<>Jabse Mili Hai<>

by honeyrose on January 27, 2009, 03:01:57 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2916 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: January 28, 2009, 08:18:51 AM »
Reply with quote
Bahut acche Honey.

Thanks HumTum ji aapko bhi doh char lines likhna hoga ... tongue3
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jabse pyar hua hai... by KaMaL in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 6 7 »
SAR KA SOORAJ BANA HAI JABSE WOH by faiiz_76 in Shayri-E-Dard
~~~Jabse Pyar Hua Hai~~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mili Nazre Tujse Jabse by Shayaries_King in Share:Love Poetry
juda jabse tum ho gaye by saahill in Share:Love Poetry
HumTum
Guest
«Reply #16 on: January 28, 2009, 08:31:29 AM »
Reply with quote
Hahaha .. Ji Jaruur ... Lijiye .. kuch Arz hai ...


Tere do honth tazza gulaab ho jaisey
Ankhoon se chalkati sharab ho jaisey

Sardi mein dhoop, baharon ka mousam
Tere husn ke aage sab bekaar ho jaisey

Yeh pari chehra uspe yeh hasiin adayein
Hawa mein bikara pyaar hi pyaar ho jaisey

Shaher mein har suu tera hi charcha hai
Har ik shakhs teri hi bemaar ho jaisey !!





HumTum   hello
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #17 on: January 28, 2009, 08:36:03 AM »
Reply with quote
Hahaha .. Ji Jaruur ... Lijiye .. kuch Arz hai ...


Tere do honth tazza gulaab ho jaisey
Ankhoon se chalkati sharab ho jaisey

Sardi mein dhoop, baharon ka mousam
Tere husn ke aage sab bekaar ho jaisey

Yeh pari chehra uspe yeh hasiin adayein
Hawa mein bikara pyaar hi pyaar ho jaisey

Shaher mein har suu tera hi charcha hai
Har ik shakhs teri hi bemaar ho jaisey !!





HumTum   hello


 Applause 

Wah wah bohat khoob HumTum ji....
Logged
cara
Guest
«Reply #18 on: January 28, 2009, 09:38:42 AM »
Reply with quote
honey ji......

hamari neeli ankhon mein ,ab kyun doob jaane ko mann karta hai,
in haseen wadiyon mein,ab kyun doob jaane ko mann karta hai.

ab aap tanha ho nahin,fir kyun aap ko dar lagta hai.
ab aap ko milgaya hai jo apna saathi,fir kyun hamara mann karta hai.
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: January 28, 2009, 09:48:19 AM »
Reply with quote
honey ji......

hamari neeli ankhon mein ,ab kyun doob jaane ko mann karta hai,
in haseen wadiyon mein,ab kyun doob jaane ko mann karta hai.

ab aap tanha ho nahin,fir kyun aap ko dar lagta hai.
ab aap ko milgaya hai jo apna saathi,fir kyun hamara mann karta hai.

Nice line...

Jab se mile ho,
ek anjaan si kashik keench liya hame
Khuda jane kab mohabbat ho gayi hame
Mai darti thi milne ke liye sanam, magar
Kismat fir ek bar laliya samne hame..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: January 28, 2009, 09:57:59 AM »
Reply with quote
honey ji......

hamari neeli ankhon mein ,ab kyun doob jaane ko mann karta hai,
in haseen wadiyon mein,ab kyun doob jaane ko mann karta hai.

ab aap tanha ho nahin,fir kyun aap ko dar lagta hai.
ab aap ko milgaya hai jo apna saathi,fir kyun hamara mann karta hai.

cara ji..

Madhosh karti hai woh nigahen humare dil bechain hota hai
In haseen wadiyon ke beech tumse milne ko dil bechain hota hai
Darte hai ke kahin mulaqaton ka silsila katm na ho jaaye
Abb hum bhi saath chalenge haathon mein haath liye dil kehta hai
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #21 on: January 28, 2009, 10:01:52 AM »
Reply with quote
Nice line...

Jab se mile ho,
ek anjaan si kashik keench liya hame
Khuda jane kab mohabbat ho gayi hame
Mai darti thi milne ke liye sanam, magar
Kismat fir ek bar laliya samne hame..


Wah wah Roja...

Saza de ya pyaar humen kuch bhi manzur hai
Tumse zindagi bhar ka rishta humen sadiyon se suroor hai.. Winking
Logged
cara
Guest
«Reply #22 on: January 28, 2009, 10:05:42 AM »
Reply with quote
Nice line...

Jab se mile ho,
ek anjaan si kashik keench liya hame
Khuda jane kab mohabbat ho gayi hame
Mai darti thi milne ke liye sanam, magar
Kismat fir ek bar laliya samne hame..

roja ji ham toh pull hai do kinaro ke beech mein,
jo mujhe pull karta hai ,yeh dil uska ho leta hai.
Logged
cara
Guest
«Reply #23 on: January 28, 2009, 10:13:47 AM »
Reply with quote
cara ji..

Madhosh karti hai woh nigahen humare dil bechain hota hai
In haseen wadiyon ke beech tumse milne ko dil bechain hota hai
Darte hai ke kahin mulaqaton ka silsila katm na ho jaaye
Abb hum bhi saath chalenge haathon mein haath liye dil kehta hai

jut bolti hai,ab yeh nigayen tume madhosh nahin behosh karti hai.
jut bolti hai,tera dil mujhse milne ko bechan nahin hai.

aisa hi hal raha,toh yeh silsila khatam ho jaayega.
jut bolti hai,saathi to tume milgaya,ab kyun mera haath thamne ko dil karta hai.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #24 on: January 28, 2009, 06:21:51 PM »
Reply with quote
jut bolti hai,ab yeh nigayen tume madhosh nahin behosh karti hai.
jut bolti hai,tera dil mujhse milne ko bechan nahin hai.

aisa hi hal raha,toh yeh silsila khatam ho jaayega.
jut bolti hai,saathi to tume milgaya,ab kyun mera haath thamne ko dil karta hai.


Cara ji..

Hosh kho baithe hai sirf tumara hi khayal tha
Hosh kho baithe hai bas mere ye haal tha
Humare dil se poocho kitne dard bhare hai ya ek sawal tha
Shab-e-furqat ke raahon mein sirf tumara hi khayal tha

**Honeyrose**

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: January 28, 2009, 07:12:31 PM »
Reply with quote
Nice One Didi.
Logged
cara
Guest
«Reply #26 on: January 29, 2009, 01:54:08 AM »
Reply with quote
honey ji.....

hosh kho baithe the, sirf tumara hi khayal tha-lekin abhi nahin,
hosh kho baethe the,mera yeh haal, tha-lekin abhi nahin.

apne dil se poocho,kitna dard hua hoga,jab aapne dil se mujhko, nikal diya tha,
kasam khuda ki,is dil mein,sirf tera hi khayal tha.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #27 on: January 29, 2009, 12:58:20 PM »
Reply with quote
honey ji.....

hosh kho baithe the, sirf tumara hi khayal tha-lekin abhi nahin,
hosh kho baethe the,mera yeh haal, tha-lekin abhi nahin.

apne dil se poocho,kitna dard hua hoga,jab aapne dil se mujhko, nikal diya tha,
kasam khuda ki,is dil mein,sirf tera hi khayal tha.





Cara ji...


Humari muhabbat ko sach na samjhe to na sahi
Humari sharafat ko sach na samjhe to na sahi
Dastan-e-ishq iss dil ki lakeeron mein dab chuki hain
Humari muhabbat ko agar daag lagti hai to humen kushee nahi
Logged
cara
Guest
«Reply #28 on: January 29, 2009, 01:25:53 PM »
Reply with quote



Cara ji...


Humari muhabbat ko sach na samjhe to na sahi
Humari sharafat ko sach na samjhe to na sahi
Dastan-e-ishq iss dil ki lakeeron mein dab chuki hain
Humari muhabbat ko agar daag lagti hai to humen kushee nahi

tum hamari mohabbat ko sach na samjha,koi baat nahin,
tum hamari sharafat ko sach na samjha,koi baat nahin.
dastan-e-ishq tere dil mein thi kahan,jo dab chuki hain.
tum ne mahobbat ki kahan, mahobaat toh meine ki thi,jisko ab aag lag chuki hain.


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #29 on: January 29, 2009, 06:02:29 PM »
Reply with quote
tum hamari mohabbat ko sach na samjha,koi baat nahin,
tum hamari sharafat ko sach na samjha,koi baat nahin.
dastan-e-ishq tere dil mein thi kahan,jo dab chuki hain.
tum ne mahobbat ki kahan, mahobaat toh meine ki thi,jisko ab aag lag chuki hain.




Cara ji

Tum hamari mohabbat ko na samjhe aab tak
Tum se umeed lagaye baithe hai aab tak
Ishq ki gehrai mein zindagi ke sukh kho chuke
Tumse ek naye rishta jodne ki umeed lagaye aab tak
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:05:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer