----- /// Humein kashish si ho gayi hai /// -----

by klaskar on August 25, 2010, 02:45:40 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1067 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote


tere pehle sparsh ki mehek hamaare saanson me bas gayi hai,
hawaaon me ghul ke wo mehek humein madhosh si kar gayi hai,

tere naram gulaabi hothon ko chhua tha humne apne hothon se,
maano hamaare pyaase hothon ki ek khwaish poori si ho gayi hai,

tamanna hamaari bhi hai tujhe baahon me bharke pyaar karne ki,
tere kareeb na hone se jaise ye barsaat bhi niras si ho gayi hai,

aaja aake lag ja hamaare seene se hamaari saanson ko ek kar de,
ab to lagta hai ki jaise tujhse milke sadiyaan si ho gayi hai,

faila de aake ek baar apni julfon ke baadal hamaare chehre pe,
ab to tere aane ke intezaar ki intehaa si ho gayi hai,

bharke tujhe baahon me hum teri har  kasak mita de,
tere saanson ki mehek se humein kashish si ho gayi hai...


*****HRIDAY*****
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyaar ek kashish ........aadat ho gayi by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashish by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kashish by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
********* Kashish kyun kho gayi********** by salil2002 in Shayri-E-Dard
kashish by 1234jamil in Shayri for Khumar -e- Ishq
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: August 25, 2010, 06:00:53 PM »
Reply with quote


tere pehle sparsh ki mehek hamaare saanson me bas gayi hai,
hawaaon me ghul ke wo mehek humein madhosh si kar gayi hai,

tere naram gulaabi hothon ko chhua tha humne apne hothon se,
maano hamaare pyaase hothon ki ek khwaish poori si ho gayi hai,

tamanna hamaari bhi hai tujhe baahon me bharke pyaar karne ki,
tere kareeb na hone se jaise ye barsaat bhi niras si ho gayi hai,

aaja aake lag ja hamaare seene se hamaari saanson ko ek kar de,
ab to lagta hai ki jaise tujhse milke sadiyaan si ho gayi hai,

faila de aake ek baar apni julfon ke baadal hamaare chehre pe,
ab to tere aane ke intezaar ki intehaa si ho gayi hai,

bharke tujhe baahon me hum teri har  kasak mita de,
tere saanson ki mehek se humein kashish si ho gayi hai...


*****HRIDAY*****

Klaskar Jee Aadaab

Ahsaas behad achche hai aur tehreer bhi khoob bani hai, saaf bayaaN kiya hai aapne....

Daad kabool kijiye Janab.....

Likhate rahiye..
Khush rahiye....
Khuda Hafez...... Usual Smile
         

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #2 on: August 25, 2010, 06:57:36 PM »
Reply with quote
good one kapil ji.....

par ye better ho sakti thi




Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 25, 2010, 07:16:21 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Parwaaz ji...!!!!

Klaskar Jee Aadaab

Ahsaas behad achche hai aur tehreer bhi khoob bani hai, saaf bayaaN kiya hai aapne....

Daad kabool kijiye Janab.....

Likhate rahiye..
Khush rahiye....
Khuda Hafez...... Usual Smile
         


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: August 25, 2010, 07:17:27 PM »
Reply with quote
thank you hai ji... haan mujhe bhi laga ... pata nahi kyun poems ban hi nahi rahi hain aajkal...

good one kapil ji.....

par ye better ho sakti thi





Logged
santosh sahu
Guest
«Reply #5 on: August 26, 2010, 08:11:54 PM »
Reply with quote
 :icon_flower:wah
kya khub likha hai
wah wah
kya dard bayan kiya hai
totally realistic
thanks

Santosh kumar Sahu hello
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: August 26, 2010, 08:46:16 PM »
Reply with quote
ji shaayari me kuch realistic na ho to mazaa bhi nahi aataa... pasand karne ke liye bahut bahut shukriya sarkaar....!!!

:icon_flower:wah
kya khub likha hai
wah wah
kya dard bayan kiya hai
totally realistic
thanks

Santosh kumar Sahu hello
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: August 31, 2010, 02:38:43 AM »
Reply with quote


tere pehle sparsh ki mehek hamaare saanson me bas gayi hai,
hawaaon me ghul ke wo mehek humein madhosh si kar gayi hai,

tere naram gulaabi hothon ko chhua tha humne apne hothon se,
maano hamaare pyaase hothon ki ek khwaish poori si ho gayi hai,

tamanna hamaari bhi hai tujhe baahon me bharke pyaar karne ki,
tere kareeb na hone se jaise ye barsaat bhi niras si ho gayi hai,

aaja aake lag ja hamaare seene se hamaari saanson ko ek kar de,
ab to lagta hai ki jaise tujhse milke sadiyaan si ho gayi hai,

faila de aake ek baar apni julfon ke baadal hamaare chehre pe,
ab to tere aane ke intezaar ki intehaa si ho gayi hai,

bharke tujhe baahon me hum teri har  kasak mita de,
tere saanson ki mehek se humein kashish si ho gayi hai...


*****HRIDAY*****

Bahut Khoob Kapil
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: August 31, 2010, 06:06:52 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut Khoob Kapil
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:20:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.166 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer