-----/// Jarurat hai tumhari jeene ke liye/// -----

by klaskar on August 21, 2010, 10:03:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2002 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote


apni maasoomiyat se keh jaati ho,
ki sab kuch hoon main tumhaare liye,
tum kya jaano kya ho tum,
kya hai tumhaari ehmiyat mere liye,

baarish ki pehli boond se poochho,
kya hai uski pyaas zameen ke liye,
suraj ki pehli kiran se poochho,
kya hai uski chaah roshni ke liye,

lehren ho tum, to saahil se poochho,
kya hai uski tadap lehron ke liye,
phoolon se mehekti khoosboo se poochho,
kya hai chaahat uski hawaa ke liye,

kudrat ka koi karishma ho tum,
usne sajaaya hoga tumhe apne liye,
kisi gaayak ki koi ghazal ho tum,
usne gaaya hoga tumhe apne liye,

aake ek baar zaraa mujhse poochho,
kya ho tum is nacheez ke liye,
kahunga tumse dil pe haath rakh ke,
jaan ho tum, jarurat hai tumhaari jeene ke liye...


*****HRIDAY*****
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zaroori to nahin jeene ke liye sahara ho by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
**Jeene ke liye** by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Mere jeene ke liye tera armaan by tanviir in Shayari -e- Husn
Jeene Ke Liye by FIROZ IQBAL in Ghazals
jeene ke liye(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: August 21, 2010, 11:22:41 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat peshkash hai Kapil
Bas yun hi likhte rahiye
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2010, 11:39:16 PM »
Reply with quote
Amazing One Klaskar jee... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause

Bahut khoob aapke khayaal to hai hi is baar bayaani bhi kafi damdaar rahi daad jaan.....

Dil se daad....
Likhate rhaiye....
Klaskar jee aapke liye ek famous gazal yaad aayi use share karna chahte hai....

Masoom Mohabbat ka bas itna fasaana hey
Kaghaz ki haveli hey, baarish ka zamaana hey

Kia rasm-e-mohabbat hey kia shart-e-zamaana hey
Aawaz bhi zakhmi hey, or geet bhi gana hey

Toota hua dil apna yoon un ko dikhaana hey
Bheegi hui aankhon se aik sher sunnana hey

Us paar utarney ki ummeed naheen rakhnaa
Kishti bhi purani hey Toofaan bhi aana hey

Naddani merey dil ki phir ishq ki zad par hey
Phir aag ka darya hey, phir doob hi jaana hey

Yeh ishq naheen aasaan, bas itna samajh lijiye
Ik aag ka dariya hey, aur doob ke jaanaa hey
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #3 on: August 22, 2010, 04:18:22 AM »
Reply with quote
klaskar ji.......

ye meri fav nazm hai aapki collection ki.....

1 of ur best 1's i must say......
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: August 22, 2010, 04:35:02 AM »
Reply with quote
Amazing One Klaskar jee... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause

Bahut khoob aapke khayaal to hai hi is baar bayaani bhi kafi damdaar rahi daad jaan.....

Dil se daad....
Likhate rhaiye....
Klaskar jee aapke liye ek famous gazal yaad aayi use share karna chahte hai....

Masoom Mohabbat ka bas itna fasaana hey
Kaghaz ki haveli hey, baarish ka zamaana hey

Kia rasm-e-mohabbat hey kia shart-e-zamaana hey
Aawaz bhi zakhmi hey, or geet bhi gana hey

Toota hua dil apna yoon un ko dikhaana hey
Bheegi hui aankhon se aik sher sunnana hey

Us paar utarney ki ummeed naheen rakhnaa
Kishti bhi purani hey Toofaan bhi aana hey

Naddani merey dil ki phir ishq ki zad par hey
Phir aag ka darya hey, phir doob hi jaana hey

Yeh ishq naheen aasaan, bas itna samajh lijiye
Ik aag ka dariya hey, aur doob ke jaanaa hey


parwaz ji aapke andaaz nirale hain....
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: August 22, 2010, 05:57:14 AM »
Reply with quote
Bahaut bahaut khoob Kapil Dost..Ek nayi tarha likha apne..Badi khubsoorat nazm likhi hai..!  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: August 22, 2010, 06:00:51 AM »
Reply with quote
Amazing One Klaskar jee... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause

Bahut khoob aapke khayaal to hai hi is baar bayaani bhi kafi damdaar rahi daad jaan.....

Dil se daad....
Likhate rhaiye....
Klaskar jee aapke liye ek famous gazal yaad aayi use share karna chahte hai....

Masoom Mohabbat ka bas itna fasaana hey
Kaghaz ki haveli hey, baarish ka zamaana hey

Kia rasm-e-mohabbat hey kia shart-e-zamaana hey
Aawaz bhi zakhmi hey, or geet bhi gana hey

Toota hua dil apna yoon un ko dikhaana hey
Bheegi hui aankhon se aik sher sunnana hey

Us paar utarney ki ummeed naheen rakhnaa
Kishti bhi purani hey Toofaan bhi aana hey

Naddani merey dil ki phir ishq ki zad par hey
Phir aag ka darya hey, phir doob hi jaana hey

Yeh ishq naheen aasaan, bas itna samajh lijiye
Ik aag ka dariya hey, aur doob ke jaanaa hey

Pehli do lines dil choo gayi Dost..
Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: August 22, 2010, 09:43:50 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rajesh ji... aap logon ka saath raha to yunhi likhte rahenge....!!!

Bahut khoobsurat peshkash hai Kapil
Bas yun hi likhte rahiye
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: August 22, 2010, 09:44:52 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Parwaaz ji ... aur shukriya jawaab me itna pyaara ghazal share karne ke liye....!!!

Amazing One Klaskar jee... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause

Bahut khoob aapke khayaal to hai hi is baar bayaani bhi kafi damdaar rahi daad jaan.....

Dil se daad....
Likhate rhaiye....
Klaskar jee aapke liye ek famous gazal yaad aayi use share karna chahte hai....

Masoom Mohabbat ka bas itna fasaana hey
Kaghaz ki haveli hey, baarish ka zamaana hey

Kia rasm-e-mohabbat hey kia shart-e-zamaana hey
Aawaz bhi zakhmi hey, or geet bhi gana hey

Toota hua dil apna yoon un ko dikhaana hey
Bheegi hui aankhon se aik sher sunnana hey

Us paar utarney ki ummeed naheen rakhnaa
Kishti bhi purani hey Toofaan bhi aana hey

Naddani merey dil ki phir ishq ki zad par hey
Phir aag ka darya hey, phir doob hi jaana hey

Yeh ishq naheen aasaan, bas itna samajh lijiye
Ik aag ka dariya hey, aur doob ke jaanaa hey

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: August 22, 2010, 09:45:32 PM »
Reply with quote
thank you so much Kasak ji....!!!

klaskar ji.......

ye meri fav nazm hai aapki collection ki.....

1 of ur best 1's i must say......
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: August 22, 2010, 09:46:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rahim bhai....!!!

Bahaut bahaut khoob Kapil Dost..Ek nayi tarha likha apne..Badi khubsoorat nazm likhi hai..!  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:16:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer