ISHQ-E-JUNOON

by gumnaamshayar on September 22, 2006, 05:36:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1953 times)
gumnaamshayar
Guest
Reply with quote
UNKE ISHQ NE HUMEIN DEEWANA KAR DIYA,
SHAMAA MEIN JALTA HUA PARWANA KAR DIYA,
ARREY PEHLE TO HUMEIN SAARE DUNIYA KI KHABAR THI,
UNHONE HUMEIN KHUDSE HI BEGANA KAR DIYA
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq - e - junoon by loyal in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
ishq - e - junoon by loyal in Shayri for Khumar -e- Ishq
ISHQ-E-Junoon by mdiqbal in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ka junoon by jempawan in Shayri-E-Dard
junoon-e-ishq by faheem_akayla in Shayri for Khumar -e- Ishq
gumnaamshayar
Guest
«Reply #1 on: September 22, 2006, 05:39:10 PM »
Reply with quote
EK BERUKHI SI NAZAR HI KAFI HAI
DIL MEIN DARD BHARNE KE LIYE
AB HUMEIN UNKI ZAROORAT NAHI
UNSE PYAAR KARNE KE LIYE
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #2 on: September 22, 2006, 05:44:05 PM »
Reply with quote
Waaah Too Gud Gumnaam Bhai....WelCome to YOINDIA...!!!!
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #3 on: September 23, 2006, 06:49:28 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA JANAAB
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #4 on: September 23, 2006, 08:17:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnaamshayar"
UNKE ISHQ NE HUMEIN DEEWANA KAR DIYA,
SHAMAA MEIN JALTA HUA PARWANA KAR DIYA,
ARREY PEHLE TO HUMEIN SAARE DUNIYA KI KHABAR THI,
UNHONE HUMEIN KHUDSE HI BEGANA KAR DIYA


na chain hai ek pal ka..
na hosh hai na karar hai..
tum sun lo aa janasheen..
humko bus tumse pyar hai..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: September 23, 2006, 03:01:54 PM »
Reply with quote
jab hua ishq tab yeh hamne jaana
yeh dil bhi kyu is qader hua unka diwaana
woh karte rahe bhari mehfil  mein hamse baat
aur yeh waqt bas pal pal banaata raha afsaana !!
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #6 on: September 23, 2006, 07:18:40 PM »
Reply with quote
:D  TOO GOOD RANJANA JI SIMPLY TOO GOOD
10 ON 10

badnaam sahab kuch aap bhi likho
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #7 on: September 23, 2006, 07:41:20 PM »
Reply with quote
DIL KO SAMAJHANE KA KAAM ASAAN NAHI,
UNHE DIL KAHAAL SUNANE KA KAAM ASAAN NAHI,
AB TO YAARON UNKE KHAYALON MEIN DOOBKE,
ZINDA REH PAANE KA KAAM ASAAN NAHI.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #8 on: September 24, 2006, 03:10:09 AM »
Reply with quote
shukriya gumnaam shayar ji..............

maana ki aasaan nahi hai ishq ka safar sanam
fir bhi tujhko paane ke liye hum had se gujar jaayenge
yeh khel shru hua thaa nazaro ke milne se
ab teri rooh mein utar kar hum tere dil mein bas jaayenge!!
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #9 on: September 24, 2006, 05:51:07 AM »
Reply with quote
bahut achche
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #10 on: September 25, 2006, 10:31:01 AM »
Reply with quote
hum to bas aate hain jaate hain
unse baat karke thoda sukoon paate hain
unse jo bhi hum guftagu karte hain
sach kehte hain woh sab hum apne dil se likhwaate hain
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #11 on: September 25, 2006, 03:46:49 PM »
Reply with quote
Gud One Gumnaam ji.....!!!!!

Tere IShQ me meri Saansein rawaan hone de......
Milti nahi mujhe ab Fursat tu mujhe apne me khone de......

Kar sakoon me Ghulami teri yeh Manzar hee kahan hai.....
Karne de mujhe Mahobbat aur Hasti meri Badnaam hone de.......!!!!!!!
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #12 on: September 25, 2006, 07:41:13 PM »
Reply with quote
SHAANDAR badnaam sahab
bahut badhiya likha hai aise likhte rahiye

KARAAR NAHI MERE DIL KO
PHIR KYUN HAI CHAIN US KAATIL KO?
WOH MERE SAATH NAHI PAAS NAHI
PHIR KYUN DHOONDHTA HUN USME MANZIL KO? Puzzled !
Logged
gumnaamshayar
Guest
«Reply #13 on: September 29, 2006, 08:16:26 PM »
Reply with quote
is mausam-e-haseen mein kuch kar na jaayein hum
is mausam-e-haseen mein kuch kar na jaayein hum
aye zafar unke intezaar mein kahin mar na jaayein hum :o
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 07:21:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer