badnaam_shayar
Guest
|
«Reply #30 on: June 10, 2006, 11:56:37 AM » |
|
Ek panna meri Jindagi ki kitaab ka..... Aaj bhi woh khaali hai....
Kehta hai meri kalam ko dekh..... Ruk jaa Ab Shayar ki Sanam ki baari hai......
Kar Badnaam khud ko hum apna kya Manzar dekhenge..... Jo thama agar haath kisi ne Falak pe Chand ko rakhenge......!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #31 on: June 10, 2006, 12:15:32 PM » |
|
very beautiful Gaurav.....................
hamne aaj unko apni kahaani ka hissa bana liya likha thaa jis pane per unka naam , us pane ko ab toh apni jindagi ki kitaab mein chipka liya
thama hai jab haath unka toh ab yeh kaise chhutega aaj toh hamne unhe apne haato ki lakeeron mein chipa liya........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #32 on: June 10, 2006, 12:34:10 PM » |
|
Mat dekho raste inn haath ki lakeeron ke...... Yeh Waqt ke saath badal jaati hai.......
Chali jaati hai ek Dinn Sanam chorke sab..... Aur uss waqt mehkada kaam aati hai.....
Manao Jashn khushi ka nahi Dard ka....... Dekhte hain iss baar IShq me kiski Jaan jaati hai......!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #33 on: June 10, 2006, 04:52:44 PM » |
|
gud one .......... aagaj toh har mohabbat ka accha hota hai anjaam ab dekhiye ki kya se kya hota hai badal jaati hai kai baar haatho ki lakeer.n bhi jab mohabbat karne walo ki baato mein dam hota hai.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #34 on: June 14, 2006, 12:34:21 PM » |
|
Thi ek GhaZal jo main kabhi tumhe keh na saka...... Jindagi ke kuch panne the naam tere par unme kabhi tera Naam likh na saka......
Karta raha tumse Pyar Dil hee Dil me...... Thi kuch khaas baat jo tum bas gayi is meri harr Manzil mein.....!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #35 on: June 15, 2006, 03:35:26 AM » |
|
abhi waqt hai imthaan ka meri mohabbat ka sanam abhi har baat rahne do..........
abhi adhauri hai har mulakaat sanam abhi yun hi saath rehne do.......
main jinda hun teri mohabbat ke dam se abhi mere dil mein abhi yehi khayal rehne do
likha jaayga teri jindagi ki kitaab ke varko per mera naam bhi kabhi mere dil ko yeh bharm aur yahi gumaan rehne do.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #36 on: June 15, 2006, 11:28:53 AM » |
|
abhi waqt hai imthaan ka meri mohabbat ka sanam abhi har baat rahne do..........
abhi adhauri hai har mulakaat sanam abhi yun hi saath rehne do.......
main jinda hun teri mohabbat ke dam se abhi mere dil mein abhi yehi khayal rehne do
likha jaayga teri jindagi ki kitaab ke varko per mera naam bhi kabhi mere dil ko yeh bharm aur yahi gumaan rehne do....... Wah....really love is Expressed..... Yoon tera Pyar se kehna mujhe kuch....... Sach me meri jaan le jaata hai...... Karti ho jab tum aisi Pyari Pyari baatein...... Toh Jindagi ki kitaab me rakha tera woh Gulaab yaad aata hai.......!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #37 on: June 15, 2006, 01:00:17 PM » |
|
kitaabo mein rakhe gulab jab bhi mehakenge sanam tere dil ke kisi kone mein hum hi hum honge
yeh woh sogaat hai tere mere pyaar ki sanam jab bhi tum us varke ko kholege toh wahan bas hum yun hi mehekenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #38 on: June 16, 2006, 05:14:51 PM » |
|
Apni Mehekti Jindagi se ek Gulab hamare liye bhi Chunna....... Khawab jo kar sakoon me Sakaar kuch aise bunnna......
Teri Jindagi ki Kitaab me ek Naam bankar bas jayenge...... Lakh panne paltogi tum par harr Jagah hum hee Nazar ayenge.......!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #39 on: June 16, 2006, 05:34:53 PM » |
|
apni jindagi ki kitaab palti hamne tere naam ke saath kai pal haseen pal they likhe
bhul paate bhi toh hum kaise un lamho ko woh tere likhe lafaj hi aaj meri jinadgi bane
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #40 on: June 16, 2006, 05:37:27 PM » |
|
Zindagi agar mere LaFzon ko mana hota...... Toh aaj humse kuch Chupaya na hota......
Choot jaate hai kuch Pal yahan..... Par kisi Ashique ka AshK bahaya na hota.....
Karenge Dua tujhe har Khushi naseeb ho..... Chahe ho Dard mujhe..... Chahe meri Zindagi badnaseeb ho....!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #41 on: June 16, 2006, 08:18:10 PM » |
|
wo khushi hi kya jo mile mujhe tere ashq k badle wo aashiqi hi kya jab meri zindagi ka har lamha tere jazbaat ki kabr par bana ho
mana maine aey doat ki haara hua hai tu bhi zindagi k haatho par ye to koi baat nahi ki tum har jawaab par apne tarq o talluq laga baitho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #42 on: June 17, 2006, 04:18:09 AM » |
|
very nice ,Gaurav and Nitiesh..................
yeh lafaz bunte hain haseen khawabo ko dikhate hain yeh janat hamare jajabaato ko
kabhi dukh aur kabhi sukh ki chhawan hai yeh lafaz jindagi ki kitaab mein har rang mein dhalte hain yeh lafaz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #43 on: June 22, 2006, 01:11:09 PM » |
|
jindagi ki kitaab mein jab dard koi umar aata hai har lafaz fir hamko ismein bikhra bikhra sa nazar aata hai
likhte hai apne khoon ke in pyaar ke shabado ko fir bhi na jaane yeh kyu dhundhala sa nazar aata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
_Vicky_
Guest
|
|
«Reply #44 on: June 24, 2006, 10:54:55 AM » |
|
kya baat hai ! kya baat hai RANJANA JI .... bahut khoob..... aap itna khubsoorat likhti hain ki koi bhi aapka kalaam bina pade raha hi nahi sakta... maan gaye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|