**~** Ishq Na Ho Jaye **~**

by _Vicky_ on January 17, 2010, 07:25:09 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3870 times)
DhavalRami
Guest
«Reply #15 on: January 30, 2010, 05:40:30 AM »
Reply with quote
Vicky bhaa'ii:

namaste!

subHa-subHa aapki Pyaar bharii koShiSh paRhii dil Shaad-Shaad ho gayaa! pyaar bhare ehsaaSoN se sajtii hu'ii aapki yeh koShiSh dil meiN Ghar kar gayiiN.. ees beHteriN koShiSh ke liye daad hi daad! YuuNhi mehfil ko sajaate raheN aage bhee!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kya kiya jaye by yammy in Shayri-E-Dard
kya kiya jaye by yammy in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
....~~Hungama ho jaye~~.... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 77 78 »
ISHQ K BAZAAR MAIN ISHQ NAHI MILTA by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ishq to bas ho jaye.....jyuthika... by jyuthika in Shayri for Khumar -e- Ishq
madhuwesh
Guest
«Reply #16 on: January 30, 2010, 05:59:35 AM »
Reply with quote
Wow Mann ji.i love this poem.bahut bahut khoob,mindblowing creation.excellent Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #17 on: January 30, 2010, 03:37:44 PM »
Reply with quote
Allah hu Akbar!!!!

mere paas tho alfaaz nahi hain..........



Mann Bhaijaan!!!!! kya aapne kuch chuhpaya muhjse? kon hai wo?



Thank U Sis.. Tumhaari Daad Humesha bahut Pyari hoti Hai.. Usual Smile Usual Smile



**~** Mann **~**
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #18 on: January 30, 2010, 03:42:51 PM »
Reply with quote
Poooja Ji aapki Tareef Ka Behad Shukriya.. Aur aapne Bhi Behad Khoob Likha hai.. Shayari Me Saja kar Bade hi Khubsoorat Sawal Kar liye aapne mere is Dil se.. Bahut Khooooooob.. Applause Applause



Yeh Qalam Bhi Kabhi Kabhi Gustaakh Ho Jaati Hai,
Bhari Mehfil Me Zikra Unke Husn Kar Kar Jaati Hai...

Wo Hai Dilruba Meri, Jise Dekha Hai Khayalon Me,
Band Karte Hi Palken, Mulaaqat Bhi Ho Jaati Hai.....

Izhaar Bhi Kar Chuke Hain, Khwaab-o-Khayalon Me,
Bas Shikwa Yeh Hai Ki Haqiqat Me Nazar Nahi Aati Hai....

Jab Jab Dil Ki Qalam Se, Utaarte Hain Use Kaagaz Par,
Teri Qasam...! Har Baar Tasveer Teri Hi Ban Jaati Hai....!!!!




**~** Mann **~**


MashAllah Kya Khoob Likha hai Aapne Mann ji.. Dil tar Tar ho gaya Pad kar !
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #19 on: January 30, 2010, 04:57:10 PM »
Reply with quote
Poooja Ji aapki Tareef Ka Behad Shukriya.. Aur aapne Bhi Behad Khoob Likha hai.. Shayari Me Saja kar Bade hi Khubsoorat Sawal Kar liye aapne mere is Dil se.. Bahut Khooooooob.. Applause Applause



Yeh Qalam Bhi Kabhi Kabhi Gustaakh Ho Jaati Hai,
Bhari Mehfil Me Zikra Unke Husn Kar Kar Jaati Hai...

Wo Hai Dilruba Meri, Jise Dekha Hai Khayalon Me,
Band Karte Hi Palken, Mulaaqat Bhi Ho Jaati Hai.....

Izhaar Bhi Kar Chuke Hain, Khwaab-o-Khayalon Me,
Bas Shikwa Yeh Hai Ki Haqiqat Me Nazar Nahi Aati Hai....

Jab Jab Dil Ki Qalam Se, Utaarte Hain Use Kaagaz Par,
Teri Qasam...! Har Baar Tasveer Teri Hi Ban Jaati Hai....!!!!




**~** Mann **~**

Hamare Swaalon ka jwaab bahut khoobsurati se diya hai aapne Mann ji.....
sach mein....lajwaab...... Clapping Smiley Clapping Smiley

Kya jwaab de hum ab,k sab jwaab toh de diye hai aapne
Apne iss roop  ko hum bhi na dekh paaye ab tak
Jisse kaagaj par utaar diya hai aapne

Ab tak toh na darte the ,Darne lage hai ab lekin,
Isha ki ye haseen beemari hamein bhi na lag jaaye kahi
Pyaar ka dhua jo hamare har taraf faila diya hai aapne
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #20 on: March 30, 2010, 03:17:27 PM »
Reply with quote
Bahut pyaari ghazal hai aapki ye. Aapke is ghazal me sirf aur sirf pyar nazar aa raha hai. Bahut khoob Mann ji. bahut khoob. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #21 on: April 08, 2010, 04:50:20 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI   MANN JI......

E-DILBAR MEH TUJHE APNE DOST SE MILANA CHAHATA HUN
PHIR SOCHTA HOON KAHIN TUJHE US SEY "ISHQ NA HO JAAYA"

...MANN JI MERE SAATH AESA HOGAYA HAI KYA KARUN...

Behad Shukriya Cara Ji.. Usual Smile Usual Smile

Aur Bhai aisa ho gaya hai to Izhaar kar dijiye na... Nahi kara to Zindgi bhar Khud se Shikayat raha jayegi...  icon_thumleft



**~** Mann **~**
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: April 08, 2010, 05:00:34 PM »
Reply with quote
Poooja Ji aapki Tareef Ka Behad Shukriya.. Aur aapne Bhi Behad Khoob Likha hai.. Shayari Me Saja kar Bade hi Khubsoorat Sawal Kar liye aapne mere is Dil se.. Bahut Khooooooob.. Applause Applause



Yeh Qalam Bhi Kabhi Kabhi Gustaakh Ho Jaati Hai,
Bhari Mehfil Me Zikra Unke Husn Ka Kar Jaati Hai...

Wo Hai Dilruba Meri, Jise Dekha Hai Khayalon Me,
Band Karte Hi Palken, Mulaaqat Bhi Ho Jaati Hai.....

Izhaar Bhi Kar Chuke Hain, Khwaab-o-Khayalon Me,
Bas Shikwa Yeh Hai Ki Haqiqat Me Nazar Nahi Aati Hai....

Jab Jab Dil Ki Qalam Se, Utaarte Hain Use Kaagaz Par,
Teri Qasam...! Har Baar Tasveer Teri Hi Ban Jaati Hai....!!!!




**~** Mann **~**



wah wah mann ji, bahut hi khoob

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: April 08, 2010, 05:02:32 PM »
Reply with quote
Hamare Swaalon ka jwaab bahut khoobsurati se diya hai aapne Mann ji.....
sach mein....lajwaab...... Clapping Smiley Clapping Smiley

Kya jwaab de hum ab,k sab jwaab toh de diye hai aapne
Apne iss roop  ko hum bhi na dekh paaye ab tak
Jisse kaagaj par utaar diya hai aapne

Ab tak toh na darte the ,Darne lage hai ab lekin,
Isha ki ye haseen beemari hamein bhi na lag jaaye kahi
Pyaar ka dhua jo hamare har taraf faila diya hai aapne



wah bahut hi khoob nikhaar ji... wah

jasbir singh
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #24 on: April 10, 2010, 06:49:11 AM »
Reply with quote
Lovely lines Mann ji and Cara ji,bahut khoob.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Madhu Ji Aapka Tahe Dil Se Shukriya... Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #25 on: May 01, 2010, 09:09:31 PM »
Reply with quote
Bahut uttam lekhni hai aap ki Mann Ji

Aapka Behad Shukriya Rajesh Bhai... Usual Smile Usual Smile



**~** Mann **~**
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #26 on: July 22, 2010, 06:41:22 PM »
Reply with quote
Mann ji kitni khubsurat hogi wo jise sochkar aapne ye gazal likhi hai...usko imagine karne me hi hum to kho gaye...
kuch likhna chah rahe the lekin isse khubsurat shabd hi nahin mile....
aapki lekhni me jaadu sa hai..bilkul mantramugdh ase hoke kho jata hai insaan...main to bas behti chali gai iss lehar k sath...

wakai kammaal hain aap....
Logged
Praachi
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 1
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 hours and 56 minutes.
Posts: 161
Member Since: Oct 2014


View Profile
«Reply #27 on: October 21, 2014, 11:23:36 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:49:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer