Ijaazat De De,.

by Jaanasheen on August 20, 2009, 08:10:42 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2939 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: August 25, 2009, 08:38:25 AM »
Reply with quote
Wah Wah.....bahut bahut khuuuuuuuub Ajeem ji..... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Nikhaar Ji,.

wah wah wah Azeem ji.. wah wah bahut hi khoob ji


jasbir singh

Shukriya jasbir Ji,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: August 25, 2009, 08:39:31 AM »
Reply with quote
humne khudko tum me samaya hai, hum tum ko ijaazat kya daenge?
Dil jo de diya tumko, ub zara c muhabbat kya daenge?

ye nadaani hai tumhaari, k mere kareeb aane se puhchte ho, yuntho dharkan tumhe pukaare...
buss, keh nahi sakaenge kuhl k shayad ka b tumse, "Azeem", khamoshi me jaanlo tum, k "Sidraah" ko kiss kadar tumse pyaar hai!


NIce Liens Sidraah,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: August 25, 2009, 08:40:40 AM »
Reply with quote
Wah Kya baat Hai Azeem Bhai.. Bahut Hi Romantic Likha Hai Dost.. Har Lafz se Pyaar Hi Pyaar Chalak Raha Hai.. Pyaar Bhare Yeh Alfaaz Dil Me Utar Gaye.. Bahut Bahut Khoooooooob.. Applause Applause


Sidraah Sis.. Tumne Bhi Bahut Hi Pyaar ke Sath apne Dil Ki Baat Kahi Hai.. Applause Uparwala Aap Dono Ko Humesha Khush Rakhe.. Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**

Shukriya Mann Bhjai Hausla Afzaai Ke Liye,.

Aur Duaaon ke Liye Bhi Shukriya,.
Logged
aaina
Guest
«Reply #18 on: August 28, 2009, 01:18:18 AM »
Reply with quote
Bohat Dino Baad Ek Koshish Ki Hai, Apni Mohabbat Ko Nazraana Dene Ke LIye, Umeed Hai Is Koshish Ko Aap Sab Sarhaayenge,.

THank U,.


Teri Baahon Mein Aane Ki Ijaazat De De,.
Tujhe Apna Banaane Ki Ijaazat De De,.

Bhatka Hoon Tanha Na Jaane Kahan Kahan,.
Tere Sang Ab Duniya Basaane Ki Ijaazat De De,.

Hai Tamanna Yahi Ke Tera Chehra Dekhta Rahoon,.
In Aankhon Ki Pyaas Bujhaane Ki Ijaazat De De,.

Khilaa De Meri Zindagi Ki Kaliyon Ko Tu,"Jaanam,.
Chahat Ki Khushbuon Mein Mil Jaane Ki Ijaazat De De,.

Yun To Is Dil Ke Siwaa Kuch Nahi,Paas "Azeem Ke,.
Ise Apni Saari Mohabbat Lutaane Ki Ijaazat De De,.

Karta Rahoon,Yunhi Sadaa Pyaar Tujhse Main, "Jaana,.
Mujhe Tere Khwaabon Ko Sajaane Ki Ijaazat De De,.

Yun To Na Thi, Hasrat KOi,Tujhe Dekhne Se Pehle,.
Mujhe, Meri Jaan, Tujhe Paane Ki Ijaazat De De,.

                  *-Azeem-*





waah azeem bhut hi khoob mashallah bhut hi acha likha hai
tumhari nazr ek qita umeed karta hun ki pasnd aayega 

ijaazat maangte ho inkesaari hai tumhari
apni ruh se poochte ho khuddari hai tumhari
wo ab tera hai jisne tere naam zindagi ki hai
ta umar saath nibhana zimmedaari hai tumhari
 
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #19 on: August 28, 2009, 01:34:24 AM »
Reply with quote


waah azeem bhut hi khoob mashallah bhut hi acha likha hai
tumhari nazr ek qita umeed karta hun ki pasnd aayega 

ijaazat maante ho inkesaari hai tumhari
apni ruh se poochte ho khuddari hai tumhari
wo ab tera hai jisne tere naam zindagi ki
ta umar saath nibhana zimmedaari hai tumhari
 



waah bhai, kya baat keh di aapne! 2 good
Logged
muddassar
Guest
«Reply #20 on: August 28, 2009, 03:31:04 AM »
Reply with quote
 :love9:hi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: August 28, 2009, 12:31:33 PM »
Reply with quote


waah azeem bhut hi khoob mashallah bhut hi acha likha hai
tumhari nazr ek qita umeed karta hun ki pasnd aayega 

ijaazat maangte ho inkesaari hai tumhari
apni ruh se poochte ho khuddari hai tumhari
wo ab tera hai jisne tere naam zindagi ki hai
ta umar saath nibhana zimmedaari hai tumhari
 


Waah Waah Waah Mere Bhai,,Kya KHoob Nasehat Di Hai.


Inshallah,.

Har Zimedaari Main Dil Se Nibhaaoonga,.
Kasam Hai Bhai,Kabhi Use Na Rulaaoonga,.
Duaa Karna Tum Hum Dono Ke Milan Ki,.
Main Ek Pal Bhi Jo Us Se Door Hua, To Marjaaoonga,.
Logged
aaina
Guest
«Reply #22 on: August 29, 2009, 01:18:04 AM »
Reply with quote
Waah Waah Waah Mere Bhai,,Kya KHoob Nasehat Di Hai.


Inshallah,.

Har Zimedaari Main Dil Se Nibhaaoonga,.
Kasam Hai Bhai,Kabhi Use Na Rulaaoonga,.
Duaa Karna Tum Hum Dono Ke Milan Ki,.
Main Ek Pal Bhi Jo Us Se Door Hua, To Marjaaoonga,.

thnxx azeem nd sidrah

khuda na kare tum dono door kabhi ho
na aye aisa wqt milan ko majboor kabhi ho
raho hamesha hi aabaad ek dooje ke dil mai
piyaar ka ye mehekta na kam suroor kabhi ho
     Aameen
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #23 on: August 30, 2009, 01:44:50 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Aslam ji beautiful lines. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 30, 2009, 11:21:40 AM »
Reply with quote
bahot acha likha hai Azeem dear
 Applause Applause Applause Applause
awesome  Thumbs UP

Shukriya Kaash Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: August 30, 2009, 11:23:26 AM »
Reply with quote
thnxx azeem nd sidrah

khuda na kare tum dono door kabhi ho
na aye aisa wqt milan ko majboor kabhi ho
raho hamesha hi aabaad ek dooje ke dil mai
piyaar ka ye mehekta na kam suroor kabhi ho
     Aameen


Ya Rabul Aalameen,.

Duaaon Mein Teri Rab Asar Bharde,.
Mujhe Uska Aur Use Mera Karde,.

Aameen,.
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #26 on: August 30, 2009, 11:43:41 AM »
Reply with quote
wah dost...kya khoob likha hai..
MashaAllah... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: August 30, 2009, 11:56:25 AM »
Reply with quote
wah dost...kya khoob likha hai..
MashaAllah... Applause

Thank U,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: August 30, 2009, 12:08:08 PM »
Reply with quote
bahut bahut Khoob Azeem..

Maza Aa Gaya Padhkar.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut Ache Sidraah.. Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: August 30, 2009, 12:20:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut Khoob Azeem..

Maza Aa Gaya Padhkar.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut Ache Sidraah.. Clapping Smiley Clapping Smiley


THank U Khwaish Bhai,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:46:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer