tinda
Guest
|
tumse milkar tumhe kuchh batana hai jitne bhi pal guzaroo tumahare sath jane kyu bahut hi kam lagte hai sabhi janmo ki duriyo ko us ek pal me mitana hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 25, 2005, 12:53:07 PM » |
|
waah tinda ji !!!
dil mein tere pyaar ka ehsaas liye huye chal rhey hai khushi se muhhobat ki raah par kaseey byaaN kru ke kitna pyaar hai tumse mein khud ko fanaah kar du teri ik aaah par !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tinda
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 25, 2005, 01:11:02 PM » |
|
dear HumTum, you don't know something about yrself that u always hit the dart right to the bulz' eye Gr8 reply!
kyaa cheez hai pyar tumse humne jana hai tumse duur hoke jina kya khaak marna hai kya khaak jeena hai!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 25, 2005, 01:17:28 PM » |
|
Thanx a lot buddy ... for liking my work !! n yes of course you too write very good !!
muhhobat ko teri humney khuda mana hai tujhey dekh ke jite hai tujh pe maregey sanam chaha hai tujh ko apni jaan se zayda sab kehte hai lekin hum yeh karegey sanam !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tinda
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 25, 2005, 01:40:57 PM » |
|
jaan kehte ho to kyun nahi itna jaan lete, dene ko apni jaan kehke, kyu ho hamari jaan lete. . .
thanx again HumTum I am not a great shayar like you but believe me you've taught me how to reply!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 25, 2005, 01:53:22 PM » |
|
Thanks a Million dear !!! n i am not a good shayaar !! but if you believe wht you say then it's a great honour for me ... thanks a lot :D n nice reply !!
yeh zindgi bhi to tumhari hi hai tujhey dekh ke hi to jeetey hai hum ik lamha bhi jab nazaroon si hoti ho duur ruk si jati hai hamari saansein sanam !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 25, 2005, 03:40:15 PM » |
|
great going tinda and humtum..........
waqt guzarta nahi tha tere sahahre ke bina aaj guzar rahi hai zindagi tere yaad ke saath
guzarta hai jeevan muskurakar mera iss janam mein kaafi tha tere kuch dino ka saath..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 25, 2005, 03:46:36 PM » |
|
waah amrita ji ...
dasta hai har ik lamha teri judai ka chalta hai dil pe kanjar teri yaad ke sath kha hai tu tujhey dund rhi hai nazarin mar rha hoon pal pal tanhai ke sath !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
safat_ahmed
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 25, 2005, 04:24:36 PM » |
|
Jub tak chalti rahaygee saas tub tak milnay ke rahayge aas Kabhee meloge to hoga iska Ahsaas kee tumharee mohabba kay bena dil tha kinta udas
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tinda
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 26, 2005, 09:47:35 AM » |
|
thanx alot HumTum, Amrita and Safat, very nice posts by all
logo ko poochte suna hai pyaar, ishq kaunsi khas hai isme baat par kya jane woh bechare ek baar tham kar to dekho sachche yaar ka haath
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 29, 2005, 11:02:32 AM » |
|
ek baar pyaar kiya tha,ab dobaara nahi karenge.. haath thamne ki galti,ab dobaara nahi karenge.. pyaar ishq mohobbat woh aatish hai janab ismein haath jalane ki galti,ab dobara nahi karenge..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 29, 2005, 02:50:22 PM » |
|
Aag se khelna to diljalo ki nishaani hai hontoN pe tabsum ankhoon mein pani hai ishq mein jeena ishq mein marna "HumTum" teri to faqt rhi bas yhi zindgani hai !!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 29, 2005, 05:06:45 PM » |
|
Hamri Ana ko Gawara na tha ke mohabat mang kar lete Aur un main itna zarf na tha ke bin mange luta detey. Aik muddat tak as dil ki Beqarariyan na gaein Har Roz tuje khat lekhte aur har Roz jala detey Khud ko teri mohabat ke qabil hi na samjha warna Tot ke tuje aisa chahte ke khud ko bhula detey kabhi Azma kar dekha hota ke teri khawshon ki khatir Tere kadmon main bekhar jate teri Rahon ko saja detey Mojza dekh meri mohabat ka ke tuje to Asman kar dia Aur khud Reh gaye teri galiyon main mohabat ki sada detey Becharna hi tha to Hijar ke Taqaze to nebhaye hote main tum ko bhola deta tum mujko bhula detey Apne Dard ki Tashaheir Hamein gawara na thi warna Dohai aesi detey ke Zamane ko Rula detey.....nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tinda
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 30, 2005, 12:16:58 PM » |
|
thanx amrita and HumTum, great going. . . trying to add some of mine you also taste this wine. . .
na jane kaisa nasha hai teri bato mein subah ka hosh nahi shaam ka pata itna doob jaun tere haseen khyaalo mein chal jaye to chal jaye sari duniya ko pata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|