JEEVAN ME AAPKE AAGMAN SE........Anahita

by Anahita on May 10, 2012, 08:34:22 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2796 times)
Anahita
Guest
Reply with quote
Jeevan Me Aapke Aagman se Mera Rom Rom Pulkit Hai.
      Aapke Kaaran Hriday me Prem ragini Dhwanit Hai.
Aapne Samjhayi Mujhe Prem Ki Paribhasha hai.
      Aapke Saannidhya Me Sampoorna Jeevan Vyateet Ho ye Aasha Hai.
Isi Prakaar Hamare Dwara Prem ka Nirvahan Ho.
     Ishwar na kare Is Pavitra Path Se Kabhi Vichalan Ho.
Koi Vipatti Kabhi Aap Par Na Aaye.
     Aapke Bhagya ke Aakash Par Kabhi Dukho ke Badal na Chhaye.
Aapke Adhron Par Sada Ye Nishchhal Muskan Rahe.
     Aapke naam Ke Sath Ardhanginee ke Roop Me Mera Naam Rahe.
Meri Trutiyon ko kshama kar dijiyega ye prarthana Hai.
     Aap Sadaiv Prasanna rahe yahi Kamna hai.........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Anahita says... by Anahita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Anahita says. by Anahita in Shayri for Khumar -e- Ishq
Anahita Says.... by Anahita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Jeevan Uska Jeevan Hai by Abul Asad in Shairi - E - Zindagi
Jab Bhi Wo.....Anahita by Anahita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pramod singh
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 23 hours and 9 minutes.

main shayar badnaam

Posts: 460
Member Since: Feb 2012


View Profile
«Reply #1 on: May 10, 2012, 08:36:00 AM »
Reply with quote
ANahita ji.. Bahut Khoob. vichar hain. Badhai ho
Logged
Anahita
Guest
«Reply #2 on: May 10, 2012, 08:37:07 AM »
Reply with quote
ANahita ji.. Bahut Khoob. vichar hain. Badhai ho
Dhanywaad jee
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: May 10, 2012, 09:41:58 AM »
Reply with quote
bahut sunder vichaaron kaa pradarshan anahitaa betee sdaiv prasann raho yahee kaamnaa hai asheerwaad men ek rau
Logged
Anahita
Guest
«Reply #4 on: May 10, 2012, 09:46:51 AM »
Reply with quote
bahut sunder vichaaron kaa pradarshan anahitaa betee sdaiv prasann raho yahee kaamnaa hai asheerwaad men ek rau
Danyawaad Sir.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: May 10, 2012, 09:53:44 AM »
Reply with quote
Jeevan Me Aapke Aagman se Mera Rom Rom Pulkit Hai.
      Aapke Kaaran Hriday me Prem ragini Dhwanit Hai.
Aapne Samjhayi Mujhe Prem Ki Paribhasha hai.
      Aapke Saannidhya Me Sampoorna Jeevan Vyateet Ho ye Aasha Hai.
Isi Prakaar Hamare Dwara Prem ka Nirvahan Ho.
     Ishwar na kare Is Pavitra Path Se Kabhi Vichalan Ho.
Koi Vipatti Kabhi Aap Par Na Aaye.
     Aapke Bhagya ke Aakash Par Kabhi Dukho ke Badal na Chhaye.
Aapke Adhron Par Sada Ye Nishchhal Muskan Rahe.
     Aapke naam Ke Sath Ardhanginee ke Roop Me Mera Naam Rahe.
Meri Trutiyon ko kshama kar dijiyega ye prarthana Hai.
     Aap Sadaiv Prasanna rahe yahi Kamna hai.........


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

itni kathin hindi aur aapne roman mein likhi bahut khoob aur main ne dhire-dhire ek ek shabd ko do-do baar padha phir poori kavita dobara padha. anahita ji bahut sunder likha hai
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: May 10, 2012, 10:13:25 AM »
Reply with quote
 Applause
 sundar kavita.
Logged
Anahita
Guest
«Reply #7 on: May 10, 2012, 10:31:50 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

itni kathin hindi aur aapne roman mein likhi bahut khoob aur main ne dhire-dhire ek ek shabd ko do-do baar padha phir poori kavita dobara padha. anahita ji bahut sunder likha hai
Shukriya jee
Logged
Anahita
Guest
«Reply #8 on: May 10, 2012, 10:32:23 AM »
Reply with quote
Applause
 sundar kavita.
Dhanyawaad Usual Smile
Logged
laaiba
Guest
«Reply #9 on: May 10, 2012, 03:29:20 PM »
Reply with quote
bohat piyari kamna anahita vry nyc....
Logged
Anahita
Guest
«Reply #10 on: May 11, 2012, 11:16:12 AM »
Reply with quote
bohat piyari kamna anahita vry nyc....
Dhanyawaad Laaiba Jee Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:39:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer