Humne Pyar Ko Pooja Samjha ::::::::::::::-----

by fakharenaveed on June 13, 2005, 08:19:31 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1589 times)
fakharenaveed
Guest
Reply with quote
Tum Pyar Ko Puja Nahin, Khel Samajhte Ho,
Isliye Aaj Mein Ek Pujari, Aur Tum Ek Khiladi Ho

Hum Pujari Bankar Ji Rahen Hain, Aur Tum Khiladi,
Pucho Apne Aap Se, Hum Dono Mein Se Kaun Hai Anadi.

Hamara Dharm Pyar Hai, Aur Aapka Khilvar,
Ab Mein Nahin Kar Sakta, Kisi Hasina Pe Aitbar

Humne Aapke Siva, Kisi Aur Ka Khayal Tak Na Kiya,
Aur Badle Mein Aapne, Humko Yeh Sila Diya

Kash Aapko Mere Dard Ka Ahsaas Hota,
Kash Aapko Bhi Koi Milkar Khota

Aapne Pyar Ko Puja Nahin, Khel Samajhkar Kiya,
Aaj Ek Aur Hasina Ne, Is Devdas Ko Dhokha Diya
Logged
amrita
Guest
«Reply #1 on: June 13, 2005, 09:27:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"

mein pyaar ki pujaran
mujhe pyaar chaiye
mein woh haseena hu
jisse sacha dildaar chaiye!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #2 on: June 13, 2005, 09:32:31 PM »
Reply with quote
hmmmmmmmmm

yeh tu song hai na

Suna hai ab ke woh udaas rehta hai,

Us se kahon ke woh udaas na ho Kyun ke!

Us ki udaasi ke saath,

us ki aankhain bhi Num num si lagti hain,

Us ke hoonth bhi Chup chup se lagte hain,

Us ke yeh chup hoonth aur num aankhain,

Meri kamzori hain,

Us se kaho!

Woh udaas na ho,

Jo woh chahta hai,

mujh se le lay,

Be shak Chahe mujhe na,

apne man pasand saathi ke sang ho jaye,

Kyun ke!

Us ki udaasi meri kamzori hai
Logged
amrita
Guest
«Reply #3 on: June 14, 2005, 09:10:45 AM »

unki ek kamzori ka humne bahut fayda uthaya
unki ek galti par unhe sau baar rulaya hai
har choti baat par aakhen nam ho jati hai
woh saari raat jaaagta hai,yeh soch kar
aisa kaunsa sitam dhaaya hai
aaj  fir humne unko itna kyon rulaaya hai...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #4 on: June 14, 2005, 08:30:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"

Kiun woh mujhay rulati hai
kiun woh mujhay trpati hai
kiun woh mujhay yaad ati hai
kiun mere dil mein bas jati hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: June 14, 2005, 08:31:35 PM »
Reply with quote
aik diya dil main jalana bhi, bhuja bhi daina
Yaad karna bhi us se roz, bhula bhi daina

Kia kahoon yeh meri chahat hai ke nafrat us ki
Naam likhna bhi mera, likh ke mitta bhi daina

Phir na milne ko bicharta to hoon tujh se lakin
Mur ke dekhoon to palatne ki dua bhi daina

Khat bhi likhna us se, mayoos bhi rehna us se
Jurm karna bhi magar saza bhi daina

Mujh ko rasmoon ka takkaluf bhi gawaara lakin
Jee main aaye to yeh deewaar gira bhi daina

Us se mansoob hi kar lain puraane Qisse
Us ke baloom main naya phool saja bhi daina

Surat-e-naqsh-e-qadam, dasht main rehna
Apne hone se na hone ka pata bhi daina
Logged
amrita
Guest
«Reply #6 on: June 15, 2005, 04:47:28 PM »

humein jitna pyaar diya kisi aur ko mat daina
bewaafi ka ilzaam hume mat daina

hum par itni meherbaani kar daina
ulfat ki har nishaani mita daina
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: June 15, 2005, 07:52:29 PM »
Reply with quote
Ulfat ki nishani mitay  nahin jati
dil s tum tu bhulai nahin jati
aab tu mujh s aur meri jaan
tum s yeh judai shi nahin jati
Logged
amrita
Guest
«Reply #8 on: June 15, 2005, 10:09:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Ulfat ki nishani mitay  nahin jati
dil s tum tu bhulai nahin jati
aab tu mujh s aur meri jaan
tum s yeh judai shi nahin jati

bhulkar kehtey ho bhulayi nahi jaati
juda karke  kehtey ho judaai sahi nahi jaati...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #9 on: June 15, 2005, 10:12:20 PM »
Reply with quote
Hazaro phoolon se sajaayi gayi hain meri kabr
Ek phool ki mahak hi kafi thi, jab tak tha zami par

Utha lete the kal tak jo log apne shabdo ke zor par
Utha nahi paye aaj wohi log apne kandho ke zor par

Kapkapi de jaate hein ye thande ashq aaj mere kafan ko bhigo kar
Bade garam the wo ashq kal tak, jo sukh jaate the mere dil ko bhigo kar

Diya jalaa kar aaj jo chale jaate hein meri kabr par
kambhaqt saath rehkar to jalte the, jab tak tha zami par
Logged
amrita
Guest
«Reply #10 on: June 16, 2005, 11:08:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Hazaro phoolon se sajaayi gayi hain meri kabr
Ek phool ki mahak hi kafi thi, jab tak tha zami par

Utha lete the kal tak jo log apne shabdo ke zor par
Utha nahi paye aaj wohi log apne kandho ke zor par

Kapkapi de jaate hein ye thande ashq aaj mere kafan ko bhigo kar
Bade garam the wo ashq kal tak, jo sukh jaate the mere dil ko bhigo kar

Diya jalaa kar aaj jo chale jaate hein meri kabr par
kambhaqt saath rehkar to jalte the, jab tak tha zami par

safaaid rang  kya bahut pasand kartey ho
apna kafan jald pehn ne ka intezaar kartey ho
humesha marne ki baatein kartey ho
humse ishq ki jagah kahi nafrat toh nahi kartey ho..
Logged
kumaravasthi
Guest
«Reply #11 on: June 16, 2005, 03:10:14 PM »
Reply with quote
Naveed Ji and Amrita ji,

Aisa lag raha hai jaise aap log meri baat kar raho ho.

Waise Itna strong Post-Reply Pahli Baar dekha hai is site par. I got lost Completly.

Lage raho  :arrow:   :arrow:
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: June 16, 2005, 06:39:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
Hazaro phoolon se sajaayi gayi hain meri kabr
Ek phool ki mahak hi kafi thi, jab tak tha zami par

Utha lete the kal tak jo log apne shabdo ke zor par
Utha nahi paye aaj wohi log apne kandho ke zor par

Kapkapi de jaate hein ye thande ashq aaj mere kafan ko bhigo kar
Bade garam the wo ashq kal tak, jo sukh jaate the mere dil ko bhigo kar

Diya jalaa kar aaj jo chale jaate hein meri kabr par
kambhaqt saath rehkar to jalte the, jab tak tha zami par

safaaid rang  kya bahut pasand kartey ho
apna kafan jald pehn ne ka intezaar kartey ho

Zindgi bhr ka saath nahin de skoon ga
Ghum hain pas tu khsuhi anhin de skoon ga
humesha marne ki baatein kartey ho
humse ishq ki jagah kahi nafrat toh nahi kartey ho..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:45:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer