<>*Jii Chahta Hai*<>

by *KasaK*....Dil Ki on September 02, 2010, 07:51:11 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1053 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
Reply with quote
<>*Jii Chahta Hai*<>

Aaj tere pas aane ko jii chahta hai
Tujhme hi bas jane ko jii chhta hai…

Teri khushbu se mahek jaye rom rom mera…
Tujhe khud me yun basane ko jii chahta hai…

Teri aagosh k saaye me khud ko kho dun
Teri panahon me ab jine marne ko jii chahta hai…

Main to jazbaaton ko piroti hun lafzon ki dori me
Lekin aaj sirf teri hi baat kahne sunne ko jii chahta hai…

Tere sath beete jo pal wo kitne haseen the sabhi
Aaj unko fir se jee lene ko jii chahta hai…

Tune sajaye mere khyal se geet kai
Aaj teri har gazal gungunane ko jii chahta hai…

Nahin jee paungi main ik pal bhi tujhse juda hoke
Aaj maut ko gale lagane ko. Jii chahta hai

Jii chahta hai………..


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Chahta Hai by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
Dil Na Chahta Ho........................... by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
DiL ChaHta Hai by asgher in Shayri-E-Dard
CHAHTA HU by bond in Shayri for Khumar -e- Ishq
jee chahta hai by shyama in Shayri for Khumar -e- Ishq
dead heart
Guest
«Reply #1 on: September 02, 2010, 07:55:49 PM »
Reply with quote
Maut na mango di..!
Waise bahaut khubsoorat likha hai..har lavz main mohobat aur ghum bhi dikta hai..Bahaut ache! Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: September 03, 2010, 12:53:22 PM »
Reply with quote
bahut bahut bhoob Kasak ji... mohabbat bhari aapki ye peshkash bahut pyaari hai...!!!
 Applause Applause Applause Applause Applause


samaa jaun is tarha tujhme main ki tujhe poori kar dun,
apne mohabbat ki mehek se main tujhe kasturi kar dun,

teri surmayi aankhon ko chhoo ke main unme kaajal bhar dun,
teri julfon se main is tarha khelu ki tujhe paagal kar dun,

bhar ke tujhe baahon me apne main tujhe jal jal kar dun,
apne mohabbat ke liye tujhe main deewani har pal kar dun,

hamaari mohabbat ki lau se aaj roshan har chiraag kar dun,
is tarha rang jaun tere rang me ki laal har gulaab kar dun,

main chhoo ke gulaabi hothon ko tujhko ghazal kar dun,
tujhe seene se lagaake teri har hasrat muqammal kar dun...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #3 on: September 04, 2010, 04:52:30 AM »
Reply with quote
bahut bahut bhoob Kasak ji... mohabbat bhari aapki ye peshkash bahut pyaari hai...!!!
 Applause Applause Applause Applause Applause


samaa jaun is tarha tujhme main ki tujhe poori kar dun,
apne mohabbat ki mehek se main tujhe kasturi kar dun,

teri surmayi aankhon ko chhoo ke main unme kaajal bhar dun,
teri junfon se main is tarha khelu ki tujhe paagal kar dun,

bhar ke tujhe baahon me apne main tujhe jal jal kar dun,
apne mohabbat ke liye tujhe main deewani har pal kar dun,

hamaari mohabbat ki lau se aaj roshan har chiraag kar dun,
is tarha rang jaun tere rang me ki laal har gulaab kar dun,

main chhoo ke gulaabi hothon ko tujhko ghazal kar dun,
tujhe seene se lagaake teri har hasrat muqammal kar dun...

mastam reply kapil......too goodddddd......full of feelings icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: September 04, 2010, 04:53:43 AM »
Reply with quote
Maut na mango di..!
Waise bahaut khubsoorat likha hai..har lavz main mohobat aur ghum bhi dikta hai..Bahaut ache! Applause Applause Applause Applause

shukriya bhai...for encouraging me...thnx alot k tumne pasand ki ye koshish...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: September 04, 2010, 06:45:45 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Kasak ji... par aapka jawaab kahaan hai....!!!

mastam reply kapil......too goodddddd......full of feelings icon_flower
Logged
aaina
Guest
«Reply #6 on: September 04, 2010, 02:35:45 PM »
Reply with quote
khoobusrat kaawish hai daad qubool keejiye



aslam
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #7 on: September 04, 2010, 03:19:37 PM »
Reply with quote
mautrama aadab ,,

jazbat o ahessasat se labrez apki is takhleeq pe dad .. acha kaheti hain app .. allah kare zoor-e-khalam aur ziyada.


khadim o khaddam

qadeertoopchi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: September 06, 2010, 09:17:05 AM »
Reply with quote
<>*Jii Chahta Hai*<>

Aaj tere pas aane ko jii chahta hai
Tujhme hi bas jane ko jii chhta hai…

Teri khushbu se mahek jaye rom rom mera…
Tujhe khud me yun basane ko jii chahta hai…

Teri aagosh k saaye me khud ko kho dun
Teri panahon me ab jine marne ko jii chahta hai…

Main to jazbaaton ko piroti hun lafzon ki dori me
Lekin aaj sirf teri hi baat kahne sunne ko jii chahta hai…

Tere sath beete jo pal wo kitne haseen the sabhi
Aaj unko fir se jee lene ko jii chahta hai…

Tune sajaye mere khyal se geet kai
Aaj teri har gazal gungunane ko jii chahta hai…

Nahin jee paungi main ik pal bhi tujhse juda hoke
Aaj maut ko gale lagane ko. Jii chahta hai

Jii chahta hai………..



Wah! bahut umda peshkash hai Anamika Ji
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: September 06, 2010, 09:34:20 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai anamika ji.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:22:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.207 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer