fakharenaveed
Guest
|
«Reply #120 on: April 26, 2005, 10:35:11 PM » |
|
Go away Fakhar plz tum jo humein naraz dekhai dete ho tu jaan si nikal jati hai meri jaan tere paas houn to zinda hone ka ahsas hai kutch kum sanse hi sahi pur zine ki aas hai nice yaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #121 on: April 29, 2005, 10:03:17 AM » |
|
ek pal ke liye bhi lagta nahi hai dil aaj kal... Tum se milne ko karta hai dil aaj kal... Khuda ka shukr hai jisne teri yaadon ka sahara diya... Waqt guzarta hai ab teri yaadon me aaj kal...
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suave
Guest
|
|
«Reply #122 on: April 29, 2005, 10:05:29 AM » |
|
mere dil ka haal bhi uske dil sa hai ek ek lamha katna aab muskil sa hai nahi tera pyaar pana hai meri manjil kyun fir tu lagta mujhey manzil sa hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #123 on: April 29, 2005, 10:07:13 AM » |
|
ek pal ke liye bhi lagta nahi hai dil aaj kal... Tum se milne ko karta hai dil aaj kal... Khuda ka shukr hai jisne teri yaadon ka sahara diya... Waqt guzarta hai ab teri yaadon me aaj kal...
nm Dil ki dhadkan ko dhyan main rakhkar chalte hain hum jahaan bhi jaate Jis jagah lage ki kuch woh tej huyi Usi jagah pyar ki ummedain baandhte.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #124 on: April 29, 2005, 10:11:46 AM » |
|
mere dil ka haal bhi uske dil sa hai ek ek lamha katna aab muskil sa hai nahi tera pyaar pana hai meri manjil kyun fir tu lagta mujhey manzil sa hai Ae khuda tune yeh kaisi inayat kar di pal do pal ka saath mohabbat ban gayi aab mile ho tum to dil ki kahein hum ho ijazat agar to tere dil main rahain hum nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #125 on: April 29, 2005, 10:13:22 AM » |
|
ek pal ke liye bhi lagta nahi hai dil aaj kal... Tum se milne ko karta hai dil aaj kal... Khuda ka shukr hai jisne teri yaadon ka sahara diya... Waqt guzarta hai ab teri yaadon me aaj kal...
nm Dil ki dhadkan ko dhyan main rakhkar chalte hain hum jahaan bhi jaate Jis jagah lage ki kuch woh tej huyi Usi jagah pyar ki ummedain baandhte. beautiful
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suave
Guest
|
|
«Reply #126 on: April 29, 2005, 10:14:57 AM » |
|
mere dil ka haal bhi uske dil sa hai ek ek lamha katna aab muskil sa hai nahi tera pyaar pana hai meri manjil kyun fir tu lagta mujhey manzil sa hai Ae khuda tune yeh kaisi inayat kar di pal do pal ka saath mohabbat ban gayi aab mile ho tum to dil ki kahein hum ho ijazat agar to tere dil main rahain hum nm kash ke uski ye tamanna mein puri kar pata uski ek muskaan ke liye mein kai maut mar jaata par ye kismat aur usul duni ke hain kuch aisse jo hum chahte hain woh hume mil nahi paata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #127 on: April 29, 2005, 10:24:02 AM » |
|
mere dil ka haal bhi uske dil sa hai ek ek lamha katna aab muskil sa hai nahi tera pyaar pana hai meri manjil kyun fir tu lagta mujhey manzil sa hai Ae khuda tune yeh kaisi inayat kar di pal do pal ka saath mohabbat ban gayi aab mile ho tum to dil ki kahein hum ho ijazat agar to tere dil main rahain hum nm kash ke uski ye tamanna mein puri kar pata uski ek muskaan ke liye mein kai maut mar jaata par ye kismat aur usul duni ke hain kuch aisse jo hum chahte hain woh hume mil nahi paata ajab ye majra-e-dil hai is dillagi ko main kya naam du ek pal laga usse paa liya hai humne dusre hi pal usko kho rahi hu..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suave
Guest
|
|
«Reply #128 on: April 29, 2005, 10:26:51 AM » |
|
mere dil ka haal bhi uske dil sa hai ek ek lamha katna aab muskil sa hai nahi tera pyaar pana hai meri manjil kyun fir tu lagta mujhey manzil sa hai Ae khuda tune yeh kaisi inayat kar di pal do pal ka saath mohabbat ban gayi aab mile ho tum to dil ki kahein hum ho ijazat agar to tere dil main rahain hum nm kash ke uski ye tamanna mein puri kar pata uski ek muskaan ke liye mein kai maut mar jaata par ye kismat aur usul duni ke hain kuch aisse jo hum chahte hain woh hume mil nahi paata ajab ye majra-e-dil hai is dillagi ko main kya naam du ek pal laga usse paa liya hai humne dusre hi pal usko kho rahi hu.. dil ke baatein to bas dil hi jaanta hai dil mera tere dard ko apna maanta hai tere intazaar mein pather hui aankhein aye bekhabar kya tu ye jaanta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #129 on: April 29, 2005, 10:35:24 AM » |
|
mere dil ka haal bhi uske dil sa hai ek ek lamha katna aab muskil sa hai nahi tera pyaar pana hai meri manjil kyun fir tu lagta mujhey manzil sa hai Ae khuda tune yeh kaisi inayat kar di pal do pal ka saath mohabbat ban gayi aab mile ho tum to dil ki kahein hum ho ijazat agar to tere dil main rahain hum nm kash ke uski ye tamanna mein puri kar pata uski ek muskaan ke liye mein kai maut mar jaata par ye kismat aur usul duni ke hain kuch aisse jo hum chahte hain woh hume mil nahi paata ajab ye majra-e-dil hai is dillagi ko main kya naam du ek pal laga usse paa liya hai humne dusre hi pal usko kho rahi hu.. dil ke baatein to bas dil hi jaanta hai dil mera tere dard ko apna maanta hai tere intazaar mein pather hui aankhein aye bekhabar kya tu ye jaanta hai aankh jab milti hai to rula deti hai teri aankhein mujhko patthar kar jaati hai teri aankhein beshak tum chupao tum pe beeta na batao sab dil ka haal bata deti hai teri aakhein.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suave
Guest
|
|
«Reply #130 on: April 29, 2005, 10:38:57 AM » |
|
mere dil ka haal bhi uske dil sa hai ek ek lamha katna aab muskil sa hai nahi tera pyaar pana hai meri manjil kyun fir tu lagta mujhey manzil sa hai Ae khuda tune yeh kaisi inayat kar di pal do pal ka saath mohabbat ban gayi aab mile ho tum to dil ki kahein hum ho ijazat agar to tere dil main rahain hum nm kash ke uski ye tamanna mein puri kar pata uski ek muskaan ke liye mein kai maut mar jaata par ye kismat aur usul duni ke hain kuch aisse jo hum chahte hain woh hume mil nahi paata ajab ye majra-e-dil hai is dillagi ko main kya naam du ek pal laga usse paa liya hai humne dusre hi pal usko kho rahi hu.. dil ke baatein to bas dil hi jaanta hai dil mera tere dard ko apna maanta hai tere intazaar mein pather hui aankhein aye bekhabar kya tu ye jaanta hai aankh jab milti hai to rula deti hai teri aankhein mujhko patthar kar jaati hai teri aankhein beshak tum chupao tum pe beeta na batao sab dil ka haal bata deti hai teri aakhein. gar tu mere haal ko samajhta hota to aaj mein yu tanha na hota ishq bhi pahuncta apni manzil , gar tune usey mazak na samjha hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #131 on: April 29, 2005, 10:43:05 AM » |
|
yaadon ko apni dil se mita kyo nahi dete jo ho chuka usse bhula kyu nahi dete tere liye kya kya na kiya humne meri waafaon ka tum sila kyu nahi dete
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suave
Guest
|
|
«Reply #132 on: April 29, 2005, 10:47:29 AM » |
|
yahi hota hai har mohabbat ka anjaam befawai kare koi aur , ashiq hote hai naakam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #133 on: April 29, 2005, 10:52:02 AM » |
|
Aaghaze zindagi hai ghabrata kyo hai anjame zindagi pe khatam ho hi jayega
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suave
Guest
|
|
«Reply #134 on: April 29, 2005, 10:54:46 AM » |
|
agaahj -e-jindagi se bhala kaun ghabraata hai tu na kar de bewafai ye soch dil darr jaata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|