Hum Nay Kaajal Se Jo Aankhon Ko Saaja Rakha Hai ............

by waheed_rose2004 on February 05, 2005, 03:48:04 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3492 times)
waheed_rose2004
Guest
Reply with quote
Hum Nay Kaajal Se Jo Aankhon Ko Saaja Rakha Hai
Ek Khat Hai Ke Teray Naam Likha Rakha Ha

Aap Jab Chaahe Rula Dijiye Aankhen Meri
Main Ne Uss Aag Ko Phoolon Mein Saja Rakha Hai

Jo Dahakta Hai Har Ek Sinay Mein Dharkan Ban Kar
Naam Uss Pyar Ka Logon Nay Khuda Rakha Hai

Unki Aankhon Ki Nawaazish Hai Meray Sher Saba
Hum Nay Andaaz-E-Ghazal Sab Se Juda Rakha Hai............(nm)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kalaa kaajal by desikuri in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
KAAJAL KA KAHAR.....MKV by mkv in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Us Ki Aankhon Se bhi Behta Hua Kaajal Dekha by Kashifib in Shayri-E-Dard
kaajal ki dor se tumhe bandhne ka waada tha.. charan.. by lovely_charan in Shayri for Khumar -e- Ishq
aankhon se kaajal churane do by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2005, 04:09:40 AM »
Reply with quote
very nice  Waheed....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: February 07, 2005, 04:21:41 AM »
Reply with quote

Yaqeen hai keh na aaye ga mujh se milne koi
Tau phir yeh dil ko mere, intezaar kaisa hai..
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2005, 05:50:43 AM »
Reply with quote
Beautiful... :lol:
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2005, 05:58:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Hum Nay Kaajal Se Jo Aankhon Ko Saaja Rakha Hai
Ek Khat Hai Ke Teray Naam Likha Rakha Ha

Aap Jab Chaahe Rula Dijiye Aankhen Meri
Main Ne Uss Aag Ko Phoolon Mein Saja Rakha Hai

Jo Dahakta Hai Har Ek Sinay Mein Dharkan Ban Kar
Naam Uss Pyar Ka Logon Nay Khuda Rakha Hai

Unki Aankhon Ki Nawaazish Hai Meray Sher Saba
Hum Nay Andaaz-E-Ghazal Sab Se Juda Rakha Hai............(nm)

very nice wordind  waheed ji

jab daraktha hai har ek sine mein darkan banke
jab khud hi logon ne pyar ka naam khuda rakha hai
phir bhi kyun ruswa karte hai zamane wale mahobat ko
jise khuda kaho use ruswa karo ye paatth kisne unhe pada rakha hai
kyunnahi samajte k pyar ne hi tuh zamane mein khuda ko zinda rakha hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: February 07, 2005, 09:11:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

us waqt yaad uthi hai dil mein arzo ban k
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: February 07, 2005, 09:15:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "waheed_rose2004"
Hum Nay Kaajal Se Jo Aankhon Ko Saaja Rakha Hai
Ek Khat Hai Ke Teray Naam Likha Rakha Ha

Aap Jab Chaahe Rula Dijiye Aankhen Meri
Main Ne Uss Aag Ko Phoolon Mein Saja Rakha Hai

Jo Dahakta Hai Har Ek Sinay Mein Dharkan Ban Kar
Naam Uss Pyar Ka Logon Nay Khuda Rakha Hai

Unki Aankhon Ki Nawaazish Hai Meray Sher Saba
Hum Nay Andaaz-E-Ghazal Sab Se Juda Rakha Hai............(nm)

very nice wordind  waheed ji

jab daraktha hai har ek sine mein darkan banke
jab khud hi logon ne pyar ka naam khuda rakha hai
phir bhi kyun ruswa karte hai zamane wale mahobat ko
jise khuda kaho use ruswa karo ye paatth kisne unhe pada rakha hai
kyunnahi samajte k pyar ne hi tuh zamane mein khuda ko zinda rakha hai

ur  welcome   aryan...........dhadkan..........sandhaya.....nav eed........

very  nice  sandhaya,,,,,,,,,,,,,,,,,,,aryan.............naveed...........

Dil Mein Jazbaat Nigaahon Mein Asar Rakhtay Hain
Unko Diwaana Bananey Ka Hunar Rakhtay Hain

Aap Kis Kis Ki Zuban Band Karenge Aakhir
Kahnay Walay Kahin Kahnay Mein Kasar Rakhtay Hain..................
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #7 on: February 07, 2005, 09:42:56 AM »
Reply with quote
kya baat hai
maag gaye waheed jee...aur good one sandhaya and faree..
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #8 on: February 07, 2005, 09:49:23 AM »
Reply with quote
Pathar ke khuda pathar kay sanam,
pathar ke hi insaan paye hai.....
Tum shehar-e-mohabbat kehtay ho,
hum jaan bacha kar aayey hai......
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #9 on: February 07, 2005, 10:09:31 AM »
Reply with quote
Banake kajal tuje aankhon me saja loon,

Banake aanchal tujhe tan se lapet loon,

Banake phool tujhe apni zulfon pe saja loon,

Banke muskaan teri hoton pe rahoon,

Banke saya tere saath chaloon,

Chahat meri bas yehi hai aakhri,

Banke dhadkan sada tere dil me rahoon..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:24:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer