humne rishta nibhaya hai

by rita mal on June 27, 2013, 06:07:07 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 765 times)
rita mal
Guest
Reply with quote
sholon aur sharaaron se mujhe koi gila nahi
Mera ghar ek barfnuma insaan ne jalaya hai

Jab jab apni soorat dekhni chaahi aaine mein
Us zaalim dushman ka chehra hi nazar aaya hai

Humne apne dil ke zakhm dil me hi rakhe the
Aur dard ko apni aankhon mein chupaya hai

Qurbaten thin jahaan wahan faasle ho gaye
Un faaslon se pare humne rishta nibhaya hai

Ek woh jisne mere raaz ko Ishtehaar banaakar
Sare-aam mujhe ahsaas-e-sharm karaya hai

pyaar ko dafan karna bus me nahi lekin maine
dil ke taaboot me unhen  zabardasti sulaya hai

us magroor ne badi bedardi se kabr khodi aur
kafan se be-pardaah mera ishq dafnaaya hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAIN NE WADA NIBHAYA HAI, by muneeb in Shayri-E-Dard
Jinse Risht Nibhaya... by daljeet_faqeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dil aur aankh ka rishta bhi kiya rishta hai ....bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
Apna Kartav nibhaya by anmolarora in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
bus nibhaya na gaiya by Risk in Shayri for Khumar -e- Ishq
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: June 27, 2013, 06:22:51 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Rita Ji.!!Really Wonderful.
Logged
MinakshiGil
Guest
«Reply #2 on: June 27, 2013, 06:41:58 PM »
Reply with quote
wadiya yar
Logged
nashwani
Guest
«Reply #3 on: June 27, 2013, 06:50:50 PM »
Reply with quote
bahut achha likha hai rita jee..dhero daad..-)
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: June 27, 2013, 06:56:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut khoob... dheron daad...
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #5 on: June 27, 2013, 09:05:36 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB..... Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: June 27, 2013, 10:50:53 PM »
Reply with quote
sholon aur sharaaron se mujhe koi gila nahi
Mera ghar ek barfnuma insaan ne jalaya hai

Jab jab apni soorat dekhni chaahi aaine mein
Us zaalim dushman ka chehra hi nazar aaya hai

Humne apne dil ke zakhm dil me hi rakhe the
Aur dard ko apni aankhon mein chupaya hai

Qurbaten thin jahaan wahan faasle ho gaye
Un faaslon se pare humne rishta nibhaya hai

Ek woh jisne mere raaz ko Ishtehaar banaakar
Sare-aam mujhe ahsaas-e-sharm karaya hai

pyaar ko dafan karna bus me nahi lekin maine
dil ke taaboot me unhen  zabardasti sulaya hai

us magroor ne badi bedardi se kabr khodi aur
kafan se be-pardaah mera ishq dafnaaya hai



waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah rita ji Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: June 28, 2013, 12:34:49 AM »
Reply with quote
Bahut khoob
Jab jab apni soorat dekhni chaahi aaine mein
Us zaalim dushman ka chehra hi nazar aaya hai
Applause
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013


View Profile
«Reply #8 on: June 28, 2013, 12:53:11 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Ati Sunder.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: June 28, 2013, 01:06:52 AM »
Reply with quote
sholon aur sharaaron se mujhe koi gila nahi
Mera ghar ek barfnuma insaan ne jalaya hai

Jab jab apni soorat dekhni chaahi aaine mein
Us zaalim dushman ka chehra hi nazar aaya hai

Humne apne dil ke zakhm dil me hi rakhe the
Aur dard ko apni aankhon mein chupaya hai

Qurbaten thin jahaan wahan faasle ho gaye
Un faaslon se pare humne rishta nibhaya hai

Ek woh jisne mere raaz ko Ishtehaar banaakar
Sare-aam mujhe ahsaas-e-sharm karaya hai

pyaar ko dafan karna bus me nahi lekin maine
dil ke taaboot me unhen  zabardasti sulaya hai

us magroor ne badi bedardi se kabr khodi aur
kafan se be-pardaah mera ishq dafnaaya hai


bahut khoob...........!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: June 28, 2013, 02:52:54 PM »
Reply with quote
bahut hi khoobsurat
keep on writing pls


jasbir singh
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #11 on: July 01, 2013, 12:54:13 PM »
Reply with quote
beautiful
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:21:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.237 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer