Izhaar nhi hota hai.

by BHONDU on January 21, 2008, 03:05:11 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1132 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
Reply with quote
her waqt koi paata hai her waqt koi khota hai
pyaar aur dard , dono mein insaan rota hai
dono ke beech mein hum faste hai is kadar
pyaar ho ya dard ho izhaar nhi hota hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pyaar Ka Izhaar.. by faizan's in Shayri for Khumar -e- Ishq
Izhaar-e-Ikraar by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~~Izhaar~~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
tum bhi izhaar karo by anjaan dharkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
**** IZHAAR ***** by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: January 21, 2008, 03:22:43 PM »
Reply with quote
her waqt koi paata hai her waqt koi khota hai
pyaar aur dard , dono mein insaan rota hai
dono ke beech mein hum faste hai is kadar
pyaar ho ya dard ho izhaar nhi hota hai.

Bahut Khoob... Usual Smile

Khaamoshi kabhi kabhi sada bann jaati hai,
Dilon ke dhadakne ki saza bann jaati hai...
Dard mein chhup rehna behtar hai shayad,
Ishq ki khamoshi dard se badhkar sataati hai...

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 21, 2008, 03:44:34 PM »
Reply with quote
sahi kaha roja ji..

Khamoshi satai hai phir bhi khamosh rehte hai.
Kyn.unke samajhne ka intzaar kertein hai..
Wo samajh gaye to kismat aapni..
warna ishq ki aag mein tadapte rehtein hai.
 
Logged
mehhekkk
Guest
«Reply #3 on: January 21, 2008, 04:00:57 PM »
Reply with quote
kuch fasane bayan nahi hote
dard aur pyar mein log aate hai
do pal hum par mann mein muskura kar,chere par gum dhika kar
chale jate hai
ek tis chod jate hai,par dava nahi dete.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4 on: January 21, 2008, 04:01:18 PM »
Reply with quote
sahi kaha roja ji..

Khamoshi satai hai phir bhi khamosh rehte hai.
Kyn.unke samajhne ka intzaar kertein hai..
Wo samajh gaye to kismat aapni..
warna ishq ki aag mein tadapte rehtein hai.
 

Naam mein kuch confuse ho gaye aap shayad... Usual Smile

Lekin reply, bahut kamaal ka diya hai... Usual Smile


"Jo sataate hai, hum unka saath dete hai,
Dard ke isi lein-dein ko toh ishq kehte hai...
Sambhaal lein waqt rehte karobaar-e-dard,
Unke Gum mei kadam, ladkhadaate rehte hai..."


Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5 on: January 21, 2008, 04:02:19 PM »
Reply with quote
kuch fasane bayan nahi hote
dard aur pyar mein log aate hai
do pal hum par mann mein muskura kar,chere par gum dhika kar
chale jate hai
ek tis chod jate hai,par dava nahi dete.

Bahut khoob.... Usual Smile
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 21, 2008, 04:17:08 PM »
Reply with quote
"Jo sataate hai, hum unka saath dete hai,
Dard ke isi lein-dein ko toh ishq kehte hai...
Sambhaal lein waqt rehte karobaar-e-dard,
Unke Gum mei kadam, ladkhadaate rehte hai..."

srry sikha ji...dersal roja ke saath likh raha tha na so ...

unke gum mein kadam ladkhada rehte rahe.
per kuch ishq tha jo hum samahal jaate rahe.

na lag jaaye kisi ki nazar mere pyaar ko,
isliye isay sabki nazar se bachate rahe.

machata hai halchul dil mein ,khushgawar nhi hota hai.
bas isiliye ishq ka izhaar hi hota hai.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #7 on: January 26, 2008, 01:23:13 AM »
Reply with quote
bahut kabilay tareef shayari karthey ho aap sabhi kya jawaab dein?

humnay dard-e-izhaar jo Khuda se kiya
na raha phir gum kisi cheez ka!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 30, 2008, 02:33:37 AM »
Reply with quote
bahut kabilay tareef shayari karthey ho aap sabhi kya jawaab dein?

humnay dard-e-izhaar jo Khuda se kiya
na raha phir gum kisi cheez ka!
sukriya kohinoor ji..

humney dard-e-izhaar jo khuda se kiya..
khuda mujhe dekh ker muskura gaya,
bola aabhi to koi bhi dard hi nhi hai,
tu aabhi se dard se haar gaya...
insaan wo hai jo her seh lete hai,
bas ashqo ko pee ker reh lete hai...

bole jub duniya ka dard dekhoge to sarmaoge,
jis tarah main tum per muskuraya kal tum bhi muskuraoge.
yehan se to dard kis uruwat hoti hai
pata nhi aage dard mein tum kya kya paaoge..

humney dard-e-izhaar jo khuda se kiya..
khuda mujhe dekh ker muskura gaya,
bola aabhi to koi bhi dard hi nhi hai,
tu aabhi se dard se haar gaya...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 02:19:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer