*~<<Kabhi andheron mein,kabhi ujaalo mein.........>

by Mansi_d_archi on January 15, 2005, 07:59:49 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 7019 times)
Snazzy
Guest
«Reply #30 on: January 20, 2005, 07:26:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Mansi_d_archi"
Quote from: "Mansi_d_archi"
thanx Snazzy....r you a gal?


 Puzzled !


yes Iam a girl.All have written very nicely! Keep it up
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PYAAR MEIN KABHI KABHI.................. by chunky_in_love in Shayri for Khumar -e- Ishq
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
CHALTI ZINDAGI MEIN IK DIN KABHI.. by tanha_kamal in Shayri-E-Dard
Kabhi Behta tha rago mein........ by ravisca2003 in Shayri-E-Dard
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #31 on: January 20, 2005, 08:04:36 AM »
Reply with quote
thanx

Kabhi in lakeero mein,kabhi mere daaman mein
banti hai uski tasveer achanak anjaane mein
nazar thakti nahi raat-raat use nihaarne mein
ek khaab sa hai chehra uska dikhta hai roz aaine mein
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #32 on: January 20, 2005, 08:16:35 AM »
Reply with quote
kabhi tere chehre,kabhi teri baato ko sochti hu
lagta hai jaise fool bhi mujhpe baarish kar rahe ho
ek-ek khyaal mein jab bhi tere kho jaati hu
sapno ka tera-mera mahal jaise main sajaati hu
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #33 on: January 20, 2005, 09:10:00 AM »
Reply with quote
so nice all!!!!!!!

kabhi tadapna,to kabhi machalna
kabhi fissalna,to kabhi samhalna
kabhi hassna,to kabhi rona
kabhi bechaini,to kabhi pareshani
kabhi khushi ,to kabhi gam
kabhi takrar,to kabhi intezar
inhi rishton mein bandhein hue thhe hum
jab thha hum dono mein PYAR
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #34 on: January 20, 2005, 09:27:28 AM »
Reply with quote
WOW so cool !! By d way. wat's ur name tanha_dil_tanha_safar?
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #35 on: January 20, 2005, 09:28:41 AM »
Reply with quote
WOW so cool !! By d way. wat's ur name tanha_dil_tanha_safar?
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #36 on: January 20, 2005, 09:32:32 AM »
Reply with quote
u can see about me in chit chat & discussion in the introduction.

 & thanks.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #37 on: January 20, 2005, 09:39:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Mansi_d_archi"
thanx

Kabhi in lakeero mein,kabhi mere daaman mein
banti hai uski tasveer achanak anjaane mein
nazar thakti nahi raat-raat use nihaarne mein
ek khaab sa hai chehra uska dikhta hai roz aaine mein


ur welcome mansi and bahut acha likhti ho tum

ik tere chehre ki masumiyat
uspe teri aankhon ki nazakat
kya bataye tujhe hum ki
kiss haal mein hai mere dil ki ye haalat
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #38 on: January 20, 2005, 09:42:26 AM »
Reply with quote
ok

kabhi ikraar mein,kabhi takraar mein
beet jaate hain pal jaldi,uske pyaar mein.
pal-pal samet kar rakhna chahti hu,har pal mein
jaane yeh kismat kya dikhaaye agle pal mein
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #39 on: January 20, 2005, 09:50:09 AM »
Reply with quote
so nice again!!!!!

Dil likhey to kya likhey,
Kalam pe bas humara nahein,
Hothon pe gumnaam see haseen hai,
"tanha"  ko jeene ka sahara nahin.
Jisse dil mein chhupa rakha hai,
Woh dildaar bhi humara nahin,
Kaise samjhoge humari beqarari.
Yeh haal joh tumhara nahin,
Chand ghari "tanha" jeele khushi se,
Taqdeer ko yeh khayaal bhi ganwara nahin!
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #40 on: January 20, 2005, 10:00:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Mansi_d_archi"
thanx

Kabhi in lakeero mein,kabhi mere daaman mein
banti hai uski tasveer achanak anjaane mein
nazar thakti nahi raat-raat use nihaarne mein
ek khaab sa hai chehra uska dikhta hai roz aaine mein


ur welcome mansi and bahut acha likhti ho tum

ik tere chehre ki masumiyat
uspe teri aankhon ki nazakat
kya bataye tujhe hum ki
kiss haal mein hai mere dil ki ye haalat


wow its beautiful........

ik tere hontho ki hasi,
uspe muje tang karne ki adaa
kya batau aajkal mujhe ye kya hua
sharm se bhi sharmaati hai meri haya.
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #41 on: January 20, 2005, 10:05:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "tanha dil tanha safar"
so nice again!!!!!

Dil likhey to kya likhey,
Kalam pe bas humara nahein,
Hothon pe gumnaam see haseen hai,
"tanha"  ko jeene ka sahara nahin.
Jisse dil mein chhupa rakha hai,
Woh dildaar bhi humara nahin,
Kaise samjhoge humari beqarari.
Yeh haal joh tumhara nahin,
Chand ghari "tanha" jeele khushi se,
Taqdeer ko yeh khayaal bhi ganwara nahin!


AWESOME tanha ! Its so deep.ur emotions r very meaningful.

Di likhey to bas ek hi naam behoshi mein bhi likhey
koi chaahe padh na paaye,par khatam na hue fir bhi ye silsile
woh dildaar kabhi humara tha hi nahi jise hum apna samajh kar mile
yaadon ka saawan piche chod gya ,or saath mein de gya kitne faasle.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #42 on: January 20, 2005, 10:07:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Mansi_d_archi"
ok

kabhi ikraar mein,kabhi takraar mein
beet jaate hain pal jaldi,uske pyaar mein.
pal-pal samet kar rakhna chahti hu,har pal mein
jaane yeh kismat kya dikhaaye agle pal mein


nice one again

hum dundate hai vo ek pal tere pyar ki khusi mujhe
hum dundate hai vo saam jab mil jaye tuh kisi kinare pe mujhe
har wakt hum dundate hi rahe iss bare sansar mein tujhe
beet chuki hain meri zindagi abh tuh lagbag
kya kabhi meri zindagi mein bahar banke khusi doge mujhe
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #43 on: January 20, 2005, 10:10:43 AM »
Reply with quote
thanks mansi ji!!!
& very well answer.
Logged
Mansi_d_archi
Guest
«Reply #44 on: January 20, 2005, 10:13:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "tanha dil tanha safar"
thanks mansi ji!!!
& very well answer.


thanx a lot Tanha but plz dun say "ji"......keep on postin,i'd luv 2 comment n answer.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:45:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer