun

Aksar ek lakeer tere naam ki

Ek lakeer

tere naam ki....

TereNaam
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #18 on: December 19, 2006, 09:13:19 AM »
Reply with quote
Kash Main Muhabbat Na Kartaa Us Say
Wo is Tara Muhabbat Main ruswaa To Na Karta
Kash Main Ankhon Ka Kajol Na Hota us Ki
Wo is Tara Ankon say Nikal to Na dayta
Kash Main Dil ki darkan na hota us ki
Wo is tara dil sayy Nikal to na dayta
Kash Main Tanhaii kaa sathi na hota us ki
Wo is tara tanhaa chor too na daytaa
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #19 on: December 19, 2006, 09:15:58 AM »
Reply with quote
phooloon say pyaar hawa say piyaar akhir kai cheez hai piyaar bataon mein piyaar lafzoon mein piyaar hotoon mein piyaar Teri her ada mein piyar KiON Hota hia piyaar. Her dil ki murraad hai piyaar dil say dil ki raha hai piyaar her rishtay ki buniyaad hai piyaar tujh mein piyaar mujh mein piyaar ... zindagi ki shorowaat hai piyaar moat k baad hia piyaar her jahga hai piyaar..... ajj say hahi piyaar kal say tha piyaar.. garz ye k her pal say hai piyaar Do diloon k beach hota hia piyaar ashiq ko mehbooba say hota hia piyaar Tum ko hai piyaar mujhay hai piyaar to kiss baat ka hai intezaar.. Aoo saab saath mein karain piyaar.. her piyar k badlay piyaar nahi her piyaar ka matlaab piyaar nahi ye piyaar na ho to na tum ho na hum.. kisi ki khushi hai piyar to kisi ka gum hai piyar..
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #20 on: December 19, 2006, 09:16:24 AM »
Reply with quote
phooloon say pyaar hawa say piyaar akhir kai cheez hai piyaar bataon mein piyaar lafzoon mein piyaar hotoon mein piyaar Teri her ada mein piyar KiON Hota hia piyaar. Her dil ki murraad hai piyaar dil say dil ki raha hai piyaar her rishtay ki buniyaad hai piyaar tujh mein piyaar mujh mein piyaar ... zindagi ki shorowaat hai piyaar moat k baad hia piyaar her jahga hai piyaar..... ajj say hahi piyaar kal say tha piyaar.. garz ye k her pal say hai piyaar Do diloon k beach hota hia piyaar ashiq ko mehbooba say hota hia piyaar Tum ko hai piyaar mujhay hai piyaar to kiss baat ka hai intezaar.. Aoo saab saath mein karain piyaar.. her piyar k badlay piyaar nahi her piyaar ka matlaab piyaar nahi ye piyaar na ho to na tum ho na hum.. kisi ki khushi hai piyar to kisi ka gum hai piyar..
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #21 on: December 19, 2006, 10:54:09 AM »
Reply with quote
kal raat meray pass aik haseena aye
mujhy rota daikh k wo muskarye
kaha gham hai koi tum ko bhi lag gaya
kaun hai bhala yahaan dukh se bacha huwa
mujh ko lagta to nahin tumhara gham utaar doongi
haan itna to zaroor hai tumko bepanah pyaar doongi

ye baatien sun k uski ek hasrat hui paida
laga k jaise nai muhabbat hui paida

bhool gaya kya gham laga tha mujh ko
kitna gehra zakhm laga thaa mujh ko

bewafa tum hoo naa jana ae nae dost apne
k bohot hota hai dard jab toot te hain sapne
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #22 on: December 19, 2006, 10:59:20 AM »
Reply with quote
woh dekho chand nikla hai
sitarai jagmagae hain,
humari muntazir ankhain
duain mangti ankhain
tumhain hi sochti ankhain
tumhain hi dhondti ankhain
tumhain wapis bulati hai
yeh dil jab bhi dharakta hai
tumara naam leta hai
yeh ansu jab bhi behtai hain
tumhare dukh mei behtai hain
k barish jab bhi hoti hai
tumain hi yaad kerte hain
khushi koi jo aye bhi tumhare bin adhori hai
suno tum lot aaona
suno tum lo aaona...
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #23 on: December 20, 2006, 06:30:01 AM »
Reply with quote
Jab Dekha Tere Aankhon Mein Maine
Thum Sa Gaya Yeh Dil Mera..
Jab Chuma Labbo Ko Tera
Khil Sa Gaya Yeh Dil Mera..
Jab Aaye Tum Meri Banho Main
Mahek Sa Gaya Yeh Dil Mera..
Jab Aaya Waqt Juda Hone Ka Tum Se
Udaas Ho Gaya Yeh Dil Mera..
Aab Ye Aalam Hai
Utthi Hai Nazre Jaha
Chehra Tumhara Hota Hai Waha
Mujh Se Kehta Hai Yeh Dil Mera
Le Chaal Wapas Mujhe Un Banhon Main
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #24 on: December 20, 2006, 06:30:24 AM »
Reply with quote
Jab Dekha Tere Aankhon Mein Maine
Thum Sa Gaya Yeh Dil Mera..
Jab Chuma Labbo Ko Tera
Khil Sa Gaya Yeh Dil Mera..
Jab Aaye Tum Meri Banho Main
Mahek Sa Gaya Yeh Dil Mera..
Jab Aaya Waqt Juda Hone Ka Tum Se
Udaas Ho Gaya Yeh Dil Mera..
Aab Ye Aalam Hai
Utthi Hai Nazre Jaha
Chehra Tumhara Hota Hai Waha
Mujh Se Kehta Hai Yeh Dil Mera
Le Chaal Wapas Mujhe Un Banhon Main
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #25 on: December 20, 2006, 06:30:53 AM »
Reply with quote
Meri Nazar Say Kabhi Jo Eik Dafa Dehko
Apne Liye Piyar Hi Piyar Chahat To Dehko
 
Tum Ko Sab Batane Mein Lage Gi Muddat Mujhay
Ho Sakay Tu Har Lamhay Ko Mehsoos Karkey To Dehko
 
Dhondti Hai Hartaraf Dil Ki Bayqarari Jessey
Aey Dil! Mein Ussay Kidhar Kidhar Ko Dehko
 
Hona Na Khabhi Tum Mujh Sey Juda..
Qabool Hote Huay Kash Meri Dua Ko Dehko
 
Nahi Chahyeh Apni Chahat Ka Koi Silah
Bas Teeri Nazar Main Apne App Ko Dekhon
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #26 on: December 20, 2006, 06:31:17 AM »
Reply with quote
Meri Nazar Say Kabhi Jo Eik Dafa Dehko
Apne Liye Piyar Hi Piyar Chahat To Dehko
 
Tum Ko Sab Batane Mein Lage Gi Muddat Mujhay
Ho Sakay Tu Har Lamhay Ko Mehsoos Karkey To Dehko
 
Dhondti Hai Hartaraf Dil Ki Bayqarari Jessey
Aey Dil! Mein Ussay Kidhar Kidhar Ko Dehko
 
Hona Na Khabhi Tum Mujh Sey Juda..
Qabool Hote Huay Kash Meri Dua Ko Dehko
 
Nahi Chahyeh Apni Chahat Ka Koi Silah
Bas Teeri Nazar Main Apne App Ko Dekhon
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #27 on: December 20, 2006, 06:31:41 AM »
Reply with quote
Mohabbat main asar hoga to ek din tum ko paalenge

Kisi surat se hum bigrri hui Kismat banalenge
 
Sitaron main Phoolon main Chaand main tum mil hi jaoge

Kahan tak hai mohabbat main haqeeqat aazma lenge
 
Zamaane ko dikha denge ke do DIL kaise milte hain

Is duniya main hum tum doosri duniya basalenge
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #28 on: December 20, 2006, 06:40:08 AM »
Reply with quote
Meri Dil Ki Har Ek Dhadkan,
Tere Dil Ne Churaali hai,
Kiya Hai Humne Toh Izhaar,
Ke Ab Baari Tumhari Hai,
Jo Tum Keh Do Yeh Bas Ek Baar,
Ke Meri Dhadkan Tumhari Hai,
Dikha Denge Mohabbat,
Apni Duniya Se Nirali Hai.
Logged
CoolGirl
Guest
«Reply #29 on: December 20, 2006, 11:54:00 AM »
Reply with quote
jatay jatay kerna yeh karam
daytay jana apna pata tum sanam

na jaan pahay tujhay itnay arsay mai ham
janay laghay ho tuo kuch tou samja jaho tum

kabbhi kisi lamhay,agar yaad karo gay
paho gay mujhay apnay kareeb har kadam

chaha tou bohat tha ham nay
saath rahay hamara tumhara har dam

laykan mayri mohabbat hamyshan yaktarfa he rahi
dil behlana tou chaha tum nay,mohabbat kar nahi pahay tum

chahnay walay tou bohat mil jahain gay
ham sa kabhi dound nahi paho gay tum

dukh had say bar jahain tou askh chupahay nahi chuptay
kush nazar aahay ga tuj ko har kohi,aankhain band agar kr lo tum

abb tou bas aik he dua hai har dam
jin k liyay thukraya tum nay mujhay
wo kushiyan milain tujhay har qadam
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:27:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer