Jabse pyar hua hai...

by KaMaL on December 06, 2004, 03:16:45 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 6962 times)
KaMaL
Guest
«Reply #75 on: December 30, 2004, 12:46:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "Miss Kismat"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "khirbar"
hi friends  Usual Smile


thanks to all


"Derd ka khehna cheekh hi uthoo, dill ki nasihaat woza nebhao
Sab kuch sehna chup chup rehna kaam hay izaat daroon  ka"



bye take care


Nice !!Khirbar ji!! Usual Smile

Sun ne Wale Ro Diya, Sun kar Mareez-e-gham ka haal,
Dekhne waale Taras kha kar dua dene Lage....!


(NM)


Waqi Ghoob sab...greattt  :wink:

DARD-E-DIL

Usko kya saaza dun jisne muhabbat mein humari dil tor diya
Gunah to humne kiya jo uski baanton ko muhabbat ka rang diya
 :oops:


Wah Miss Kismat ji!! Very Nice!!!

Yoon to ashkon se bhi hota hai alam ka izhaar,
Hai, Woh Gham jo Tabassum se ayaan hotaa hai...


(NM)


Very nice...Arun ji...
And Thanks.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SAR KA SOORAJ BANA HAI JABSE WOH by faiiz_76 in Shayri-E-Dard
~~~Jabse Pyar Hua Hai~~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
<>Jabse Mili Hai<> by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
juda jabse tum ho gaye by saahill in Share:Love Poetry
Unko jabse bhula ke aaye hain by drpandey in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Neelam
Guest
«Reply #76 on: December 30, 2004, 04:23:22 AM »
Reply with quote
Dil ki hasrat zubaan pe aane lagi hai
Tum ne dekha aur zindagi muskuraane lagi hai
Yeh ishq ki inteha thi ya meri deewangi
Har surat mein surat teri nazar aane lagi hai.......Waheed Rose
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #77 on: December 30, 2004, 04:56:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Neelam"
Dil ki hasrat zubaan pe aane lagi hai
Tum ne dekha aur zindagi muskuraane lagi hai
Yeh ishq ki inteha thi ya meri deewangi
Har surat mein surat teri nazar aane lagi hai.......Waheed Rose



Waaah! Neelam ji Bahut achchhe!!!

Bismil kiya kisi ko Hua Neemjaan Koi,
Kya kya woh kaam ek Ishaare mein Kar Gaye......


(NM)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #78 on: December 30, 2004, 08:27:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "Neelam"
Dil ki hasrat zubaan pe aane lagi hai
Tum ne dekha aur zindagi muskuraane lagi hai
Yeh ishq ki inteha thi ya meri deewangi
Har surat mein surat teri nazar aane lagi hai.......Waheed Rose



Waaah! Neelam ji Bahut achchhe!!!

Bismil kiya kisi ko Hua Neemjaan Koi,
Kya kya woh kaam ek Ishaare mein Kar Gaye......


(NM)


wah!!!!!!!!!!  neelu...........bahot khoob..........superbbbbbbbb......too good arun bhai.............

Hansne nahe deta kabhe rone nahee deta
Ye dil to kisi kaam ka hony nahee deta
Main to us shaks se waqif bhe nahee hoon
Jo mujhko kisi aur ka hony nahe deta.......................
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #79 on: December 30, 2004, 08:37:27 AM »
Reply with quote
Shukriya!! Waheed Bhai!!! & Very Nice written!!!

Jisko Dekha na kabhi,
Uski Hasrat hai Humein!
Jaane woh kaun hai,
Jiski Zaroorat hai Humein!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #80 on: January 01, 2005, 04:41:59 PM »
Reply with quote
ur welcome...........arun bhai........too good arun bhai.....
 :lol:
Logged
lovebites
Guest
«Reply #81 on: January 01, 2005, 05:11:38 PM »
Reply with quote
BARISHO KE MOSAM MAIN

Barish ka mosam hai
Rooh ki fizawon mai
Ghum-zada hawayen hain
Bey-sabab udasee hai
Iss ajib mosam mai
Bey-qarar rathon ki
Bey-shumaar bathen hain
Un-ginat fasaney hain
Jo bahot khamoshi se
Dil pe sehtey pirtey hain
Aur ba-amrey majboori
Sab se kehtey pirtey hain
Aaj mosam acha hai
Aaj hum bahot khoosh hain
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #82 on: January 02, 2005, 01:25:15 PM »
Reply with quote
Thanks Waheed Bhai!!! N Very Nice Lovebites ji!!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #83 on: January 03, 2005, 01:47:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Thanks Waheed Bhai!!! N Very Nice Lovebites ji!!!



Shukriya..................!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #84 on: January 03, 2005, 04:31:07 AM »
Reply with quote
Usual Smile  :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #85 on: January 03, 2005, 06:14:54 AM »
Reply with quote
ur welcome arun bhai......lovebites.........  :lol:
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #86 on: January 03, 2005, 09:37:14 AM »
Reply with quote
Nice One Lovebites...

Use pyar kiya humne
sazaa di humne khudko
sazaa di humne use
yeh kaisa pyar hai –
dil karta hai bepanaah mohabbat unse lekin
phir bhi tod diya dil unka humne
yeh mohabbat ne kaisa imtihaan liya hai.
humne unhe aapni hi zindagi se alag kar diya hai

************
Nasha to hota hai utar jaane ke liye
mehboob to hota hai bichar jaane ke liye
lakh karlo jatan apne pyaar ko zinda rakhne ki
par dil to hota toot jaane ke liye..

**************
TERE DIL DIYAN YAARA TU JAANE,
MERE DIL VICH DHADKAN TERE HAI,
TU JINNA CHIR MAINU PYAR KAREN,
MAINU ONNI UMAR BATHARI HAI. ......
 :oops:
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #87 on: January 03, 2005, 06:20:12 PM »
Reply with quote
Waaah! Miss Kismat ji!!!Very Nice!! Usual Smile

Pyaar karne wale Pyaar mein Imtihaan Dete hain!
Dil Hatheli par rakh ke Ishq mein Jaan Dete hain!
Mohabbat Ki hai to Phir Kahan ki Fikr aur darna Kaisa,
Woh hi Karte hain Jo Jigar mein Thaan Lete hain!



Dil Tootega to Jaanoge Ishq kya hai,
Tadap kya aur Milan Kya hai!
Ishq ki Kitaabon mein yeh sabak bhi to shaamil hai,
Dil ka Toot na kaisa aur Uski Chubhan Kya hai!


Tu Sajna mere dil di Dhadkan, Dil wich dhadke Bind Bind
Aj Sun lai tu Sajan meriya Teri - meri hik Zind.......
Logged
Miss Kismat
Guest
«Reply #88 on: January 03, 2005, 06:23:50 PM »
Reply with quote
Thankssss Sharmaarun Ji, thnxx very muchhh...

aahyista aahista aap aaye or chupke se chale bhi gye
mil bhi na paye hum or na jane kaise juda ho gye
barsho ki tamana thi ki aap humari julfo ko suljaye?
jindgi hi ualj gyi hai ab jindgi ko kase suljaye?
rote rote aanshu bhi shuk gye bhid me bhi hum thanha rha gye
[/size]

"Zindagi bhar zindagi ki saza milti rahi,
Lamha lamha wafaaon ki jaza milti rahi.

Cherh kar jata raha har baar zakhmon ko mere,
Gham ke sholon ko yun hi hawaa milti rahi.

Meri nazron ne hai bakhsha husn ko farogh,
Uske har aaza ko ik adaa milti rahi.

Faasla badta gaya jitna gaya uske qareeb,
Khushk patton ko jaise hawaa milti rahi.

Paththron ki gird takrata raha 'Kismat' ka wajood,
Sukhan goi ka sadaa nayee sadaa milti rahi.
Logged
lovebites
Guest
«Reply #89 on: January 03, 2005, 06:33:10 PM »
Reply with quote
Nice Arun bhai & Miss-K.....................!
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:32:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer