-----/// Humse milne aa jaaya karo /// ----- Hriday

by ~Hriday~ on April 12, 2012, 05:50:44 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1775 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote
guzarte hain tumhaari gali se ek deedaar ke liye,
ek pal ke liye tum khidki pe nazar aa jaaya karo,

tumhaare hone ke ehsaas se hi khush ho jaate hain,
kisi bhi bahaane se tum humse milne aa jaaya karo,

humein to aadat si ho chuki hai tumhaare saath ki,
is tarha tadpaake humein humse na duur jaaya karo,

aa jaate ho tum har raat haseen koi khwaab ban ke,
kabhi khwaab se nikalke haqeeqat me aa jaaya karo,

barso se pyaase hain hum tumhaare chaahat ke liye,
kabhi to tum barsaat banke humpe baras jaaya karo...


*****HRIDAY*****
Logged
theyash
Guest
«Reply #1 on: April 12, 2012, 06:11:03 PM »
Reply with quote
bahut khoob hridayji...
Logged
injured.warrior
Guest
«Reply #2 on: April 12, 2012, 06:31:46 PM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat  lines.. daad kabool kare sir. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Intezar
Guest
«Reply #3 on: April 12, 2012, 07:00:26 PM »
Reply with quote
na khwahish adhuri rahe, na pyaasa mar jaaun main...
ho jo mujhme shaamil to, ek baar khud ko numaaya karo !

Intezar !
Logged
dolly
Guest
«Reply #4 on: April 12, 2012, 08:01:46 PM »
Reply with quote
verryyyy niicee hridayjiii....
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: April 12, 2012, 09:02:07 PM »
Reply with quote
guzarte hain tumhaari gali se ek deedaar ke liye,
ek pal ke liye tum khidki pe nazar aa jaaya karo,
achi zabardasti hai kyon aao.n main khidki pe.salmaan khaan bhi aa jaaye to na aao.n Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
tumhaare hone ke ehsaas se hi khush ho jaate hain,
kisi bhi bahaane se tum humse milne aa jaaya karo,
kyon meri koi izzat nahin kya. muh uthaaye chali aao.n wah bhi wah . jaao jaao aur kisi ke ye kahna . khabrdaar jo mujhe kabhi kahaa . tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3
humein to aadat si ho chuki hai tumhaare saath ki,
is tarha tadpaake humein humse na duur jaaya karo,
manaa kiya thaa zayaada peene ko. pee kar tum ek dum tharki ho jaate ho ji icon_geek icon_geek icon_geek icon_geek
aa jaate ho tum har raat haseen koi khwaab ban ke,
kabhi khwaab se nikalke haqeeqat me aa jaaya karo,
kaat khaao.n gi phir tumhein.samjhe Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
barso se pyaase hain hum tumhaare chaahat ke liye,
kabhi to tum barsaat banke humpe baras jaaya karo...
main bahut khushq hoo.n mohabbat ki baarish ki kahin aur talaash karo. tongue3 tongue3 tongue3 tongue3 tongue3
*****HRIDAY*****

good.......!
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: April 13, 2012, 04:24:51 AM »
Reply with quote
bahut khoob hriday ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #7 on: April 13, 2012, 04:30:17 AM »
Reply with quote
bahut hi khubsurat nazm..... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: April 13, 2012, 04:35:59 AM »
Reply with quote
bahut khoob Hriday ji badhaai
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #9 on: April 14, 2012, 08:44:27 AM »
Reply with quote
Waah brother bhut mast likha h aapne
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #10 on: April 14, 2012, 10:13:17 AM »
Reply with quote
Klaskar Jee Aadaab!


Kia baat hai janab... Bahut khoob behad achche
ahsaas O khayaal bayaaN kiye hai aapne... Usual Smile


Sabhi ahsaas O khayaal behad khoob rahe... Usual Smile
Humari dili daad O mubbarakbad kabul kijiye.... Usual Smile


Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #11 on: April 15, 2012, 02:06:23 PM »
Reply with quote
guzarte hain tumhaari gali se ek deedaar ke liye,
ek pal ke liye tum khidki pe nazar aa jaaya karo,

tumhaare hone ke ehsaas se hi khush ho jaate hain,
kisi bhi bahaane se tum humse milne aa jaaya karo,

humein to aadat si ho chuki hai tumhaare saath ki,
is tarha tadpaake humein humse na duur jaaya karo,

aa jaate ho tum har raat haseen koi khwaab ban ke,
kabhi khwaab se nikalke haqeeqat me aa jaaya karo,

barso se pyaase hain hum tumhaare chaahat ke liye,
kabhi to tum barsaat banke humpe baras jaaya karo...


*****HRIDAY*****
Kya kahne Hriday ji. Bahut sundar peshkash.

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Kalaam sunne aate rahenge hum
aap bas yun hi likhte jaaya karo.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: April 20, 2012, 02:27:29 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa Theyash ji....!!!

bahut khoob hridayji...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: April 20, 2012, 02:28:00 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriyaa I_W ji....!!!

bahut khoobsoorat  lines.. daad kabool kare sir. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: April 20, 2012, 02:28:21 PM »
Reply with quote
na khwahish adhuri rahe, na pyaasa mar jaaun main...
ho jo mujhme shaamil to, ek baar khud ko numaaya karo !

Intezar !
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:36:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer