Ja tujhe jana hai tho ,Tu laut kar jarur aayega

by deepika_divya on June 18, 2007, 07:19:56 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 5971 times)
NETRAPAL
Guest
«Reply #15 on: June 25, 2007, 05:50:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "hasu"
Nice one.............

Shukar hai Khuda ko b mere pe Tars aya hai.
Jo US k Dil mai mere liye Pyaar jaghya hai.
khayal aya hai hai dil mai k.
meri yaadon ko us ne galay se lagaya hai.
Jo meri taraf dekhna b pasand nahi karte they.
aj unho ne apni nashiili nigahon se jaam pilaaya hai.
Us k chehre ki wo lali wo madham se us k honth.
us k chehre ki roshni se mere chehre pe b Noor Aya hai.
Jis dil mai Dard hi Rehta tha Tanhaii ka saya mein hasu rehta tha.
Aj dard meri zindagi se door khushi muskuraii hai.
Shukar hai Khuda ko b mere pe tars aya hai.
jo us k dil mai mere liye pyaar jaghya hai....!!!!

bhoot khoob

khuda kee maharbanee ki usne aashik ko gale layga hai
hamne to tadaf hee dekhi thee uske, ansoo hee bahate pyaya hai

darde-dil hee dekha tha ab tak najaro me uske hamne
aaj milane aashik ka uskee ankho me saaf najar ayaa hai

thirkte kadmo kee awwaj, gungunate adharo ki thirkane unki
yahi mugalta kartee hai,  aaj barso bad usne bichde pyar ko pya hai

netra....
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #16 on: June 25, 2007, 06:28:11 AM »
Reply with quote
jaa tujhe jaan hai tho...tu laut kar jarur aayega

toot kar bikregi chad ki chandi tumpar
uss roshni mere tu mujh sang bitaye palo ki jhalak paayega

jab bhi tu kisi ko mukarata paayega..
ak pal k liye hi sahi mere dard ko mahsus kar jaayega

koi jab khushi se liptega ka tere gale
meri baho ka haar tu yaad aayega...

jab bar jaayegi teri jholi khusiyon se
mujhe yaad kar ak boond ansk tho jarur bahayega..

jab bhi mehsoor karega apni Zindagi mea tehraav tu
Zindgi ki karwaan aage badane tu laut aayega

jaa tujhe jana hai tho , tu laut kar jarur aayegaa...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #17 on: June 25, 2007, 07:18:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "deepika_divya"

very nice again deepika ji,

lot aya hoo mai bhatk kat kai salo ke bad
tujhe khada pya tha whai jaha choda tha jane ke bad

ksiee dil me basnee kee tamnna me tujhe choda tha
tootkaar ayaa hao yahi bewfayee uske sahane ke bad

hoyee thi khata n kee the kadar pyar ki teri maine
aaj jaga hoo neend se mai, haseen sa khwab tootne ke bad

teri meherbani hai ka sukkarr gujzaar hoo mai hamdam
tune fir lagya hai gale se apne, kuch pal sirf roothne ke bad

netra.

Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #18 on: June 25, 2007, 07:41:11 AM »
Reply with quote
wah wah.. kya khoob farmaya Netrapal Ji..

Tu bhool jaaye hame sanam
itni meri mohbaat kamjoor nahi paaoge

karwato mea bhi naam mera hi loge
khwabo, khyalo, tanhaion mea mujhe hi paaoge

samunder kinare jba kabi tanha beogto ge
tho meri choti choti bachkaani harkart yaad kar muskaroge..

jhoomne ko jam karega man tumhara
tab khushi mea meri mohabbat ka jar jarahat paaoge..

behkane lagenge jab kabi tumhare kadam...
sahara paane k bahane se hi sahi tu laut aayega...

jaa tujhe jaana hai tho, tu laut kar jarur aayega...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #19 on: June 25, 2007, 09:30:34 AM »

bhoo sahi kaha aapne........

haa lot ayaa hoo, kcheench layee hai chah teri
bichda kar kafa hogyee the mujhse rooh bhee meri

chah kar bhee n bhoola payaa that pyar teraa
pyari see shrarte bhoot bhoot yad atee thi teri

lot ayaa hoo na jaunga chod kar kabhi is jaha se
na rahe gi thna ha to kabi rooh ban gya hoo teri

netra....
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #20 on: June 25, 2007, 03:45:00 PM »
Reply with quote
Kash ke Lout kar aana mere naseeb mein hota
Meri Humnafas to aaj mein tere kareeb hota

milne ko mil hi jaati hai muhabaat zamane mein
Kash ke tera koi hamshakal, tera raqeeb hota
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #21 on: June 26, 2007, 05:05:25 AM »
Reply with quote
Ban kar gul ki khusbhu tum
ak Din bahar ban k laut aaoge

roke ge yea saari duniyan tumhe
par thod saare bandan tum laut aaoge

milge jo tumhe jo mere sang
wooh aur kahan paaoge

Ban jaogi mea rangeen fiza tere liye
apni aankho mea meri mohabbat k nazare paaoge

jao tumhe jana hai tho, tum laut kar jauru aaoge
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #22 on: June 26, 2007, 06:13:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "Nirbhay"
Kash ke Lout kar aana mere naseeb mein hota
Meri Humnafas to aaj mein tere kareeb hota

milne ko mil hi jaati hai muhabaat zamane mein
Kash ke tera koi hamshakal, tera raqeeb hota

wah kya bat hai dost, bhoot khoob

netra...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #23 on: June 26, 2007, 06:44:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "deepika_divya"
Ban kar gul ki khusbhu tum
ak Din bahar ban k laut aaoge

roke ge yea saari duniyan tumhe
par thod saare bandan tum laut aaoge

milge jo tumhe jo mere sang
wooh aur kahan paaoge

Ban jaogi mea rangeen fiza tere liye
apni aankho mea meri mohabbat k nazare paaoge

jao tumhe jana hai tho, tum laut kar jauru aaoge

ja raha hoo n lot kar n ayoonga kabhi
darde-del bhoot pyaa tha, sakoon paoonga mai abhi

n karoge intjaar, mujhe maloom hai
aashiana basoge apna mai chala junga tabhi

yahi dastoor hai jamane ka main n samja paya tha
kanjar wo tera hee to tha jalim, seene me par hooa hai abhi

kyo rote ho tum, jindgee bojh lageti kyo hai tumhe
duniya to aabad pahale bhee thee, tnha nahi ho tum bhee abhi

aye najneen chand lamhe hai jane ke mere bakee
too pilade do ghoot botal se mujhe ban ke ek bar sakee...

netra...
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #24 on: June 26, 2007, 07:42:23 AM »
Reply with quote
wonderful netrapal ji.. its really wonderful

Itna chahenge na kabhi tere ankho se ki ahk chalkega
ban jaye kitne hi tere apne , par hame na bhool paayega

kar rahi hun intzaar tera aur jan janmantar tak karti rahungi
kitna bhi tu tadpa le sanam par meri chaht koi bhi kam na kar paayega

behte hai htho bene jane do in asko ki dhar ko
tu hi jo in ashko ko ak nai muskarahat  de paayega

Apni tadap ko tript karne ki liye peelo jitni pini hai sarab
sarab ki har bund mea tu meri mohabbat ki meetaas paayega..

ja tujhe jana hai tho, tu laut kar jarur aayega....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #25 on: June 26, 2007, 09:03:44 AM »

ahaasaase-dil kee kadar kart hai tere bhoot ham
peena chahta hoo mai pilade to bhool jaoo apne sare gam

tumne to dediya bharosa hamdard hone ka saathi
par toote hooe dil, nahi ragh gaye tere bharose  ke kabil ab ham

tum chahte ho hame ab bhee, dariya dilee hai ye tumhari
kyo karte ho pyar itna hame, teri thokar ke layaka bhee nahi ham

jane de hame, jhootee aas kyo jaga rahi ho aye mallikaye husn
rahenge sadaa saath tere wada hai, rooh bankar bhee saat tere ham

netra
Logged
komalpreet kaur
Guest
«Reply #26 on: August 13, 2009, 06:48:25 AM »
Reply with quote
very nic words,really good .keep going on future poet
Logged
DhavalRami
Guest
«Reply #27 on: August 13, 2009, 11:50:44 AM »
Reply with quote
Divya jee:

namaste!

aik achchhi koShiSh aapki aur se paRhne ko milii!... bahot Khuub liKhaa hai aapne.. yuuNhi liKhate raheN aage bhee! daad!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Logged
israr bukharii
Guest
«Reply #28 on: July 01, 2017, 09:46:13 AM »
Reply with quote
wow very Nyc divyaaa.......I really liked it....!!!!

Logged
israr bukharii
Guest
«Reply #29 on: July 01, 2017, 10:03:51 AM »
Reply with quote
wow Nyc yrrr......dil pigal gya divya....good job
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:22:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer