junoon-e-ishk

by samnoj on November 09, 2004, 11:20:59 AM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22
ReplyPrint
Author  (Read 13422 times)
Talat
Guest
«Reply #255 on: December 14, 2004, 07:29:25 PM »
Reply with quote
Thanks akela!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishk zindagi hai by shamsay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ishk by saatvik in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
ishk by jitendra kumar in Shayri for Khumar -e- Ishq
***jab se hua hai ishk*** by kaushikbhawna008 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ishk ne kab haar maani hai ... ! Ishk Ek Ibadat by ishk ek ibadat in Ghazals « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #256 on: December 15, 2004, 12:35:43 PM »
Reply with quote
jab yaad na karna chahoge to tumko yaad ayenge hum
teri yaadon tere khwabon par cha jayenge hum
dhundoge har jagah meri tasweer ko us waqt
jab teri pahunch se buhat door nikal jayenge hum...
(NM)
Logged
lovebites
Guest
«Reply #257 on: December 15, 2004, 02:39:32 PM »
Reply with quote
nice Talat....................!

Younhi Mausam Ki Adaa Deikh Keh Yaad Aaya
Kiss Qadar Jald Badal Jaate Hain Insaa'n Janna'n
Dil Yeh Kehta Hai Shayad Afsurda Hoo Too Bhi
Dil Kii Kiya Baat Karein Dil Tou Hai Nada'n Jann'n
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #258 on: December 15, 2004, 02:55:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
jab yaad na karna chahoge to tumko yaad ayenge hum
teri yaadon tere khwabon par cha jayenge hum
dhundoge har jagah meri tasweer ko us waqt
jab teri pahunch se buhat door nikal jayenge hum...
(NM)

Wah! Wah! Wah! Talat ji!! Very very Nice!!! Great!!!

Yaadon mein kisi ke is tarah aayaa nahin karte!
Khwaabon mein yoon aa-aa ke tadpaya nahin karte!

Jahan se Ishq ke bulawe par aanaa na ho mumkin,
Mohabbat ke maare aisi jagah jaayaa nahin karte!

Ishq to pahle hi Ghayal hai Zamaane ke Zulm se,
Apne Deewaane ko yoon dhamkaaya nahin karte!

Ahsaas karte hain uski be basi ka, phir hausla dete hain,
Dil ke Zakhmon ko uske is tarah kuredwaya nahin karte!
Logged
Talat
Guest
«Reply #259 on: December 15, 2004, 03:01:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "lovebites"
nice Talat....................!

Younhi Mausam Ki Adaa Deikh Keh Yaad Aaya
Kiss Qadar Jald Badal Jaate Hain Insaa'n Janna'n
Dil Yeh Kehta Hai Shayad Afsurda Hoo Too Bhi
Dil Kii Kiya Baat Karein Dil Tou Hai Nada'n Jann'n

Thanks!!! n Good one!!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #260 on: December 15, 2004, 03:01:18 PM »
Reply with quote
bohat achey Arun...................!
Logged
Talat
Guest
«Reply #261 on: December 15, 2004, 03:02:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "Talat"
jab yaad na karna chahoge to tumko yaad ayenge hum
teri yaadon tere khwabon par cha jayenge hum
dhundoge har jagah meri tasweer ko us waqt
jab teri pahunch se buhat door nikal jayenge hum...
(NM)

Wah! Wah! Wah! Talat ji!! Very very Nice!!! Great!!!

Yaadon mein kisi ke is tarah aayaa nahin karte!
Khwaabon mein yoon aa-aa ke tadpaya nahin karte!

Jahan se Ishq ke bulawe par aanaa na ho mumkin,
Mohabbat ke maare aisi jagah jaayaa nahin karte!

Ishq to pahle hi Ghayal hai Zamaane ke Zulm se,
Apne Deewaane ko yoon dhamkaaya nahin karte!

Ahsaas karte hain uski be basi ka, phir hausla dete hain,
Dil ke Zakhmon ko uske is tarah kuredwaya nahin karte!

Hum to yaadon main bhi aayenge
Aur khwabon pe bhi cha jayenge
Deewana kehta hai wo khud ko
Ab deewana hum use banayenge!!!   :twisted:  :oops:  :D
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #262 on: December 15, 2004, 03:05:42 PM »
Reply with quote
Thanks Love bites ji N Nice written!!!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #263 on: December 15, 2004, 03:22:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "Talat"
jab yaad na karna chahoge to tumko yaad ayenge hum
teri yaadon tere khwabon par cha jayenge hum
dhundoge har jagah meri tasweer ko us waqt
jab teri pahunch se buhat door nikal jayenge hum...
(NM)

Wah! Wah! Wah! Talat ji!! Very very Nice!!! Great!!!

Yaadon mein kisi ke is tarah aayaa nahin karte!
Khwaabon mein yoon aa-aa ke tadpaya nahin karte!

Jahan se Ishq ke bulawe par aanaa na ho mumkin,
Mohabbat ke maare aisi jagah jaayaa nahin karte!

Ishq to pahle hi Ghayal hai Zamaane ke Zulm se,
Apne Deewaane ko yoon dhamkaaya nahin karte!

Ahsaas karte hain uski be basi ka, phir hausla dete hain,
Dil ke Zakhmon ko uske is tarah kuredwaya nahin karte!

Hum to yaadon main bhi aayenge
Aur khwabon pe bhi cha jayenge
Deewana kehta hai wo khud ko
Ab deewana hum use banayenge!!!   :twisted:  :oops:  :D

Waah! Ji wah!! Bahut Khoob!! Talat ji!!

Hukoomat hai ab aap hi ki,
Mere Is dil ki saltanat par,
Jo chahe yahan par karein!
Magar kuchh karne se peshtar,
Yeh guzaarish hai Aap se,
Is Dil mein apna ghar karein!
Logged
Talat
Guest
«Reply #264 on: December 15, 2004, 03:29:51 PM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"

Waah! Ji wah!! Bahut Khoob!! Talat ji!!

Hukoomat hai ab aap hi ki,
Mere Is dil ki saltanat par,
Jo chahe yahan par karein!
Magar kuchh karne se peshtar,
Yeh guzaarish hai Aap se,
Is Dil mein apna ghar karein!

Dil ki saltanat hai humari
Thaat se wahan aayenge hum
ghar bhi banayenge wahan
par pehle darwaza to kholo tum!!!  :oops:   :D
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #265 on: December 15, 2004, 03:42:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "sharmaarunkumar"

Waah! Ji wah!! Bahut Khoob!! Talat ji!!

Hukoomat hai ab aap hi ki,
Mere Is dil ki saltanat par,
Jo chahe yahan par karein!
Magar kuchh karne se peshtar,
Yeh guzaarish hai Aap se,
Is Dil mein apna ghar karein!

Dil ki saltanat hai humari
Thaat se wahan aayenge hum
ghar bhi banayenge wahan
par pehle darwaza to kholo tum!!!  :oops:   :D

Waah Talat ji!!

Bahar khade kyon Ruswa karte ho Mohabbat ko,
Pyaar mein aisa khel na khelo Tum!
Hum To Baithe hi Hain aapke Intezaar mein yahan,
Darwaza khula hai Zara ander aa ke bolo tum!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #266 on: December 15, 2004, 03:44:55 PM »

bohat achey nice chioce Talat and Arun...............!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #267 on: December 15, 2004, 03:46:51 PM »
Reply with quote
Shukriya Lovebites ji!! :D

What do u mean by choice? Shocked

We both r not copying these lines from anywhere!!!! Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #268 on: December 15, 2004, 03:47:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"

Waah Talat ji!!

Bahar khade kyon Ruswa karte ho Mohabbat ko,
Pyaar mein aisa khel na khelo Tum!
Hum To Baithe hi Hain aapke Intezaar mein yahan,
Darwaza khula hai Zara ander aa ke bolo tum!

Thanks!! Arunji!! n Love...n kya baat hai Arunji!!!   :D

Darwaza khula chorh diya dil ka
jaane kaun kaun basera kiye hoga
Hum ko to rehna hai us dil main
jo sirf aur sirf mera hoga  :twisted:  :oops:
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #269 on: December 15, 2004, 04:53:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "sharmaarunkumar"

Waah Talat ji!!

Bahar khade kyon Ruswa karte ho Mohabbat ko,
Pyaar mein aisa khel na khelo Tum!
Hum To Baithe hi Hain aapke Intezaar mein yahan,
Darwaza khula hai Zara ander aa ke bolo tum!

Thanks!! Arunji!! n Love...n kya baat hai Arunji!!!   :D

Darwaza khula chorh diya dil ka
jaane kaun kaun basera kiye hoga
Hum ko to rehna hai us dil main
jo sirf aur sirf mera hoga  :twisted:  :oops:

Waah ji Wah!! Talat ji!!! Great!!! :lol: Shukriya  aapka!!

Darwaaza khula hai yeh aapki hi Khatir Mere Huzoor,
Yahan lekin Duniya ke dekho Sakht Pahre hain!

Ander Jo hai yahan Sab Tumhara hi to hai Mere Humdum,
Baaki to Phir Yahan Faqat Naqli Chehre hain!

Zara to samjho Humaari baat ko, ay Bandaparwar,
Humaari baaton ke matlab bade gehre hain!
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 09:45:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer