~Saloni~
Guest
|
«Reply #105 on: April 23, 2005, 06:08:34 AM » |
|
zindagi ne nayi adaa li hai ab se badalkar sadaa li hai
darde-dil bhi ab lage pyara jaane kis dil ki duvaa li hai
jee raha is yaqeen ke saath umr jaise kuch badha li hai
mehak rahi dil ki gali jabse kali aarzoo ki khilaa li hai
har khushi ab uske dam se ghamon ko jisne apnaa li hai
mit gaye tanhaiyon ke saaye qurb ki shamey jalaa li hai
hai faislaa apna usi ke haath haal-e-dil jise sunaa li hai
karke inkaar kiya usne iqraar baat bigadi "fer" banaa li hai
Fahim Solkar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Falling_heart
Guest
|
|
«Reply #106 on: April 23, 2005, 07:26:57 AM » |
|
zindagi ne nayi adaa li hai ab se badalkar sadaa li hai
darde-dil bhi ab lage pyara jaane kis dil ki duvaa li hai
jee raha is yaqeen ke saath umr jaise kuch badha li hai
mehak rahi dil ki gali jabse kali aarzoo ki khilaa li hai
har khushi ab uske dam se ghamon ko jisne apnaa li hai
mit gaye tanhaiyon ke saaye qurb ki shamey jalaa li hai
hai faislaa apna usi ke haath haal-e-dil jise sunaa li hai
karke inkaar kiya usne iqraar baat bigadi "fer" banaa li hai
Fahim Solkar subhanallah...subhanallah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Falling_heart
Guest
|
|
«Reply #107 on: April 23, 2005, 09:55:07 AM » |
|
Main Maqsad hoon tera, Jara apne hathoon mein meri lakeer ko dekh... kitni meh hain teri aakhon mein, jara mere ladkhadate hue in kadmo ko dekh.... Chaa jayeega tumhe suroor apni ni nashili nighaoon ka.... Kabhie gaur se aaine mein apne aakhoon ke aks ko dekh.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Saloni~
Guest
|
|
«Reply #108 on: April 23, 2005, 10:01:44 AM » |
|
Main Maqsad hoon tera, Jara apne hathoon mein meri lakeer ko dekh... kitni meh hain teri aakhon mein, jara mere ladkhadate hue in kadmo ko dekh.... Chaa jayeega tumhe suroor apni ni nashili nighaoon ka.... Kabhie gaur se aaine mein apne aakhoon ke aks ko dekh. aaknhon se jo dekha to sirf tu hi nazar aaya dil ki nazar se dekha , to sirf tu hi nazar aaya hua hai tere pyaar ka ye asar mujh par kone kone zarre zarre mein tu hi nazar aaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #109 on: April 23, 2005, 10:24:59 AM » |
|
wow nice work all:lol:..................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #110 on: April 23, 2005, 12:02:25 PM » |
|
zindagi ne nayi adaa li hai ab se badalkar sadaa li hai
darde-dil bhi ab lage pyara jaane kis dil ki duvaa li hai
jee raha is yaqeen ke saath umr jaise kuch badha li hai
mehak rahi dil ki gali jabse kali aarzoo ki khilaa li hai
har khushi ab uske dam se ghamon ko jisne apnaa li hai
mit gaye tanhaiyon ke saaye qurb ki shamey jalaa li hai
hai faislaa apna usi ke haath haal-e-dil jise sunaa li hai
karke inkaar kiya usne iqraar baat bigadi "fer" banaa li hai
Fahim Solkar beautiful saloni and falling hearts bohat khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #111 on: April 23, 2005, 08:28:02 PM » |
|
zindagi ne nayi adaa li hai ab se badalkar sadaa li hai
darde-dil bhi ab lage pyara jaane kis dil ki duvaa li hai
jee raha is yaqeen ke saath umr jaise kuch badha li hai
mehak rahi dil ki gali jabse kali aarzoo ki khilaa li hai
har khushi ab uske dam se ghamon ko jisne apnaa li hai
mit gaye tanhaiyon ke saaye qurb ki shamey jalaa li hai
hai faislaa apna usi ke haath haal-e-dil jise sunaa li hai
karke inkaar kiya usne iqraar baat bigadi "fer" banaa li hai
Fahim Solkar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #112 on: April 24, 2005, 12:05:08 PM » |
|
Khud ko is dil main basane ki Ijazat De Do Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat De Do
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat De Do
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat De Do
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra Mujhay yeh sham sajanay ki Ijazat De Do
Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main Yeh jaan tum pe lootanay ki Ijazat De Do
Nahi hai shouk bhoolnay ka mager Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat De Do
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Saloni~
Guest
|
|
«Reply #113 on: April 24, 2005, 03:40:32 PM » |
|
Khud ko is dil main basane ki Ijazat De Do Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat De Do
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat De Do
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat De Do
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra Mujhay yeh sham sajanay ki Ijazat De Do
Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main Yeh jaan tum pe lootanay ki Ijazat De Do
Nahi hai shouk bhoolnay ka mager Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat De Do
nm bahut sunder NISHITA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #114 on: April 24, 2005, 08:23:46 PM » |
|
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat De Do Mujhay khushian pane ki ijazat de do
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Falling_heart
Guest
|
|
«Reply #115 on: April 25, 2005, 06:37:10 AM » |
|
Khud ko is dil main basane ki Ijazat De Do Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat De Do
Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat De Do
Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat De Do
Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra Mujhay yeh sham sajanay ki Ijazat De Do
Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main Yeh jaan tum pe lootanay ki Ijazat De Do
Nahi hai shouk bhoolnay ka mager Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat De Do
nm Beautiful nishita .....very well written. mere jine ke liye to tera armaan hi kafi hain... dil ke kagaz pe likhi yeh dastaan hi kafi hain.... teer-E-Talwar ki tujhe kya jaroorat E Nazneen.... Qatl karne ke liye to teri ek muskaan hi kafi hain....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #116 on: April 25, 2005, 10:27:31 PM » |
|
husn waloon ki har ada hi qatil hoti hai "naveed" aab tu bachey tu kis trah in qatloon mien
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dhir
Guest
|
|
«Reply #117 on: April 26, 2005, 10:09:28 AM » |
|
Go away Fakhar plz tum jo humein naraz dekhai dete ho tu jaan si nikal jati hai meri jaan tere paas houn to zinda hone ka ahsas hai kutch kum sanse hi sahi pur zine ki aas hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dhir
Guest
|
|
«Reply #118 on: April 26, 2005, 10:13:27 AM » |
|
hi nishita kaisi ho tumahr liye Intazar kar phir rah gaya mein masoum badla aur patjhad ho gaya mein phir e meri humnafaz rok lo tum mujhe shayad yahi sochta rah gaya mein.
apni batt mein tera nam loun ye zaroori to nahi zindagi tujh bin kutch bhi nahi pur mar bhi zaoun ye zaroori to nahi.
God Bless U. Do Get In Touch. Dhiraj
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Falling_heart
Guest
|
|
«Reply #119 on: April 26, 2005, 01:37:11 PM » |
|
zulfein lehrakar kabr par aakar jab woh roti hain..... tab yakin hota hain ki maut bhi kitni haseen hoti hain....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|