ISHQ HO KYUN (Ghazal).... "MohaN"

by surindarn on May 17, 2016, 04:54:10 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1821 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
I have written two poems, the first in series is ISHQ HO KYUN. The next will be ISHQ NAA HO KYUN.

ISHQ HO KYUN

Main abb kisee aur se nigaahein milaauun woh kyun,
Aa ishq mujhe maar main phir dohraauun woh kyun!

Kabhi naa kabhi to mujhe seekhnaa hee hogaa sahib,
Main ghamon kee baraat phir se le aauun woh kyun!

Roz hee parwaane shammaa pe jaltey dekhtaa hoon,
Aur aaj main khud parwaanaa ban jaauun woh kyun!

Roz jo hain sapnon dil behlaatey yeh koi kam nahin,
Naaz bhi uthaauun kamar bhi jhukaauun woh kyun!

Hazaaron kaam hain khuda ke ghar jaaney se pehley,
Kaam bharaauun unhkaa dil hee rijaauun woh kyun!

Sunaa hai ishq ibaadat hai, dhol dur ke suhaaney hain,
Aur main ishq ke dhol paas jaa.ke bajaauun woh kyun!

Tu bajaaney bhi de dhol jis.ko bajaaney hain MohaN,
Tu to gaa shaan-e-khuda bhi naa bharhuun woh kyun!!

Surindar. N                           "MohaN"
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #1 on: May 17, 2016, 06:33:11 AM »
Reply with quote
Sir ji bahot khoooob, Rau pesh'e'khidmat hai - khubool kijiyega...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #2 on: May 17, 2016, 07:20:35 AM »
Reply with quote



Very nice.......................
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: May 17, 2016, 08:22:36 AM »
Reply with quote
I have written two poems, the first in series is ISHQ HO KYUN. The next will be ISHQ NAA HO KYUN.

ISHQ HO KYUN

Main abb kisee aur se nigaahein milaauun woh kyun,
Aa ishq mujhe maar main phir dohraauun woh kyun!

Kabhi naa kabhi to mujhe seekhnaa hee hogaa sahib,
Main ghamon kee baraat phir se le aauun woh kyun!

Roz hee parwaane shammaa pe jaltey dekhtaa hoon,
Aur aaj main khud parwaanaa ban jaauun woh kyun!

Roz jo hain sapnon dil behlaatey yeh koi kam nahin,
Naaz bhi uthaauun qamar bhi jhukaauun woh kyun!

Hazaaron kaam hain khuda ke ghar jaaney se pehley,
Kaam bharaauun unhkaa dil hee rijaauun woh kyun!

Sunaa hai ishq ibaadat hai, dhol dur ke suhaaney hain,
Aur main ishq ke dhol paas jaa.ke bajaauun woh kyun!

Tu bajaaney bhi de dhol jis.ko bajaaney hain MohaN,
Tu to gaa shaan-e-khuda bhi naa bharhuun woh kyun!!

Surindar. N                           "MohaN"



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

kamar bhi jhhukaao.n ....qamar amooman chaand ke liye istemaal karte hain 'qa' ka pronunciation ke liye  to aap ki mansha waist se hai yaa moon se
Logged
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
«Reply #4 on: May 17, 2016, 09:07:06 AM »
Reply with quote
Masssssssst massssssst vaaaaaaaah  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Shikha sanghvi
Yoindian Shayar
******

Rau: 25
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
7 days, 14 hours and 15 minutes.

Shayari likhna or padhna humari hobby hai

Posts: 2266
Member Since: Jan 2015


View Profile WWW
«Reply #5 on: May 17, 2016, 09:38:52 AM »
Reply with quote
Kya baat hai... Bahot khub surindarji
Rau Kabul kare...

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #6 on: May 17, 2016, 03:27:10 PM »
Reply with quote
Sir ji bahot khoooob, Rau pesh'e'khidmat hai - khubool kijiyega...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut shukria Rangila Jee daad aur Rau ke liye.
 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7
   hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
FARE
Guest
«Reply #7 on: May 17, 2016, 03:37:24 PM »
Reply with quote
ap ki gazel par kar
accha lagga par na jane kyu ...





Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: May 17, 2016, 06:12:42 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #9 on: May 18, 2016, 02:01:47 AM »
Reply with quote


Very nice.......................
bahut shukria Mahzar Jee.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #10 on: May 19, 2016, 03:42:48 AM »
Reply with quote

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

kamar bhi jhhukaao.n ....qamar amooman chaand ke liye istemaal karte hain 'qa' ka pronunciation ke liye  to aap ki mansha waist se hai yaa moon se
bahut shukria Adil jee daad ke liye aur qamar kamar kaa faraq bataane ke liye.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #11 on: May 19, 2016, 04:00:42 AM »
Reply with quote
Waaah waaah waaah waaaah waaaah waaaaah
Logged
sbechain
Guest
«Reply #12 on: May 19, 2016, 08:19:18 PM »
Reply with quote
I have written two poems, the first in series is ISHQ HO KYUN. The next will be ISHQ NAA HO KYUN.

ISHQ HO KYUN

Main abb kisee aur se nigaahein milaauun woh kyun,
Aa ishq mujhe maar main phir dohraauun woh kyun!

iss sawaal ka jawaab to aap hi de sakte ho .mohabbat ho jaati hai aur aashiqui aawaaraa banaati hai khaali dimaag shaitaan kaa Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Kabhi naa kabhi to mujhe seekhnaa hee hogaa sahib,
Main ghamon kee baraat phir se le aauun woh kyun!

shaadi kaa laddoo sweet bhi sour bhi khaanaa to hai hi  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Roz hee parwaane shammaa pe jaltey dekhtaa hoon,
Aur aaj main khud parwaanaa ban jaauun woh kyun!

kisne kahaa parwanaa bano . shamaa hi ban jaao kis ne rokaa hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Roz jo hain sapnon dil behlaatey yeh koi kam nahin,
Naaz bhi uthaauun kamar bhi jhukaauun woh kyun!

ye to bhai depend karta hai ki ishq kyaa chahta hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Hazaaron kaam hain khuda ke ghar jaaney se pehley,
Kaam bharaauun unhkaa dil hee rijaauun woh kyun!

arre babaa kyon zid pakad rakhi hai wo kyon wo kyon ki...main ne thhodi kahaa hai ke mere aage peeche dauro mujhe aur bhi mil jaye ge aur mohabbat karni hai aur dil jeetna hai to aisa hi karnaa hogaa Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

Sunaa hai ishq ibaadat hai, dhol dur ke suhaaney hain,
Aur main ishq ke dhol paas jaa.ke bajaauun woh kyun!

Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard  mere huzoor aur bhi musical instruments hain unhe.n bajaao

Tu bajaaney bhi de dhol jis.ko bajaaney hain MohaN,
Tu to gaa shaan-e-khuda bhi naa bharhuun woh kyun!!

haan ji sachi mohabbat khudaa se hi karnaa chaahiye icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Surindar. N                           "MohaN"



acha hai huzoor per wo kyun icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #13 on: May 20, 2016, 01:52:54 AM »
Reply with quote
Masssssssst massssssst vaaaaaaaah  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut shukria Mast Jee.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #14 on: May 21, 2016, 05:18:23 AM »
Reply with quote
Kya baat hai... Bahot khub surindarji
Rau Kabul kare...


bahut bahut shukria Shikhaa Jee daad aur Rau ke liye.
 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7 blob7
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:20:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer