Talat
Guest
|
«Reply #15 on: November 09, 2004, 06:09:04 PM » |
|
:P
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #16 on: November 10, 2004, 09:45:09 AM » |
|
apke ankho mein aisa jaam hai jo kisi sharab mein nahi.. jo baath thumhare ankho mein hai vo kisi baatho mein nahi.. hai kya aisa jadoo aphke ankho mein jo kisi ankho mein nahi... (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 45 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #17 on: November 10, 2004, 10:14:09 AM » |
|
good one all ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #18 on: November 10, 2004, 10:15:38 AM » |
|
thanks hai ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 45 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #19 on: November 10, 2004, 10:16:49 AM » |
|
Wah! Wah! Sam n Nishi..kya baat hai!!!! Bohot achcha likha hai Sam!!!!
Har ek dil ko ae ahl-e-jahan nahin milta ye ishq ka gauhar Wo aur hi log hote hain jin ki zindagi isse hoti hai munawwar!! ek dil hi to hai jise jo milta wo kum hai saari kainaat is naacheez ko bahut kum hai maanga tha hum ne bhi ishk ki kushya khuda se ab dekhte hai to apni jholi me ghum hi ghum hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #20 on: November 10, 2004, 10:21:52 AM » |
|
Wah! Wah! Sam n Nishi..kya baat hai!!!! Bohot achcha likha hai Sam!!!!
Har ek dil ko ae ahl-e-jahan nahin milta ye ishq ka gauhar Wo aur hi log hote hain jin ki zindagi isse hoti hai munawwar!! ek dil hi to hai jise jo milta wo kum hai saari kainaat is naacheez ko bahut kum hai maanga tha hum ne bhi ishk ki kushya khuda se ab dekhte hai to apni jholi me ghum hi ghum hai nice sam.... Pyaar ka koi dosh nahi hai ismein apne hi ki nahi hogi wo koshish par ab jab khul gaye hai dusre darwaaze to aap bandh darwaazo ko kyu dekh rahe ho?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 45 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #21 on: November 10, 2004, 10:25:34 AM » |
|
good nishita ji
pyaar ko dosh nahi deta hai koi pyaar ke jaisa jahaan me hai na koi pyaar kar ke mare hum istraah se humaari laash ko huns ke dekhta hai koi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #22 on: November 10, 2004, 10:59:07 AM » |
|
pyaar me yun na maaro tum khudko laash na kaho tum har hunsne wala ek bar to roya hai is baat ka gumaan karo tum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 45 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #23 on: November 10, 2004, 11:01:29 AM » |
|
main kyu kar maanu ke wo door ja kar roye jab paas the laash ke wo to muskura rahe the
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #24 on: November 10, 2004, 11:10:27 AM » |
|
is tarah se na khud ko takleef de wo bewafa nikli to tera kya kusoor hai isme
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 45 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #25 on: November 10, 2004, 11:18:51 AM » |
|
be wafai wo kar nahi sakte ye maaloom hai mujhe phir bhi mera dil hai toota ye kaise batau unhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #26 on: November 10, 2004, 11:29:54 AM » |
|
pyaar jo hai tujhe unse to kehne ki zaroorat nahi wo jaan jayegi pechaanti hai wo gar tujhe to tere dard ko bhi pehchaan jayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 45 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #27 on: November 10, 2004, 11:34:36 AM » |
|
dil me jo dard chupa hai wo dikhau kaise bhadke jazbaat ke sholon ko dabau kaise badi mushkil se basai thi ye dil ki basti un haseen raaton ki yaad mitau kaise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #28 on: November 10, 2004, 11:38:32 AM » |
|
wah wah sam...
Kisi ko dil me basana bura to nahi kisike yaadon ko sehlana khata to nahi gunaah hai ye duniya ki nazar me to kya? duniya wale bhi to insaan hai khuda to nahi..! (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 45 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #29 on: November 10, 2004, 11:41:53 AM » |
|
wah
yaad kar ke wo din maazi ke bada rota hai dil apne jazbaato ko hum yuhi kaise de kuchal uski wo teer-e-nazar aisi giri ban ke bark ban ke parvaane se hum hai rah gaye machal
maazi- past bark- bijli
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|