samir_bc
Guest
|
«Reply #60 on: March 01, 2006, 10:56:57 AM » |
|
FOR U SUMAIYAH jo yakeen hai aapka ki honge aap roh baro humse khuda kare yeh yakeen hakikat main jald hi badal jaye jaante hain karte ho ab bhi mohabbat mujhse tum yeh dil tadap jata hai jab kerti ho baat kisi aur se tum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Suraiyah
Guest
|
|
«Reply #61 on: March 01, 2006, 07:53:40 PM » |
|
Hai wada milenge tujse, karenge tera har sapna pura, Samjha apne nada dil ko na tadpe ye ese, Jan jab karte hai bat hum kisi se...hota hai humare labon pe naam sirf tera...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #62 on: March 01, 2006, 10:16:35 PM » |
|
tumhe dekhne ke lia taraste hain tumse milne ke lia tarapte hain tera deedar karna chahte hain hum tumse pyar karte hain
vry nice...suraiya samir...tushar and pooja
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #63 on: March 07, 2006, 06:41:17 AM » |
|
nice one anjani ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #64 on: March 07, 2006, 03:20:55 PM » |
|
tumhe dekhne ke lia taraste hain tumse milne ke lia tarapte hain tera deedar karna chahte hain hum tumse pyar karte hain
vry nice...suraiya samir...tushar and pooja kiyon tarasti ho hamein dekhne ke liye ankhen band karogi to tumko nazar aajayenge kiyon tarapti ho milne ke liye humse tum hum to kushboo ki tarah tere paas bikhar jayenge agar karti ho piyar humse tum na kaho labon se kuch bhi yeh to woh ehsaas hai jo dil se dil tak pahunchaye jayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Suraiyah
Guest
|
|
«Reply #65 on: March 18, 2006, 10:11:39 PM » |
|
kiyon tarasti ho hamein dekhne ke liye ankhen band karogi to tumko nazar aajayenge kiyon tarapti ho milne ke liye humse tum hum to kushboo ki tarah tere paas bikhar jayenge agar karti ho piyar humse tum na kaho labon se kuch bhi yeh to woh ehsaas hai jo dil se dil tak pahunchaye jayenge na kahenge kuch labon se apni, bas ankhon ka ishara samaj lena, jab kare ga dil yaad tumhe, dil se dil ki sada sunlena...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #66 on: March 25, 2006, 05:55:37 AM » |
|
na kahenge kuch labon se apni, bas ankhon ka ishara samaj lena, jab kare ga dil yaad tumhe, dil se dil ki sada sunlena...
tumne kuch bhi na kaha labon se phir bhi hum tere dil ke ehsaas ko samajh gaye aaye ek sada si achanak laga ki tumne pukara hai humein chodker duniya daari tujhse milne ko hum nikal gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #67 on: August 01, 2006, 01:25:33 PM » |
|
Ab tou Aankhon mein samaati nahin soorat koi Ghaur sey Mein ne Tujhey Kaash na dekha hota hum is dil ko hi nikal dete seene se chehra tera is dil main kaash na samaya hota
NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #68 on: August 02, 2006, 03:17:25 AM » |
|
dil ke band drawazo per jab bhi yaade dastak de jaayegi hame yun hi unki woh pyaar bhari baate yaad aaygi
karenge hum fariyaad unse milne ki baar baar aur isi intazaar mein bas yeh umar beet jaayegi
kise pata thaa ki mohbbat kar degi yun jeena mera dushwaar aur meri raat ko neend yun hi aankho se juda ho jaayegi
din mein kiya karte they unki tasveer se baate hum raat ko wahi baate hame is tarah beqrar kar ke satayengi
hum karte hain unse pyaar behisaab ab na jaane hamare milne ki ghadi kab aur kaise aayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SADIQA JAWED
Guest
|
|
«Reply #69 on: August 03, 2006, 08:07:47 AM » |
|
Keep writing yar Samney Beth ko Jo dil ko Churaey Koi ! Aisi chori ka pata khak lagaey koi !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #70 on: August 05, 2006, 02:34:17 AM » |
|
too good samir .....
tere yeh masoom sawal mujhko bebas sa kar jaate hain chheen lete hain mere dil ka chain aur mujhe heraan sakar jaate hain
hai yahi pyaar toh yah itna bedard kyu hota hai jab milte hain dil se dil toh fir bicharna kyu hota hai
rehte hain woh mere dil mein aur dharkane naam unka hi leti hain fir bhi duniya ki nazaro se yeh chhipana kyu hota hai
jab dil ki lagi bad jaati hai aur ek pyaar ki shama jal jaati hai kyu fir us dil mein basi us murat ko ek naqab pehnanaa padta hai
hain yeh bhi kuch sawal aise jinhe soch ke mann dar jaata hai per teri chahat hai dil mein itni jayda ki tujhe pyaar karne se nahi ruk paata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
_Vicky_
Guest
|
|
«Reply #71 on: August 05, 2006, 09:43:45 AM » |
|
behad khubsoorat likha hai aapne RANJANA aur SAMIR BHAI..... kamaal kar diya aap dono ne... bahut khoob.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #72 on: August 06, 2006, 04:32:21 PM » |
|
too good samir .....
tere yeh masoom sawal mujhko bebas sa kar jaate hain chheen lete hain mere dil ka chain aur mujhe heraan sakar jaate hain
hai yahi pyaar toh yah itna bedard kyu hota hai jab milte hain dil se dil toh fir bicharna kyu hota hai
rehte hain woh mere dil mein aur dharkane naam unka hi leti hain fir bhi duniya ki nazaro se yeh chhipana kyu hota hai
jab dil ki lagi bad jaati hai aur ek pyaar ki shama jal jaati hai kyu fir us dil mein basi us murat ko ek naqab pehnanaa padta hai
hain yeh bhi kuch sawal aise jinhe soch ke mann dar jaata hai per teri chahat hai dil mein itni jayda ki tujhe pyaar karne se nahi ruk paata hai thanks vicky bhai and sanjana ji ,u too good again sanajana ji tere jo hai sawal unhe sochker heraan na ho tere har sawal ka hum khud jawab ban jayenge
aap hamare dil se dil to milaker dekho jo mil jayenge dil to bhichar na payenge
na dar tu zamane ki nazron se, agar pyar karte ho dil se yeh zamane wale ab hamara kiya kar payenge
yeh jo saroor hai mere pyar ka kayam rakhna bus isi tarah khud ba khud tumhare sawalon ke jawab tumhe mil jayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #73 on: August 07, 2006, 01:46:20 AM » |
|
bahut khoob samir ....
teri ab inhi baato se hum dil ko behlayenge ab teri dil ke siva apna thikaana aur kahan banayenge
jab bhi sunenge hum teri sada kahi bhi tere hi tasvur mein apni duniya sajayenge
jab honge tanha toh karnge khud se hi mohbbat ki baate per tere saamne aate hi mere nayan sharam se jhuk jaayenge
yaad rakhenge hum us lamhe ko har pal jab teri bahaon mein hum simat ke kho jaayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #74 on: August 07, 2006, 01:21:39 PM » |
|
bahut khoob samir ....
teri ab inhi baato se hum dil ko behlayenge ab teri dil ke siva apna thikaana aur kahan banayenge
jab bhi sunenge hum teri sada kahi bhi tere hi tasvur mein apni duniya sajayenge
jab honge tanha toh karnge khud se hi mohbbat ki baate per tere saamne aate hi mere nayan sharam se jhuk jaayenge
yaad rakhenge hum us lamhe ko har pal jab teri bahaon mein hum simat ke kho jaayenge bahut khoob ranjana ji karenge wahi baat jo laye muskaan labon pe tere is dil ki dhadkano main humne tumko basaya hai
tasavur na kar jald hi hum saath honge tere tujhe apni duniya main basane ka irada jo banaya hai
mohabbat kerti bhi ho, sharma bhi jaati ho tum tumhari inhi adaon ne to hume deewana banaya hai
humse raha nahi jaata, dil chahta hai deedar karna tera tere deedar ke liye hi rahon pe nazron ko tikaya hai
jaldi aajao tum bahon me hamari, tarapte hain humbhi kab se tumhare liye hi humne apni bahon ko phelaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|