KAASH WOH PAL RUKH JAATE KISI BAHAANE SE...

by khwaish on May 27, 2008, 03:17:11 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1945 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Bahut udaas sa ho gaya hoon,
kisi se do pal mil kar phir door jaane se,
kaash woh pal wahi rukh jaate kisi bahaane se...

kuch main kehta!!
kuch woh kehte!!
kuch aur pal hum saath-saath rehte,
par yeh waqt ne thamna seekha hi nahi
yeh kahan rukhte hai,
kisi ke laakh rukhaane se...

ajeeb hai yeh pyaar ka khel "KHWAISH"
kal hi mile the aur yeh mehsoos hua iss dil ko,
ke bichde the hum unse kayi zamaane se...

kisi bhi jaam ke nashe ka mohtaaz nahi hai "KHWAISH"
nasha to woh hai jo barasta hai,
unke nazro ke paimaane se...

Thak kar Chalna  Aur  Chal kar Thakne ke khel bahut hua,
Ab humein hosh kahan??
hum to ab Chalte hai unke chalaane se....

Koi kehde unhe ke ab hum zinda hai unhi ke dum par,
ab humari saans bhi saans leti hai unke muskuraane se....

apna haal-e-dil to hum kehte reh gaye unse,
kaash aaj shama bhi kehde ke usse bhi mohabat hai parwaane se...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jaate jaate meri sansar chali gayee by Rajeev_bekhudi in Shayri for Khumar -e- Ishq
JAATE JAATE WHO KUCCH AAISA NISHAANI DE GAYE by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
aaj mile unse kisi bahaane se by thegrimreaper in Shayri for Dard -e- Judai
Kaash Ek Baar Gale Lagaakar Jaate,. {Aarzu} by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #1 on: May 27, 2008, 04:29:58 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  wow!! Too Good Khwaish ji!!! bahoot hi achi kavita ki rachna ki hai... to janab ka do din mai yah haal ho gaya!! Cho Chaweet!! I really enjoyed your this poem very much!! waiting for more in Khumar-e-Ishaq from you!!!  NaNaNa

 Applause Applause Applause Applause
Logged
ali22a
Guest
«Reply #2 on: May 27, 2008, 05:01:46 PM »
Reply with quote
kiya baat hai aap ki Khwaish bahi
bhot hi acha kam hai
ALLAH aap ko zindaghi day
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 27, 2008, 05:41:22 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  wow!! Too Good Khwaish ji!!! bahoot hi achi kavita ki rachna ki hai... to janab ka do din mai yah haal ho gaya!! Cho Chaweet!! I really enjoyed your this poem very much!! waiting for more in Khumar-e-Ishaq from you!!!  NaNaNa

 Applause Applause Applause Applause

thankyou so much pooja for appreciating....

aap ne itna kuch likh diya ke kya kahoon!! bahut bahut shukriya aapka.
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: May 27, 2008, 05:43:37 PM »
Reply with quote
Very nice Khwaish...bohot achcha likha hai aapne !
Logged
thycreator
Guest
«Reply #5 on: May 27, 2008, 06:15:04 PM »
Reply with quote
Bahut udaas sa ho gaya hoon,
kisi se do pal mil kar phir door jaane se,
kaash woh pal wahi rukh jaate kisi bahaane se...

kuch main kehta!!
kuch woh kehte!!
kuch aur pal hum saath-saath rehte,
par yeh waqt ne thamna seekha hi nahi
yeh kahan rukhte hai,
kisi ke laakh rukhaane se...

ajeeb hai yeh pyaar ka khel "KHWAISH"
kal hi mile the aur yeh mehsoos hua iss dil ko,
ke bichde the hum unse kayi zamaane se...

kisi bhi jaam ke nashe ka mohtaaz nahi hai "KHWAISH"
nasha to woh hai jo barasta hai,
unke nazro ke paimaane se...

Thak kar Chalna  Aur  Chal kar Thakne ke khel bahut hua,
Ab humein hosh kahan??
hum to ab Chalte hai unke chalaane se....

Koi kehde unhe ke ab hum zinda hai unhi ke dum par,
ab humari saans bhi saans leti hai unke muskuraane se....

apna haal-e-dil to hum kehte reh gaye unse,
kaash aaj shama bhi kehde ke usse bhi mohabat hai parwaane se...


Good work...bahut acche khwaish ji...

Kho kar ke dil apna, hum mashoor ho gaye,
Kissi ke itne pas hain, sabse dur ho gaye,
Ye jaam-e-muhabbat ya ek nigaah ka jadoo,
Bin piye hi aaj kaabil-e-suroor ho gaye...
Logged
deetri1
Guest
«Reply #6 on: May 27, 2008, 09:46:14 PM »
Reply with quote
ajeeb hai yeh pyaar ka khel "KHWAISH"
kal hi mile the aur yeh mehsoos hua iss dil ko,
ke bichde the hum unse kayi zamaane se...

kya baat hai ...kya baat hai saheb
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 28, 2008, 03:13:45 AM »
Reply with quote
kiya baat hai aap ki Khwaish bahi
bhot hi acha kam hai
ALLAH aap ko zindaghi day

bahut bahut shukriya alisaab..
welcome to yoindia..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 28, 2008, 03:14:56 AM »
Reply with quote
Very nice Khwaish...bohot achcha likha hai aapne !

thanx a lot celmira..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 28, 2008, 03:16:40 AM »
Reply with quote
Good work...bahut acche khwaish ji...

Kho kar ke dil apna, hum mashoor ho gaye,
Kissi ke itne pas hain, sabse dur ho gaye,
Ye jaam-e-muhabbat ya ek nigaah ka jadoo,
Bin piye hi aaj kaabil-e-suroor ho gaye...

bahut bahut shukriya amit bhai...
aur bahut khoob kaha aapne.. Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 28, 2008, 03:20:38 AM »
Reply with quote
ajeeb hai yeh pyaar ka khel "KHWAISH"
kal hi mile the aur yeh mehsoos hua iss dil ko,
ke bichde the hum unse kayi zamaane se...

kya baat hai ...kya baat hai saheb

bahut bahut shukriya hausle-afsaai ka deetriji..
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #11 on: May 28, 2008, 03:30:56 AM »
Reply with quote
Good work...bahut acche khwaish ji...

Kho kar ke dil apna, hum mashoor ho gaye,
Kissi ke itne pas hain, sabse dur ho gaye,
Ye jaam-e-muhabbat ya ek nigaah ka jadoo,
Bin piye hi aaj kaabil-e-suroor ho gaye...

hmm pehla do line ek gana pe aadarit hai shayad.
Nice ...
Logged
diya786
Guest
«Reply #12 on: May 29, 2008, 10:45:29 AM »
Reply with quote
Bahut udaas sa ho gaya hoon,
kisi se do pal mil kar phir door jaane se,
kaash woh pal wahi rukh jaate kisi bahaane se...

kuch main kehta!!
kuch woh kehte!!
kuch aur pal hum saath-saath rehte,
par yeh waqt ne thamna seekha hi nahi
yeh kahan rukhte hai,
kisi ke laakh rukhaane se...

ajeeb hai yeh pyaar ka khel "KHWAISH"
kal hi mile the aur yeh mehsoos hua iss dil ko,
ke bichde the hum unse kayi zamaane se...

kisi bhi jaam ke nashe ka mohtaaz nahi hai "KHWAISH"
nasha to woh hai jo barasta hai,
unke nazro ke paimaane se...

Thak kar Chalna  Aur  Chal kar Thakne ke khel bahut hua,
Ab humein hosh kahan??
hum to ab Chalte hai unke chalaane se....

Koi kehde unhe ke ab hum zinda hai unhi ke dum par,
ab humari saans bhi saans leti hai unke muskuraane se....

apna haal-e-dil to hum kehte reh gaye unse,
kaash aaj shama bhi kehde ke usse bhi mohabat hai parwaane se...


kya baat hai khwaishji
aapne bahut accha likha hai
aisa lata hai ki aapki tareef ke liye alfaaz kam pad gaye hain
really very nice...
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #13 on: May 30, 2008, 05:27:10 AM »
Reply with quote
Khwaish ji,

Bahut khoob kahte he aap..yakeenan gehrai aur saralta ka sundar milaap.

Prateek
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 01, 2008, 10:39:02 AM »
Reply with quote
kya baat hai khwaishji
aapne bahut accha likha hai
aisa lata hai ki aapki tareef ke liye alfaaz kam pad gaye hain
really very nice...


bahut bahut shukriya diyaji..aap ne itna kuch keh diya bahut hai!! teh dil se shukriya.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:08:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer