KAISY BATAON MAIN TUMHAIN , MERY LIYH TUM KON HO

by SADIQA JAWED on October 31, 2004, 05:34:13 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 10501 times)
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #90 on: December 16, 2004, 10:08:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "smile_deep1"
Quote from: "lovebites"
eerada bhool janay ka buhat acha to hai lekin
bhulanay per bhi hum reh reh k yaad aaye to kia hoga?



Aaaina bun ker kabhee inko bhee heraan dekhiye
Apney ghum ko inkee soorat se numaya dekhiye



akeley pann se khouf aata hey mujh ko
kahan ho aey merey khuwabon khayalon


tooooo good lovebites...........

bhoolana  chaha unko to kasam se ye mano,
hum unko bhulaye ja rahe thai............
dekha tojanam badi bhool thi ......
woh bhulaney kai bahanay yaad aye ja rahe thai................


Waaah Bahut Khoob! Ji!!! Deep ji!!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #91 on: January 06, 2005, 08:45:10 AM »
Reply with quote
"mohabatoo ki duniya jala ker kabhi tu dekho,,tum mere dil main jhank kar kabhi tu dekho,,,,,mere dil ki rahein tere muntazir hein kabhi in rahoon main aakar tu dekho,,,mere mohabat sapnoon ki manand be qeemat pare he
kabhi barish ka pahla katira ban kar tu dekho
mujh mere muhabat mile ge zaroor
kabhi is yaqeen ka bharam rakh kar tu dekho
mere sabar ka imtihan or na lo
bas ik baar mere samne aakar tu dekho
mileinge tujh wafaoon k nagme mere dil ki daharkan ban kar tu dekho
main tujh door aasmanoon pe chand ki manand chamkita dekhta hoo
kabhi aasman se mere dil ki zameen per uter ke tu dekho
ye wade wafain ye khushoyan ye aansoon ye tarap sab mohabat ka mafahoom samjh kar tu dekho
main apni mohabat ki sochoon ka yaqeen dilaoon tu kaise
kabhi KHUDA se mere mohabat k bare main pooch kar tu dekho
Logged
yog
Guest
«Reply #92 on: January 06, 2005, 09:55:49 AM »
Reply with quote
koi sikhe tum se kasi chalti hai kalam
ho jayegi shayri puri ager chale sath tumhare har kadam!!!

u write very well !! sadiqa
sallaam
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #93 on: January 06, 2005, 09:59:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
"mohabatoo ki duniya jala ker kabhi tu dekho,,tum mere dil main jhank kar kabhi tu dekho,,,,,mere dil ki rahein tere muntazir hein kabhi in rahoon main aakar tu dekho,,,mere mohabat sapnoon ki manand be qeemat pare he
kabhi barish ka pahla katira ban kar tu dekho
mujh mere muhabat mile ge zaroor
kabhi is yaqeen ka bharam rakh kar tu dekho
mere sabar ka imtihan or na lo
bas ik baar mere samne aakar tu dekho
mileinge tujh wafaoon k nagme mere dil ki daharkan ban kar tu dekho
main tujh door aasmanoon pe chand ki manand chamkita dekhta hoo
kabhi aasman se mere dil ki zameen per uter ke tu dekho
ye wade wafain ye khushoyan ye aansoon ye tarap sab mohabat ka mafahoom samjh kar tu dekho
main apni mohabat ki sochoon ka yaqeen dilaoon tu kaise
kabhi KHUDA se mere mohabat k bare main pooch kar tu dekho


wow sadiqa..............jabardast..................ni ce work all..........

Ai Abre mohabbat tu kahi aur baras!
main rait ka Teela hoon meri Pyas Bahot hai...................
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #94 on: January 06, 2005, 02:08:49 PM »
Reply with quote
THNKX......

THNKX...
N WASALAM YOG Usual Smile


**********
janay kiun? dil kisi ajnabhi par etabhar karnay laghta hay...
janay kiun? kissi ka hamari zindagi mein aana bahar sa laghta hay...
janay kiun? us sai milnay k baad haar koi ajnabhi saa laghta hay....
janay kiun? chaudwien k chaand mein ankhay us koo dhondhnay laghti hay ....
janay kiun? us k baghair haar mousam kizah kizah saa laghtha hay ...
janay kiun? janay kiun ?hamari soocho mein usi kaa khayal lagha rehtaa hay ....
janay kiun ? haar waqt usi k aanay ka intezarr lagha rehtaa hay ....
janay kiun? uss k becharnay ka khauf lagha rehtha hay ....
janay kiun? kisi sai eik baar mil kar ussi kaa honay ka dil chahtha hay ..
janay kiun? uss par sabh kuch qurbaan karnay ko dil chahta hay ...
janay kiun? uss k sath zindagi basar karnay ko dil chahtaa hay ...
janay kiun? us ki sansoon mein samanay ko dil chahtaa hay ...
janay kiun? us k sang marnay ko dil chahtaa hay ....
janay kiun? janay kiun ??
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #95 on: January 06, 2005, 02:57:34 PM »
Reply with quote
very nice sadiqa.....  :lol:  too good yogi......  :lol:
Logged
lovebites
Guest
«Reply #96 on: January 07, 2005, 03:52:03 AM »
Reply with quote
ye na thee hamaaree qismat ke wisaal-e-yaar hota
agar aur jeete rehte yahee intezaar hota

tere waade par jiye ham to ye jaan jhooT jaanaa
ke KHushee se mar na jaate agar 'eitabaar hota

teree naazukee se jaana ki bandha tha 'ehed_booda
kabhee too na toD sakta agar oostuwaar hota

koee mere dil se pooche tere teer-e-neemkash ko
ye KHalish kahaaN se hotee jo jigar ke paar hota

ye kahaaN ki dostee hai ke bane haiN dost naaseh
koee chaarasaaz hota, koee GHamgusaar hota

rag-e-sang se Tapakta wo lahoo ki fir na thamta
jise GHam samajh rahe ho, ye agar sharaar hota

GHam agarche jaaN_gulis hai, pe kahaaN bachaiN ke dil hai
GHam-e-ishq gar na hota, GHam-e-rozgaar hota

kahooN kis se maiN ke kya hai, shab-e-GHam buree bala hai
mujhe kya bura tha marna ? agar ek baar hota

hue mar ke ham jo ruswa, hue kyoN na GHarq-e-dariya
na kabhee janaaza uThata, na kaheeN mazaar hota

use; kauN dekh sakta ki yagaana hai wo yaktaa
jo dooee ki boo bhee hotee to kaheeN do chaar hota

ye masaail-e-tasawwuf, ye tera bayaaN 'GHalib' !
tujhe ham walee samajhate, jo na baada_KHwaar hota
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #97 on: January 07, 2005, 07:22:32 PM »
Reply with quote
Very Nice alll!!!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #98 on: January 08, 2005, 11:08:33 AM »
Reply with quote
thnkx arun n waheed... good one love...

EK WO HAI JIS K LABOON PA KABHI
*-*-*-*-*-*-*-*-*--*-*-*-*-*-*-**-*-*-*-*
BADDUA NAHIN HOTI.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
EK MAA HAI JO MUJH SA KAFA NAHIN HOTI
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*--*-*-*--*-*-*-*-*-*
KABHI KAMRAN APNI MAA K SAMANY KHOUL
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*--*-*-*--*-*-*-*-*-*-*
K NA ROONA KIOUN K JAHAN BONYAD HOTI
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*--*-*-*--*-*-*-*-*-*-*
HAI WAHAN NAMI ACHI NAHIN HOTI
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*--*-*-*--*-*-*-*-*-*- *-*
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #99 on: January 09, 2005, 04:57:41 AM »
Reply with quote
Wow Waaaah! Kya Baaat hai Bahut Badhiya ji!!!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #100 on: January 09, 2005, 07:37:41 AM »
Reply with quote
THNKX ARUN Usual Smile

Zindagi se gar hum thuk jaein
chaltey chaltey kahin ruk jayein
koi to ho jis sey kuch keh sakein
woh jo kuch kahey dil ko apna lagey
ussey hi zindagi maan kar chalein
woh hamein suney, samajh sakey
hamari majboorian usey apni lagein
har azmaish mein saath shamil rahey
hamey bhi khud key hi jaisa kahey
kami , koi farq na phir darmian rahey
agar ho kabhi aisa ittefaq mujh ko
key samjha jisey na samjha wo mujh ko
tou koi tou ho jo yeh batla sakey
meray dil ko itminaan dilla sakey
key rahi kya kami sada akhir mujh mein
jo puuri na utri umeedoon pey uss kii.
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #101 on: January 09, 2005, 08:25:44 AM »
Reply with quote
waaah! Bahut achchhe!! Sadiqa ji!!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #102 on: January 09, 2005, 09:14:29 AM »
Reply with quote
Thanks Sadi and nice wrk....................!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #103 on: January 09, 2005, 10:53:13 AM »
Reply with quote
thnkx arun n sagr... Usual Smile

[Ah, God, the way your little finger moved]

Ah, God, the way your little finger moved
As you thrust a bare arm backward
And made play with your hair
And a comb a silly gilt comb
Ah, God—that I should suffer
Because of the way a little finger moved.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #104 on: January 09, 2005, 04:56:59 PM »
Reply with quote
ur welcome........sadiqa...........

excellent work sadiqa....................love......

Lazat-E-Dard Ka Izhar Na Hone Paye
Dekhna! Lafz Gunhagar Na Hone Paye
Dhoop Ke Dasht-E-Bala Khez Me Ham Jalte Rahe
Kisi Sae Ke Talab Gar Na Hone Paye
Qes-O-Farhad Se Kuch Kam To Nahi The Ham Log
Ham Mager Ronak-E-Bazar Na Hone Paaye..........
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:14:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer